Apni Skills ko Experience sa nikharoo...!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Gee mery bhai ap ki baat durast hai k forex market mai kamyabi srif es waqat he hoti hai jb ap es market mai proper working krtay ho aur experience ki madad say trade krtay ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Yes main ap ki baat say agree hoon forex main wohi trader achy say kamyaab hota hai jo k us main mehnat ker k usay apni skills our expereince say nikharta hai
      • #618 Collapse

        G Han main bilkul ap sy agree hon k ham apny experience sy Forex trading ki skills ko nikhar sakty hain aur aik bahtren trader ban sakty hain aur forx trading sy apni life ko achy mor per ly ja sakty hain
        • #619 Collapse

          G dosto apko chahiy k ap forex trading main jab trading karty ho to apko chahiy k ap apni skills ko follow karo aur apna experience bana k trading karo phr SP daikhna apko kitna ziada profit miilta hy aur XP bahut thory waqt Na n aagy nikal jao gy
          • #620 Collapse

            g han is main hamain practice kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade karny main kamyabi hasil ho saky aur profit acha ho saky ga aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k market main earn ho
            • #621 Collapse

              g han is forex main hamain experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur is k begair tou trade karna namumkin hai aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k hum achi trade karny k kabil ho skay aur profit ho
              • #622 Collapse

                Zahir hy k jb hm forex ko use krain gy.... tu experience tu khud ba khud gain krain gy... new skills sekhain gy... or din ba din in main izaafa hi ho ga.... forex aik acha plateform hy.... earning k liye... or yahn sekhny k loye bohat kuch milta hy..... hr din ik new situation hoti hy jis ko handle krna hota hy....
                • #623 Collapse

                  Han g apni skill ko hard work aur experience se nikharo aur khoob mehnat kro kbhi bhe overconfidence ni hona aur hmesha mehnat se kaam karna hai
                  • #624 Collapse

                    Forex me skill tb hi improve hoti hae jb bndy ka experience barhata hae aur experience tb hi barhata hae jb bnda Ziada see Ziada practice krta hae aur market ko time dyta hae.
                    • #625 Collapse

                      g han hamain experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho skay aur knowldge ho ga tab hi hum achi trade karny main kamyab ho skay ga
                      • #626 Collapse

                        G bhai g bilkul apki bat thake hy k humin chahye hy k hum apna skill ko is busniss mai achi terhan sai learning jer ke is ke practice ker ke skill ko up kerna chahye hy jo bad mai humari help kara ge
                        • #627 Collapse

                          hamain is main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur learn kar k hi hum acha earn kar skay gay aur knowldge ho ga tab hi hum achi trade kar k profit hasil ho saky
                          • #628 Collapse

                            humain trade main agr kam karna hay to humain experience say kam karna ho ga jis say humain kafi achi earning hasil ho sakti hay humain apny experience ko nilkharna ho ga k earning ho
                            • #629 Collapse

                              Experience skills ye sab aik chezain skill level main accuracy hai mean yehe hota hay kay aap kay pas kitni accuracy hay aap kitnay kam time main zada trades laga kar win kar saktay hain contest wagera real account per aap ko bot soch samj kar trading karni hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                kafi saray logon mai acha trader bananay ke skills aur qualities pehlay say majood hoti hain jin ko sirf polish karnay ke zaroort hoti hai aur ager kuch arsa trading ka experiece hasil ho jiye tu traders ke skills aur b improve ho jate hain . iss trah baqi log b apny pas practice say achi trading skills develop kar sakty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X