Hook Reversal Candlesticks Pattern..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hook Reversal Candlesticks Pattern..

    Friends Candlesticks pattern haimen currency market, commodity market aur equity market sab man work kerta hain. Isliye candlesticks pattern ka seekhna trader k liye bhot zaroori hai aj man ap sab members k sath"Hook Reversal Candlesticks Pattern per apna knowledge shaire karne ja rahai hon.Hook reversal ak popular candlestick pattern hai jo ka active traders use karta hai. Is pattern ke jo second candel hote hai wo different hote hai colour ma. Ya pattern depend ho rahai hota hai strength of uptrend or downtrend ka, bahot sa traders use karta hai other candlestick pattern, chairt patter, or technical indecator ko confirm karna ka liya market ka reversal ko. Hook reversal pattern classified karta hai hairami or engulfing ko q ka jo real body hote hai second candel ke os ka andar he first candel ke real body hote hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	3
Size:	115.2 کلوبائٹ
ID:	12584268


    Hook Reversal Candlesticks Pattern:


    Hook Reversal Candlesticks Pattern market ke andar us Waqt Banta Hai Jab market Ek uptrend ki series banati Hai yah downtrend ki series banati Hai To Jab vah apnaya trend todti Hai To Uske bad hook reversal candlestick pattern banta hai is market mein jo Hamen bahut hi jyada information provide karta hai aur Agar Ham is market mein jyada time active Hain To Ham is market se is pattern se bahut hi jyada fayda Utha sakte hain Hook reversal pattern 2 candlestick per mushtamil Hota Haii Isko analyse karna bahut Aasan haii is Mein sabse pahle is downtrend aur uptrend Ka progress Mein Hona bahut jaruri haii dusre number per pettren per mushtamil hona zaruri haii aur Teesra second candle ka first candle ke ke andar Banna zaroori haii number aur chaiuthe number per second candle k higher low r lower high hona chaihiye r ye market trend k color ko red (down trend) ko green(uptrend) me tabdail kr deta haii is me dono candle k size me ziada fraq ni hota, ya ye green(uptrend) ko red(downtrend) man tabdeel ker deta hai.

    Click image for larger version

Name:	AT_AdvdCandlesticks_V2_4r.gif
Views:	11
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12584266


    Bullish Hook Reversal Candlesticks Pattern:

    Friends Market main aik long bearish pattern show ho rhai hota hai aur wahain eek dm se chote se bullish candle hota haii yeh toh aap ko bullish reversal hook pattern show krta hai aur iski confirmation ke liye aapko next candle ka wait karna hoga aur mext candle agr last bearish candle k high ko torray tou aap ko confirm ho jata hai Bullish Reversal hook pattern banta hai.
    Click image for larger version

Name:	What-is-a-Hook-Reversal.jpg
Views:	24
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12584267


    Bearish Hook Reversal Candlesticks Pattern :

    Friends Bearish Hook Reversal Candlesticks Pattern us Waqt Banta Hai Jab bullish candlestick ki ek series ban rahi ho aur Market up Trend ke andar ho to Uske bad bullish candles jahain par close Hui Hai To usse thoda niche bearish candle open Ho Jaati Hai Aur FIR bearish candles ke open hone ke bad bearish candle uski Ek series Ban jaati haii aur Market downtrend ke andar Chaili Jaati Hai To is waqt haim ko jo chairt main pattern milta haii wo barish hook reversal pattern hota Hai.



  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hook Reversal Candlesticks Pattern..

    What Is a Hook Reversal?

    hook rewarsals area unit qaleel mudti candle stick patteren jo rujhan ki simt mein ulat jane ki paish goi karte hain. patteren is waqt hota hai jab kisi mom batii holdar mein pichlle session ki candle stick se ziyada kam aur kam oonchai shaamil hoti hai. yeh patteren englifing pitrnz se mukhtalif hai ke primaray aur second baar ke body ke darmiyan pemanay ka farq nisbatan chhota hoga .

    hook rewarsals area unit short candle holdar patteren jo ulat trindz ki simtao ki paish goi karte hain .

    jab kisi mom batii holdar mein pichlle session ki candle stick se ziyada kam aur kam oonchai shaamil hoti hai, to yeh hook rewarsal ho sakta hai .

    hook rewarsal associ at un nrsng englifing patteren se mukhtalif hai, is mein primaray aur second baar ke body ke darmiyan pemanay ka farq nisbatan chhota hoga .

    fa-aal taajiron mein, hook rewarsal patteren area unit aam hai kyunkay yeh kaafi baar hotay hain aur area unit ki shanakht ke liye nisbatan seedha hota hai .

    How a Hook Reversal Works

    hook rewarsal patteren area unit fa-aal traders ke darmiyan aam mom batii holdar patteren chunkay woh kaafi baar hotay hain aur area unit nisbatan seedha hota hai shanakht ke liye kyunkay dosra candle holdar mukhalif rang mein tabdeel hota hai. patteren ki mazbooti aur inhisaar aam tor par is se pehlay walay oopar ya neechay ke rujhan ki taaqat par munhasir hota hai, aur ziyada tar tajir ulat jane ki tasdeeq ke liye mutabadil candle holdar patteren, chart patteren, ya takneeki isharay istemaal karte hain. sab ke baad, patteren nisbatan aksar hota hai, jis ke nateejay mein kayi ghalat misbet hain jin mein riayat ki jani chahiye .

    hook rewarsal patteren area unit ko aam tor par harami ya englifing ke tor par darja bandi kya jata hai kyunkay doosri mom batii ki ahem body pichli mom batii ki body ke waqfay se banti hai. { woh area unit ahem farq yeh hai ke hook ke ulatnay ke namonon ko sirf thora sa size ki tafreeq ki zaroorat hoti hai, jab ke harami aur englifing patteren mom btyon ke darmiyan size mein barray pemanay par tagayuraat par zor dete hain. aam tor par, harami aur englifing rujhan ke ulat jane ki pishin goi karne mein hook rewarsal patteren ke muqablay mein kam aam aur bohat ziyada durust hotay hain .

    Examples of Hook Reversals




    hook rewarsal patteren ya to pur-umeed ya mayoosi ke ulat patteren hon ge :
    bearish hook rewarsals oopri trained ke sab se ziyada is waqt hotay hain jab doosri candle ka khilna primaray candle ki oonchai ke qareeb hota hai aur is liye doosri candle ka shut primaray candle ke nichale hissay ke qareeb hota hai. mutabadil alfaaz mein, bills area unit managment | cheezon ke oopri hissay mein

    blush huk rewarsals down trained ke neechay chattaan par waqay hotay hain jab doosri candle ka khilna primaray candle ke nichale hissay ke qareeb hota hai aur is liye dosra handle primaray candle ki oonchai ke qareeb hota hai. mutabadil alfaaz mein, belon ke dobarah control haasil karne aur poooray session mein qeemat ko taizi se ziyada bhejnay se pehlay bohat jald market ke area unit ka intizam

    taajiron ko un rewarsals ke liye take praft aur stop las points ka taayun karna chahiye jo mutabadil takneeki isharay ya chart pitrnz ki himayat karte hain kyunkay hook rewarsals sirf is baat ki nishandahi karte hain ke mumkina ulat palat –apne aap ko zahir karne ke qareeb hai jabkay rewarsal ki shiddat ke baray mein baseerat faraham nahi karte hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Hook Reversal Candlesticks Pattern..

      Asalamualikum dear members ummed Hy ap sb khariyat Sy hon gy or forex py mehnat kr k kamyabi hasil kr rhy hon gy.dear members aaj hm apni post mein hook reversal candlestick pattern k bary mein baat krein gy.



      Hook reversal candlestick pattern :

      Dear members forex trading mein hook reversal pattern two candles pr mushtmil hota ha es ko smjhna baht zaruri hota ha or baht easy b hy es mein phly downtrend or phir uptrend mein progress hona baht zaruri hota hy or secondly pattern pr mushtmil hota hy , thirdly first candle k sath second candle k andar bnna zaruri hota hy , fourthly second candle ka higher low or Lower high hona zaruri hy or market k trend color ko Red downtrend ko k predict krta hy or green uptrend ko or red downtrend mein convert ho skta hy .

      Types of hook reversal candlestick pattern :

      Bullish hook reversal candlestick pattern :

      Forex market mein pattern hmesha 3/2 trha k bnty hain . Eik sell ka or dusra buy ka bullish hook reversal pattern jesy bnta hy to market jb buy mein jati hy es ko identify krti hy or es py work out krti hy es k chart ko daikh k hm idea lga skty hain k market buy mein he zahir ho skti hy.

      Click image for larger version

Name:	patterns_3.png
Views:	11
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12444062

      Bearish hook reversal candlestick pattern :

      Dear members bearish Hook reversal pattern b same bullish ke trha workout krta hy but farq sirf itna hota hy k bullish buy mein hota hy or bearish sell mein pattern mein hota hy . Jb bearish Pattern bnta hy to market sell mein hoti hy pr hmain es trend ka khyal rakhna hota hy hmain yeh daikhna hota hy ksy hm es ko analysis kr skty hain or es py ksy trading krty hain in sb baton ko mind mein rakhna bht zayda zaruri hota hy.forex mein kaam krny k liye knowledge or experience ko increase krna chaheay.


      Click image for larger version

Name:	AdvancedCandlestickPatterns4-fa047e5b2078456998bfc730dd6d7619.png
Views:	15
Size:	27.3 کلوبائٹ
ID:	12444061



      Trading strategy :

      Trading k liye ap ko sb sy phly achi trah analysis krna zaruri hota hy or us ke bd yeh find out krna zaruri hota hy k bearish mil rha hy to ap ko chart open kr k sell ke trade active krni hoti hy or es k elawa stop loss or take profit k liye technical indicators ko use krna hota hy kun k hook reversal pattern sirf trend k bary mein he btata hy. Hmain apni learning ko continue rkhna chaheay.

      اب آن لائن

      Working...
      X