Apni Skills ko Experience sa nikharoo...!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    yes skills ko behtar banao wexperience ki base pe hota hai zahir c baat hai jitna time ap yahan pe deen ge utna hi apka experience barhe ga or apko utniu hi samaj mein aegi uske baad utna hi ap profit earn kar sakte heen soe experience barhe ga skills a hi jaen gi khud ap mein time ke sath sath .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      bhai her kisi ko chahiay k wo apni skills se pura pura faida uthay or apne experience ko or ziada nikhary or agr koi insan apni skills se faida nhi uthata to wo galti kr raha he humen apni skills se apne experience ko nikharna chahiay
      • #498 Collapse

        g ha bhai am apnibato sa agree karta hu ak agar hamara pas koi skil ha to huam una bahiir niaklna chahiya huma una nikalna ka liya mehnat karna hu gi kiyu ka jab tak hum mehnat nahi kra ga hamari skrill bahir nahi nikla gi is liya is ma mehnat kara taka apki skrill bahir nikala aur is sa faida utha ska hum
        • #499 Collapse

          yes you are right. Skills ko nikharnre ki zaroorat hoti hai skills sab k paas hoti hain agar tawajja di jaae to un ko saamne laya jaa sakta hai
          • #500 Collapse

            G han dear iss main haumain apni apni skills ko utilized karna chaye or iss mainkam apne experance o shai r akrna chaye ta ke agr hum ksi dusry koi ghati akrne sy ruk sakain. or us achy kam main kgahin.
            • #501 Collapse

              g bilkul esa e hai, expereince hona chaihye kam krne ka pher e ap ashe tareeqe se kam kr skte hain ku k experience k bager to kuch b ni kr skte ap, skills hone k sath sath experience hona bht zaroori hota hai
               
              • #502 Collapse

                g bhai is me to koi shak nai hay k bina experince k koi kaam possible nai hay is loiyeh umy forex me to lazmi hay k bina experince k start nai kia ja saqta is liye humy jinta ho saky skill ko apne experince ko mazboot kerna chaye aur ziada earning k l iye ziada acha experince hona chaye
                • #503 Collapse

                  Dear Friends skills to har insan k andar hoti hain kisi mein kam kisi mein ziada.zarorat es baat ki hai k mehnat aur experience se un ko improve aur polish kea jay .un ko achi tarah se utalize ka jay.
                  • #504 Collapse

                    yes i am agree with you. forex trading business ma knowledge ki ahmiat sa inkar nahi kia ja sakta ka ham knowledge sa hi samajhta han ka ye business kia ha aur is ko kis tarah kia ja sakta ha. phir demo practice sa experience hasil karta han jo bhi learn kia ho us ka mutabiq experience hasil kia jata ha.
                    • #505 Collapse

                      Forex kay liye skill or experinces bhot zarori hai experinces kay bina business start karna bhot mouskil hai yeh bhot acha busnes hai skill or experince ki waja say hi real account par work kar saty hai forex aik bhot acha business hai is main bhot faida hota hai jo forex ka experinces raakhty hai.
                       
                      • #506 Collapse

                        forex bussniess mien kam karny kay liye experience ki bht zrurat hoti hai jo ap ko demo account se mil sakta hai ap demo account se experience hasil kar kay acha kam kar sakty hai forex bussniess mein.
                        • #507 Collapse

                          G g bilkul experience hi sy banda apni skills ko ujagar kar skta ha yahi ap ko kamyabi ki bulandio tak lay jati ha
                          • #508 Collapse

                            g bhai apny bilkul theak kha hy my apki bat sy agree karta hu k hamy apny experense ko mehnat or apni skills sy or nikharna chahya ta k ham aik achy trader ban saky or profit earn kar saky
                            • #509 Collapse

                              ji han forex ke business me experience he ham ko kafi madad de sakta hai jitni mehnat ke sath aap is me kam karte hain utna he zada is business se aap ko profits ho sakte hain aap mehnat ke sath is me kam karo mehnat he se aap is me kamyab ho saken ge .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                Assalaam o alaikum apni skills ko experience se nikharo issliye traders ko chahiye k sei tarah se trade karni chahiye kyun k agar traders ko kaamyaab hona then unko chhaiye k sei tarah se karen aur unko chahiye k soch kar kare aur experience gain karne ki koshish karen taake wo kaamyaab hojain forex trading mein .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X