Hammer Candlesticks Pattren in forex trading.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer Candlesticks Pattren in forex trading.....
    Assalamu Alaikum dear Forex member umaid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur Forex trading business Mein acchi working quality ke sath apna profit aur bonus increase kar rahi hongi kyunki Jab aap for studying business or forex trading forum per kam karte hain to aapko apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karna hota hai kyunki jitna jyada knowledge aur experience aap apne kam Mein show karte hain aur uske sath sath aap apni post mein share karte hain aapko usi ke mutabik profit hasil karne ka aur form se bonus collect karne ka mauka milta Hai isliye Ham apni aaj ki post mein bhi Ek industry pattern se related important information share karenge.


    Hammer Candlesticks Pattren:

    Dear forex members forex trading market mein hammer candle i ek Smass real body ke sath lower side per long Shadow ki candle Hoti Hai candle ki price ke bottom per banne ki vajah se Yad hoti hain Jab Ke price ke bottom per candles ki open aur close price Ek dusre ke pass hoti hai lekin candles ke Lower side per ek Lamba Shadow hota hai yah Shadow candles ke price ke Intha high kam Saat ko jahir Karta Hai candles ke open aur close point Ek dusre ke kareeb hone ki vajah se is small real body banti hai hammer candle ki Apar side per ya to Shadow Javed Nahin Hona chahie lekin Agar ban jata hai to bhi accept table hai lekin bahut jyada Nahin Hona chahie jisse candles ki shape badalne ky chances hon.

    Click image for larger version

Name:	hammer2.jpg
Views:	16
Size:	56.4 کلوبائٹ
ID:	12584420

    Formation of Candle:

    Dear forex member jab kisi chez ki price bearish Trend ke dauran Ek candle din ke aagaaj se hi pahle bahut jyada downward Jaaye lekin din ke istatam Tak vah Wapas apni opening position ke kareeb per Jab close Ho Jaati Hai To usse dauran Jo candles Banti Hain hammer candles acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega.Dear member forex market Mein different candlestick patterns available hai jo reversal ke liye use ho rahe hote hain ismein se hamare pass hammer candlestick pattern aisa hai jo reversal ke liye use ho raha hota hai Hamen is market Mein reversal patterns ke liye Aise patterns ko trade Karni Hoti Hai Jiske bad Ham acchi trade lagakar forex market Mein acchi advantages aur achcha profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault (1).jpg
Views:	4
Size:	54.5 کلوبائٹ
ID:	12584421

    Trading Strategy:

    Dear forex member Forex trading market mein hammer candle kisi assets ki price ko ek bearish Trend ke dauran Lower Jaane per rejection ka Samna hota hai jisse price Wapas Apne open price per close Ho Jaati Hai yah candle bi rest Trend ke dauran yellow rice Mein banne ki vajah se ek Bullishe trend reversal candles tasawar ki Jaati Hai yah candle market Mein seling pressure ke Hath Mein ka Ishara hota hai jisse traders market Mein buying ki entry karte hain market mein bye ki entry se pahle Ek bullish trend confirmation candles Ka Hona jaruri hai Kyunki yah Ek single candle pattern Hai Bullish real body wali candle ke bad market Mein bike entry Karen stop loss candle ke sabse Lower position ya candles ke bottom Se Two pipes below set Karen to hamen market mein achcha profit hasil karne ka mauka milta Hai.

    Click image for larger version

Name:	hammercandlestick-5c620b2ac9e77c0001566ce8.jpg
Views:	7
Size:	114.6 کلوبائٹ
ID:	12584422
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hammer Candlesticks Pattren in forex trading.....

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candle


    Hammer candle price chart par uss waqat banta hai, jab bhi prices aik timeframe k dowran bearish ya downward jane k baad support level ko touch karti hai, lekin candle k ikhtetam par prices wapis bullish ja kar aik small real body banati hai. Ye candle prices k bottom main bearish trend k dowran banti hai, jiss k lower side par long shadow ya saya hota hai. Jab bhi bears market ko nechay ki taraf push karte hen, lekin high demand ki waja se jab wo aisa karne main nakam rehte hen, to uss sorat main aik hammer candle create hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12444171

    Candles Formation


    Hammer candle aik single pattern candle hai, iss waja se ye candle dono color ya pattern main ho sakti hai. Ye candle prices k bearish trend main banne par market k bullish trend reversal ka sabab banti hai. Candle ki tafseel darjazeel hai:

    Click image for larger version

Name:	hammer-1024.jpg
Views:	37
Size:	51.1 کلوبائٹ
ID:	12444172

    Hammer Candle: Hammer candle low prices ya bearish trend main banta hai, lekin bullish trend reversal honne ki waja se ye candle aik bullish candle shumar ki jati hai. Ye candle aik small real body main hoti hai, jiss k lower side par aik long shadow hota hai, jo k real body ka taqreeban dugna banta hai.

    Explanation

    Hammer candle price chart par high demand banne ki sorat main banti hai, jab bhi prices bearish trend ko mazeed downward side par reject karti hai. Ye candle aik muntakhib karda timeframe main pehle bearish jata hai, jo sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai, jab k baad main assets ki demand main izzafa hone ki waja se prices wapis bullish move kar jati hai, jiss se ye candle aik small real body k sath close ho jati hai. Candle k lower side par aik lamba shadow ban jata hai. Candle ka lamba saya ya shadow prices k trend reversal ki alamat hoti hai, jo aik new bullish trend ka aghaz karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (21).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12444170

    Trading

    Hammer candle price chart k bottom ya bearish trend main hone ki waja se aik bullish signal deti hai. Candle k baad next bullish candle ka hona zarori hai, jiss se prices k trend reversal ki confirmation ho jati hai, jab k bullish candle ka hammer candle k baad upside par bhi close hona chaheye. Trend confirmation indicator se karna ho to RSI, CCI indicators aur stochastic oscillator par value oversold zone main hona chaheye. Lekin agar confirmation candle aik bearish candle banti hai, to market main entry nahi karni chaheye. Hammer candle par buy ka trade open hoga, jab k Stop Loss candle k sab se lower position ya support level se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12444169

    اب آن لائن

    Working...
    X