Homing Pigeon Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Homing Pigeon Candlestick Pattern
    Assalam o Alikum Dears Forex Members Umeed hai ap sab loog khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni training life ko Dosto ajj ka hmara topic Homing Pigeon Candlestick pattern ha.Homing Pigeon candle stick pattern do lines wala candle stick pattern hai. riwayati tor par, tajir usay taizi se Reversal candle stick pattern samajte hain. taham, jaanch ne saabit kya hai ke yeh bearish tasalsul ke pattern ke tor par bhi kaam kar sakta hai. yeh new pishrft yeh saabit karti hai ke yeh be tarteeb honay ke qareeb hai kyunkay aap break out simt ki pishingoi ke baray mein praatmad nahi hon ge. taham, is ki majmoi karkardagi bohat qabil aetmaad samjha jata hai .Homing Pigeon candle stick pattern aam tor par neechay ke rujhan mein bantaa hai aur reverse jane ki paish goi karta hai. Candle ke deegar pattern ki terhan, baad ke pattern is ki tasdeeq karte hain. is ki pehli aur doosri linen dono bearish candles hain. pehli candle doosri candle ko lapait layte hai. pehli line koi bhi kaali candle ho sakti hai jaisay black candle, long black candle waghera lekin yeh aik lambi line honi chahiye. doosri candle bhi pehli line ki terhan koi bhi bearsish candle ho sakti hai lekin yeh dono ho sakti hain, aik choti line ya lambi line

    Identify the Homing Pigeon Pattern


    jaisa ke hum pehlay hi behas kar chuke hain ke Homing pigeon candle stick ka pattern do candle lines par mushtamil hota hai. yeh aam tor par neechay ke rujhan mein zahir hota hai. lehaza, aap ko neechay ke rujhan mein do lines wala candle stick pattern talaash karna chahiye. yeh pehlay din aik lamba Bearish body hona chahiye is ke baad dosra bearish body jo pehlay jism mein mojood hai

    ek homing Pigeon Candlestick ka namona hamin kise batata hay

    market mein bohat se mandi walay tajir aur sarmaya kar hain jin ka pukhta yaqeen hai ke yeh girta rahay ga. Jab homing pigeon candle stick pattern ki pehli candle banti hai, to wohi manzar nama tayyar hota hai. aik lambi mandi wali candle ki tashkeel aindah mandi ke rujhan ke imkaan ki tasdeeq karti hai. kuch pursukoon kharidari ki muddat ke baad, kuch kharidari ka dabao khud ko qaim karna shuru kar deta hai. tajir market mein rujhan ke ulat jane ko samajte hain. yeh mafrooza do cndles ke darmiyan faasla peda karta hai. taham, kharidari ka dabao ab bhi market ko oopar le jane mein nakaam rehta hai, is liye doosri candle ko mandi ka saamna karna parta hai


    Homing Pigeon pattern mai ksy trade kryan..?


    homing pigeon candle stick pattern mein, aik tajir ko lambi position mein daakhil hona chahiye. stop loss ko pattern ke nichale darjay se neechay rakhna aik danishmandana iqdaam hai. woh stop loss ko doosri line ke nichale hissay se bhi neechay rakh satke hain .kami ke rujhan ke douran, taajiron ko homing pigeon pattern ki tashkeel ke baad qeematon mein kami ka kaafi intzaar karna chahiye. ab, inhen aik mukhtasir position mein daakhil hona chahiye, aur oopar Stop loss rakhna aik danish mandana faisla hoga .taham, yeh yaad rakhna chahiye ke homing pigeon pattern qeemat ka hadaf nahi deta hai. yeh mumkin hai ke petrol ke baad koi naya rujhan shuru ho jaye ya qeemat bilkul bhi nah barhay. lehaza, taajiron ko qeemat ke hadaf ko achi terhan se tay shuda rissk reward, achi terhan se pemaiesh shuda iqdaam, ya tijarti hikmat e amli aur risk management ke mutabiq rakhna chahiye .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Homing Pigeon Candlestick Pattern

    Introduction

    forex market Mein trading ke liye different kitchen ke trend aur pattern use kiye Jaate Hain Kendra se pattern Japanese ke andar check pattern ka ek aham ing pigeon caton se pattern Ek trend reversal pattern Hai yah trend ki accuden accurate identification provide karta hai. homing pigeon pattern se related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain. no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam karte hue different important market patterns ko study Karke apni trading per reply karte hain To Ham maximum advantages Hasil karne ki position Mein a sakte hain. Agar Ham different market patterns ko properly apni trading per reply Nahin Karte to ismein hamare liye bahut jyada problem ho sakti hain

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	2
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12444182
    Homing Pigeon Candlestick Pattern.

    Homing pigeon candlestick pattern asa pattern hai jo 2 candlestick par mabni hai or es ma ik large candlestick banti hai or second candlestick choti hoti hai or ye pehle ki body k andar he banti hai. Both candlestick ka colour ik he hona chahe. Ye pattern ye information deta hai k market ka current trend weak par chuka hai or market apna trend change karny wali hai

    1. Bullish Homing Pigeon Pattren

    2. Bearish Homing Pigeon Pattren


    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	2
Size:	49.4 کلوبائٹ
ID:	12444183
    Homing Pigeon Candlestick Pattern ki Explaination

    Homing pigeon pattern ek aisa pattern hote Hain Jo Kisi bhi support area per banta hai to ham isko bullish homing pigeon pattern kahate Hain aur is pattern ke banne ke sign ya hote Hain ke support area per last candle bearish big body ke sath banti hai to uske sath kyon candle chhotisi bullish banti hai aur iske bad agar koi next kernel again bole Banti hai to fir ham is confirmation Lete Hain ki aap homing pigeon pattern ban chuka hai aur aap ham bullish trading kar sakte hain isliye hamen is patron ki practice karni chahie to ham market mein bullish homing patton se aap trend mein aasani ke sath trading kar sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	4
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12444185
    Homing Pigeon Candlestick Pattern ki Pehchan

    Homing pigeon candlestick pattern mein Main first candlestick Badi hoti hai aur 2nd candlestick Chhoti hoti hai bahut candlesticks ka colour bhi same Hona chahie yeah pattern Harami pattern Ki Tarah hai hi but she do Tarah Ki candlesticks per Madani Hota Hai pigeon pattern ko log continuous trend trend mein bhi use karte hain yah candlestick pattern confirmation ke liye use Kiya jata hai yah Tamam Aise patterns hai Jin par focus Karke Ham apni trading ko profitable banaa sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	16
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12444186
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Homing Pigeon Candlestick Pattern

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Homing Pigeon Pattern


      Homing pigeon pattern same bearish candles par mushtamil two days ka aik bullish trend reversal pattern jo k price chart k bottom ya bearish trend main banta hai. Pattern ki peheli candle aik bearish candle hoti hai, jo k size main bohut bari hoti hai. Ye candle price chart par current bearish trend ki mazboti batati hai, jiss se prices nechay ki taraf move karte hen. Pehli candle k baad banne wali dosri candle bhi same black ya bearish candle banti hai. Bearish trend aur prices k downside par banne ki waja se ye pattern bullish trend reversal pattern ban jata hai. Homing pigeon pattern main pehli candle to long size ki hoti hai lekin dosri candle aik small real body main banti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle ki real body k andar hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	20
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12444189

      Candles Formation


      Homing pigeon candlestick pattern prices k bottom ya lower prices par high demand ki waja se banta hai, jahan par do candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Pattern ki dono candles strong real body main banti hai, aur market ki current supply aur demand ki akasi karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	8
Size:	780 بائٹ
ID:	12444190

      1. First Candle: Homing pigeon candlestick pattern ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo k market main maojood current trend ki akasi karti hai. Ye candle prices ko lower side par push karti hai, jiss main candle ka close price open price se lower side par hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

      2. Second Candle: Homing pigeon candlestick pattern ki dosri candle bhi aik small real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k real body main open aur close hoti hai. Small bearish candle market main current bearish trend ka khatma karti hai, aur prices ko aik new semat deti hai, jo k bullish trend reversal hota hai.

      Explaination


      Homing pigeon pattern main dono candles same bearish trend k hone k bawajood bhi ye pattern prices chart par bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Ye pattern dekhne main same bullish harami pattern jaisa hai lekin dosri candle is ki bearish hoti hai, jab k bearish harami pattern main ye candle bullish hoti hai. Pattern ki pehle din ki candle aik long real body bearish candle hotti hai, jis ko dosre din ki aik small real body wali candle follow kartti hai. Beariah small candle ki open aur close dono pehli candle k andar hoti hai, ye candle bearish trend ko khatam karke new pattern k aghaz ka sabab banti hai. Ye pattern price chart k bottom ya bearish trend main banne ki waja se prices ko teezi k sath trend badalne par majboor karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	38
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12444188

      Trading


      Homing pigeon pattern ka shumar trend reversal pattern main hota hai, jiss ka aghaz aik bearish long real body wali candle hoti hai. Pattern ki dosri candle bhi bearish hoti hai, lekin small real body main hone ki waja se ye pattern bearish trend ko khatam karti hai. Homing pigeon candle k dosre din k candle k complete hone k baad market main teesri bullish candle ka intezar karna chaheye, jiss k baad market main buy ki trade se entry ho saktti hai. Bagher trend confirmation k pattern ziadda tarr neutral tasawarr keye jatte hen. Trend confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se low point jo k pehli candle ka close point hai, par set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	31
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12444187

      اب آن لائن

      Working...
      X