Trading help with Parabolic "SAR".

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading help with Parabolic "SAR".
    Definition ;-

    Jesa keh Aap janty hain keh hamy weekly bounce hasil karny k liye daily three to five posts share karni hoti hain jitni achi post share kren gay utna hi acha bounce hasil kar sakty hain chalty hain aaj k topic ki taraf.

    How to trade with parabolic SAR ;-

    Perabolick sar ka main use purchase kerna hai jab points price ki limit se neechay jatay hain — aik oopri rujhan ka ishara dete hain — or jab nuqtay qeemat ki limit ke oopar jatay hain to Sell ya short sale — neechay ke rujhan ka ishara dete hain.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	26
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12584405

    Is ke nateejay main musalsal trading signal produce hon ge, kyun kay tajir hamesha aik position rakhta hai.Yeh acha ho sakta hai agar qeemat aagay peechay ho rahi ho — har tijarat parr munafe peda kar rahi ho — lekin jab qeemat har simmat main sirf small move kar rahi ho, to yeh mustaqil trading hints lagataar bohat se shares peda kar satke hain .

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	2
Size:	49.3 کلوبائٹ
ID:	12584406

    Is liye behtar hai keh us din ki price ki anylise kar ke yeh andaza kiya jaye ke ( agar koi rujhan hai ) ke aaya trend oopar hai ya neechay. Aik or hint, jaisa ke moving average ya trend lines, bhi majmoi trend ki simmat ko maintain karne ke liye istemaal kiya ja sakta hai. Agar koi trend hai to, sirf majmoi rujhan ki simmat main signal gain kren

    For example ;-

    misaal ke tor par, agar trend neechay hai ( aap ke tajziye ki bunyaad par ), sirf short tijarti signal lain — jab points qeemat ki limits ke oopar palat jayen — or phir jab nuqtay qeemat ki limits ke neechay palat jayen to bahar niklain. is terha, points ko is ki taaqat ke liye use kiya jata hai.Agar aap nay totall trend qaaim kiya hai, to umeed hai ke aap ko isharay ki weekness ke baray main fikar karne ki zaroorat nahi ho gi.

    Pros and Cons of Parabolic SAR ;-

    Points ka bunyadi benefit yeh hai keh, aik strong trend ke douran, isharay is mazboot trend ko zahir kere ga, tridr ko rujhan saazi mein rakhay ga. jab rujhan ke khilaaf koi harkat hoti hai to isharay bhi allow krty hain jo ulat jane ka ishara day sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	43
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12584407

    Baaz auqaat, yeh aik acha ikhraj hota hai, kyunkay qeemat ulat jati hai. doosri baar, yeh aik zabardast access nahi hai, kyun kay qeemat fori tor par dobarah trading simmat main zeyada ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading help with Parabolic &quot;SAR&quot;.

    Parabolic SAR indicator kia hota hy

    Forex trading mein Parabolic SAR indicator bohat acha faida daita agr eska estamal a jay or esko bollinger band ky sath EMA or RSI or Fibonacci pr estamal kia ja skta hai js sy acha profit book kia ja skta hai parabolic SAR indicator DOTS ke shakal mein hoty hai es me hr 4th dot pr market me up ya down lazman hota hai or es sy ye b pta chalta hai kh market dobara oper ya neechay jay ge ya ni jaisy market oper jaty howy zara se down howi hai or parabolic SAR indicator ky DOTS 4th pr market eik dam sy oper jany ky liay bullish candle show kr daiti hai tu market ky oper jany ky chances barh jaty hain es liay jaisy he confirm ho jay RSI sy EMA sy Fibonacci sy or Bollinger band sy tu phir ap achi lot size open kr ky acha profit book kr sakty hain or hr time frame me esko use kr skty hain parabolic jitny kam time frame me use ho ga utna kam faida dy or jitny big time frame jaisy H4 ya es sy oper pr use ho ga tu bohat bara faida dy ga bohat big profit book kia ja skta hai hamesha confirmation ko zaroor check karein phir trade ko open karein

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	26
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12444158
    Parabolic SAR ki Tafseeli Wazahat

    Dear forex market Mein Ham Jab kam karte hain to hamare pass ismein Ek bahut hi Jabardast indicator parabolic indicator Hota Hai parabolic for indicator Ek bahut hi Jabardast indicator hai Jiska istemal Karke Ham trading Mein aasani Se Achcha profit earned kar sakte hain is indicator ka Hamen bahut jyada fayda hota hai yah market ke Trend ke bare mein bhi batata Hai is AAP Sher Trump trading bhi kar sakte hain aur aap ismein long term trading bhi kar sakte hain aur parabolic indicator scalping ke liye bhi bahut jyada use Kiya jata hai.Parabolic Sar (stop and reverse) ak technical indicator ha jo hamen market k mometum ko smajhna man help kerta ha k kab trend khatam hoga. Parabolic Sar ko trader use ker k apni trade exit ko decide kerta han.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	17
Size:	49.7 کلوبائٹ
ID:	12444159
    Parabolic SAR indicator ky sath trading

    Trading members forex trading market ma parabolic SAR dots ki shakal ma information provide krra hai ham trade wntry aor exit ky leay technical rahnumai ky leay yeh indicator dekh aor use kr ky achi trade manage kr ky eqrning kr wkty hain forex trading ma SAR stop and reverse iska mtlb hoya haii .parabolic sar indicator ko set ker lety hain tou yeh indicator hamary liay bahot best hota hai ky isko read kerna bahot easy hota hai ky market kisi bhi direction main move ker rehi ho tou parabolic sar main dot bhi sath sath her candle sy up ya down main continue chal raha hota hai jab market overbought ya oversold hoti hai tou aesy time per dot bhi shift ho jata hai tou wohi time hota hai trade enter kerny ka ky jab market oversold hoti hai

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	5
Size:	38.9 کلوبائٹ
ID:	12444160

    اب آن لائن

    Working...
    X