Apni Skills ko Experience sa nikharoo...!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    mery khayal mein ye baat kisi had tak thek hai ke forex trading ke business mein kamyab honey ke liye humy es ke bary mein knowledge or skill hasil karni parti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Yes hum jitna ziada trading mei experience gain karen gy utna ziada he hamari trading skills improve hon gi and utni achi hum trading kar saken gy, so hamain apni trading skills ko improve karny k lie demo account pe ziada se ziada practice karni chahye taky trading ka acha khasa experience ajae.
      • #213 Collapse

        ha agar aapko pana forex trading ka skill nikharna hai ro aapk obahut hi experience ki bahut hi jaroorat padega aur aapko experience sirf forex trading ke demo trading karna padega atki apako demo trading ke liye bahut hi time dena apdega aaur aapko experience mil sakta hai aur aapko bahut practice milta hai demo trading mei sliye aapko skill bhi barhta hai
        • #214 Collapse

          g bilkul hamen forex ma buhat hi zyda learning ki zarorat hoti ha or is k sath sath hamen forex ma experience ki b buhat hi zyda zarorat hoti ha or ye hamray liay buhat hi zyda achay hotay hn or muja b ye acha lagta ha
          • #215 Collapse

            mai ye samjta hon k skills to har insan mai hoti hai kisi ki skill boht zada achi hoti hai or kisi ki kam hoti hai. ap apni skills ko knowledge or experence se nikhar sakte hai. forex mai apki skills or experence ki boht importance hoti hai.
            • #216 Collapse

              gi han humain apni skill ko expiriance jitna nikharna ni chahiye balke use expiriance jitna acha banany ki koshish karni chahiye or jitna ho saky apna expiriance acha banana chahiye
              • #217 Collapse

                g bilkul theek farmaya ap ne janab man ap ki bat se agree krta hun hume mazeed hard-work krna chahye apne experience ko increase krna chahye
                • #218 Collapse

                  yes i completly agree skills ati e tb h jb ap expereince gain krty jaty ho. jesy jesy apka experience increase hoga wesy wesy apki skills increase hoti jaey ge. or ap trading mein ziada sy ziada expert hoty jaen gy.
                  • #219 Collapse

                    jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and we must make our skills better with our experience
                    • #220 Collapse

                      ge han kis be kam ko begair experience ke nahi kya ja sakta is lye experience hasil krna bohat achi bat he agr ap ke pas skill hain or experience nahi he to ye skills kisi kam ka nahi is leye main agree krta hon ke skills ko expriences se nikhara ja sakta he
                      • #221 Collapse

                        Skills Come From experience. Humare Traders yahan Iss Baat Pe Amal Nahin Kerte. Woh Without Any Experience Aur Knowledge Trade Kerne Ki Kerte hein Jiss Se Unko Nuksan Uthana Parta hai.
                        • #222 Collapse

                          sahi bat hy agr hum apni skills ko experiance sy hi theak kren gy to buhat kuch humen aaisa hasil hoga jo k hum ny pehly kbi aaisa kuch na seekha or jis sy hamri earning main mazid azafa hoga or behter trading kr saken gy
                          • #223 Collapse

                            apnay experience ko nikharnay ka sub say acha hall yahi hai kay aap apni mistakes ko repeat na kero jitna kum ker sktay ho utna kum say kum kernay ki koshish kero or target kay sath earning ka plane bnao
                            • #224 Collapse

                              main app sey agree kerta hun aap ney bilkul theek kaha hy kyun k hun jtna b khud ko nekharen gey hum jtna b seekkhen gey wo humrey kaam aahey ga or ic plat form pay kamyab hony mai mdada krey ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                G bahi jab tak aap kisi b field ko wakt nae do gay tou aap ki jo skills hain wo aap kay andar dabi ki dabi reh jayain ge agar tou aap nay apni skill Forex Trading kay hawalay say nikharni hain tou aap ko as main kafi wakt dena pary ga aap ka wakt he important hai apkay liye aur Forex kay liye b.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X