Positive Volume Index Indicator ka Introduction
Positive volume index Indicator Ek statistical tool hai jo statistical data ko measure karte hue Ek trend provide karta hai, Volume base ka technical indicator hay jo key market key positive volume ki calculation karta hay, market key current increase howy volume ko previous day key volume key muqably me count karta hay, previous period ki market volume jetni be current day me increase ho jati hay es ki counting key ley PVI indicator use kia jata hay jo key traders key ley bahot hi helpful sabit ho raha hayPVI (Positive Volume index) strategy bohot zabar dast hai is ko use kar ka hum log acchi trade ko open kar sakta hain PVI ak technical indicator hai is indicator ka zarya hum log trading mai achi entry la sakta hain ya indicator kafi easy or simple hai ya market ki positive volume ko calculate karta hai ya market ka previous volume ka sath ya aj ka volume ko muqabla mai count karta hai or previous period ki market volume jetni bi current day me increase ho jati hay es ki counting key ley PVI indicator use kia jata hay jo key traders ko kafi madad data hai hum is mai mahant karni chaya
Positive Volume index indicator ka Tafseeli Jaizah
Positive Volume Index indicator market mein positive volume change ky bary mein aap ko batata hai. Is mein market ky volume mein increase hony par details di jati hain PVI indicator aap ko market mein trends ky bary mein aur market mein time to time volume mein increase ky bary mein information deny ky kam ata hai. Aur aap is ko yearly basis pe jis mein 255 days ki average ky tor par use kar skty hain.Positive volume indicator first time mein ny sona hai aur already discussed comments ko readout karte hue mujhe iske bare mein confirmation hui hai ki aisa koi indicator per check karke use kar sakte ho. trading members koi bhi indicator use karne se pahle usko demo account mein practice kar lena chahie. trading market mein aise knowledge ki learning per apna time vyast karo jisne aapko acchi output and benefit mile.
Positive Volume Index Indicator ka Istimal
Positive Volume index Indicator, Positive value aur negative volume hota hai ky agar market main positive volume show ho raha ho tou hamain aesy time per market main buy ki trade continue kerna hoti hai lekin agar market main negative volume show ho raha hota hai tou hamain aesy time per market main sell ki trade continue kerna hoti hai jabky positive sur negative volumes ky against agar hamari trade open hoti hai tou hamain aesi surat main trade close ker keni chahiay jab volume shift hota hai positive to negative ya negative to positive kyun ky jab Agar aap reading market mein technical fundamental and sentimental and technical analysis ky sath chalna chahte ho tu chalna chahie.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим