Forex Trading main jub trader koi bhi trade open karta hea to kis na kisi trading indicator ka sahara leta hea aur in trading indicators ki nature ko samjha bahot zaroori hea kyn kay agar aap koi bhi trade open karty hean jo without confirmation kay hoti hea to aap ko kafi loss ka samna karna par sakta hea friends in trading indicators mein se Kuchh bahut hi immediate aur quick result produce karte hain jub kay kuch aik makhsoos time frame main trading ko profitable bnaty hean aisy indicators ko leading aur Lagging Indicators kaha jata hea.
Lagging Indicators.
Lagging indicator indicator hote hain jo trader ko kafi help out karty hean technical analysis karny main aur trading market kee nature ko samjhny kay liye aur friends aap ko btata chaloon kay lagging indicator Lagging indicator aisy indicator Hain jin say hamen hamesha profit millta hai aur agar hamen in ko acchi tarike se judge karte hain aur bearish aur bullish trend ke patterns ko plan karte hain
aur moving average type ke indicators ko follow Kart
hain aur friends lagging indicators ki movement bahut slow hai but ye indicator Hamen profitable trading karne ka chance detey hain.
Leading Indicators.
Friends leading indicators woh indicators hoty hain jo trader ko accurate trading signals provide karty hean aur bahot he zyada fast action karty hean market kee movement ki predictions kay liye RSI , Stochastic aur MACD indicators ko ham leading indicators kahate hain yani ke ye indicator trader ko bahut hi jaldi market ki price change hone kee predictions deity hean aur in indicators ki movement bahot fast hoti aur agar proper risk management kay tehat trading na kee jaaye to trader
ko loss bhi ho sakta hea.
- Lagging Indicators.
- Leading Indicators.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим