Trading Mein aik term istemal hoti hai jis ko turtle trading Kaha jata hai yah trading bahut hi mazedar kism ki trading hai kyun kay is per trader bahut hi soch samajh kar aur exact entry point per trading karta hai aur is ka daur o madar sirf aur sirf break out per hota hai jis ki vajah say trader ko analyse karna hota hai ki agar break out ho gaya hai trading market mein to us break out ka market per kya asar
padega aur us ke mutabik trading strategy plan ki jaati hai kyn kay jab market breakout karti hai aur buyung mein jati hai to aap us waqt market mrin buying kar lety hain aur is trha buying ky bad jab market retracement karti hai ya downwards movement show karti hai to is retracement ky time aap market mein selling ki trades open kar dety hain.
What is Turtle Trading?
Turtle trading jesa kay pehly bhi discussed ho chuka hea kay yea Trading breakout based hoti hea aur trader aik makhsoos time frame main enter hoty hain aur profit lay kea exit ho jaty hai friends agar market kisi aik direction main movement kerty huey agar breakout kery gi tou market ki same direction main big movement ho sakti hai tou
Aesy time per ham market main trade enter kerny ky liay pending orders ka use kerty hain aur aap ko btata chaloon kay breakout point par, historical high or low points par enhesar karta hai. Ye trading system indicator high price par sell or low price par buy karny k bilkul opposite work karta hai.
Additional Note.
Turtle trading karne ke liye trader ko chahie kya market ka acchi Tarah Se tender Sanskar Le aur jitne acche technical analysis Honge utane hi acchi trading karne ke chances badh Jaate Hain aur trading mein successful hone ke chances badh jaate hain kyn kay market low jati hai ham sell kk trade open karty hain to market mazeed low chali jati hai aur is main trader is system indicator ko use kar kay har trader profit hasil karny kay kabil ho sakta hai lakin aap ko yaad rakhna chahiye kay trader sirf indicators ko follow karny ki khosish karty hain unko hamesha loss hii hota hai keun k indicators aksar fake signals hi produce karty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим