Forex Trading "Currency Pairs"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading "Currency Pairs"
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Forex Currency Pairs


    American dollar ab tak duniya mein sab se ziyada trade ki jane wali currency hai. Pori dunya main aam tor par, ziyada tar currencies ko American dollar ke muqablay mein compare kia jata hai. Ta'ham, forex trading ka hawala dete waqt currency ke joron ki aur bhi mukhtalif aqsaam ka istemaal kia jata hai, jin mein se har aik ko trading sargarmi aur liquidity ki miqdaar ke lehaaz se mukhtalef groups mein taqseem kia jata hai, jin ko major, minor (ya cross) aur crosses k naam se jana jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	2
Size:	48.6 کلوبائٹ
ID:	12584469

    Major Currency Pairs


    Major currency pairs aam tor par sab se ziyada trade ki jane wali currencies hen, jo USD ke sath munsalik hote hen, kuch trader kisi bhi forex currency ke jore ka USD k sath compare kia ja satka hai. Major currency pairs sab se ziyada active trade karne walay forex currency ke jore hen, jis ka matlab hai ke woh sab se ziyada volitile hen. Major currency pair par trading ka sab se ziada munafa melta hai, q k iss main brokers apne fees aur commission bohut kam rakhte hen, jiss ka direct profit clients ko melta hai. Jaise kuch pairs zail mein deye hen;
    • EUR/USD – 0.1 pips
    • USD/JPY – 0.5 pips
    • GBP/USD – 0.6 pips
    • AUD/USD – 0.4 pips


    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	1
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12584470

    Minor Currency Pairs

    Minor currency pairs ko aam tor par baqiya, ghair USD forex currency ke joron mein se kisi ka bhi compare dete hen. Yeh value kam maqbool jore aksar market mein low liquidity ki wajah se dono sematon mein ziyada up and down hote rehte hen. Minor currency pairs ko crosses currency pairs bhi kaha jata hai, q k inn currency pairs main American dollar bazate khud to shamil nahi hota hai, lekin uss ka hawala deya jata hai. Inn currency pairs k darmeyan spreads bohut ziada hone ki waja se clients k leye munafa bohut kam hota hai, jab k brokers ka commission ya fees ziada hota hai;
    • EUR/JPY - 2.1 pips
    • EUR/GBP - 3.5 pips
    • GBP/CHF - 3.3 pips
    • AUD/NZD - 1.4 pips


    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12584471

    Exiotic Currency Pairs

    Exiotic currency pairs wo jore hote hen, jiss main American dollar aur dosre bare major currency pairs jaise EUR, GBP k sath low liquidity wale currency pairs ko shamil kia jata hai. Ye currency jore bohut kam trade hote hen, ya bulkul hote hi nahi hai, jiss main spreads bohut ziada hota hai. Ye currency pair aam tawar par na to clients ko ziada faida deta hai aur na hi brokers ko koi khas faida de sakta hai. Zeil main kuch exiotic currency jore deye gaye hen;
    • EUR/SGD - 40.1 pips
    • CAD/TRY - 60.1 pips
    • USD/IND - 50.1 pips
    • GBP/PKR - 100.2 pips


    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12584472
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading &quot;Currency Pairs&quot;

    Dear friends Povit factor ka Aasan aur Sidha sa matlab Kisi bhi foreign money pair yah t profitable Ho Jaati Hai dealer ko Aise technical trouble Aur Dance ko shape per discuss Karte Rahana commodity ki price ka vo point Hai Jahan se market reversal Karti Hai yah assist aur resistance donon hi degree Mein Hota Hai Pi board ka matlab ab yah bhi ho sakta hai ki ek Aisa point Jahan price Baar Baar Aake ruk jati hai aur FIR rivers Ho Jaati Hai strong praise factor ka matlab yah hota hai ki ek Aisa fee factor ya level Jahan consistent with Bar Bar rate Aakar opposite ho rahi ho Jitna strong keyboard factor Hoga utna hello Achcha trading plan Ban sakta hai Agar Ek ek bar Kisi bhi in step with ya commodity ki minor se major movement ka bhi reward point nikal liya Jaaye to quick time period trading yah scalping bahuReward factor agar aap Hasil karna chahte hain to aapko big time body pick karna hoga usmein support aur houses find out Karke marketplace ke help aur houses ka pata karna hoga Kaha jata hai ki Jahan se marketplace opposite Hoti Hai yah market Jyada Waqt de rahi hoti hai to use plan ko break out karne ke liye discover karne ke liye indicator bhi use Kiya Ja sakta hai.
    Trading "Currency Pairs"

    The Forex market buying and selling market hai ya kaun sa train aane Wala Bahut saary buyers pivot poiPivot factor bhi kahte hen q okay ye factor aksar destroy nahi ho pati hai agar is pe koi essential anasir asar andaz na ho jaye. Lekin agar ye point breakup ho jati hai to ye na to pivot point rehta hai Pivot points ma ham market ki guide or resistance ko mazeed smaller points ma divide kar lety hain jis k awful hamy market ko smajnay ma or b asani hoti hai pals marketplace ki aid or resistance ko samaj kar exchange karyn to profit ko hasil karna bhot clean ho jata hai.Aur inhain to uski bhi ek limit rakhni hoti hai FIR hi Ham market mein achcha work kar sakte hain.Dekh higher saakty hein our our trendline lagai gai hay .Nahin kar sakte hain.Omplete kar lete hain to definittely aap ek acchi function mein a sakte hain.Nts par kaam karte hain jo ess baat ka saboot hain kay market pivot factors ko observe karti hai. Pivot Points sy investors ko marketplace important enter hony kay liey bhetar mawaky milty hain. Agar koi dealer khud sy pivot points nikaalnaa chahy to eska formula mandarja zail haiPivot factor us level ke numaindge karta hay jahan market ke course trade hoti hay ya change ho rahi hoti hai. Sada see calculations jesy High, Low aur pichle din ke near fee sy aap chand factors nikaal sakte hain. Aur jo points aap nikaalty hain wo factors mumkina torrvpar critical support aur resistance levels bann sakty hain. Aur jo points hum maqbool hua hai. Ab main aap kay sath pivot factors ko calculate kafny ka system percentage karta hun.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading &quot;Currency Pairs&quot;

      ASSALAM O ALAIKUM GUYS,

      trading ki duniya me jab hum trading k liye jory ya phr pairs pr nazr daalty hain tow hamyn har kism k material pr mabni pairs nazr aty hain,
      yeh pairs crude oil, precious metals, precious food items or electronic currency pr mabni hoty hain,
      precious metals or oil waghyra k pairs pr trading krna kaafi had tak risky sabit hota hai,yeh aam tor pr bry traders k liye mozoon rhty hain,
      jab k choty traders k liye currency pairs kaafi hadd tak mozoon or profitable rehty hain.


      EXPLAINATION

      currency pairs me 2 alag alag currencies mad_e_mukabil hoti hain, jin me se aik currency strong hoti hai tow usky mukably me doosri currency weak hojati hai or en donu k beech mejo difference paida hota hai us se trader zyada powerful currency ko select krty huy trading krta hai,
      forex trading jesa k aik electronic market hai esliye es me changes boht jald or lamha ba lamha nazr aty rhty hain jo es bat pr mukammal tor pr depend krty hain k enky related mulk ki economy up jarhi hai ya down,
      for example agr america ki economy strong hogi tow usd strong tr hota chla jyga or opposite currency weak hogi,

      HOW TO TRADE

      currency pairs pr trade krny k liye zrori hai k hum mutalika pair k mutalik ehm information collect kryn or yeh 2 currencies jin mumalik se belong krti hon un ki economy pr lamha ba lamha nazr daalyn,
      Kisi bhe mulk ki currency us mulk ki gdp or economy pr depend krti hai esliye zrori hai k enki economies pr gehri nazr rakhi jaye taa k behtr decissions lyty huy trading kr k favourable profit earn kiya jaa sky.

      GOOD FOR BEGINNERS AND SMALL TRADERS

      jii han dosto currency pairs beginners or choty traders k liye aik best option hota hai,beginners k liye currency pairs pr trade krna precious metals or oil wgyra ki nisbat boht he asaan hota hai ,enki analysation nisbtann asaan hoti hai,enki market bry pairs ki nisbat km fluctuate krti hai jis je beginners ko trading me asani rhti hai, small traders ko chahye k woh precious metals or bry pairs ki bjaye currency pairs pr trading ko trjeeh dyn,
      Or tahamul se apni trading ko anjaam dyty huy aik favourable profit gain kryn.

      ABOUT BROKERS

      Trading brokers ,host ya aam alfaaz me websites jesa k INSTAFOREX wgyra pr currency pairs or km spread dekhny ko milta hai jis se small traders jin k account below 100$ hain easily aik acha trading experience hasil krty huy profit earn kr skty hain.

      RISK

      currency pairs pr trading me loss ka risk boht km hota hai,kion k currencies mulki economies pr depend kr rhi hoti hain or en me breakouts or crashes aam tor pr nhi dekhny ko milty,safe trading k husool k liye currency pairs traders k liye best option hai,
      Precious metals or crude oil me kisi bhe waqt market crash hoskti hai or aksr breakout rehta hai jo k choty traders k liye boht he khtrnaak sabit hoskta hai.

      CONCLUSIONS

      En sab nukaat or khasosiyaat se yeh bat wasih hojati hai k currency pairs pr trade krna aik normal mgr majmoi tor py aik behtr treeka hai jis me risk of loss km hota hai or profit making k chances zyada hoty hain,khaas tor pr beginners or small traders k liye currency pairs pr trade krna aik naimat se km nahi hai ,jis se wo profit earn krty huy apny capital me izafa kr skty hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X