RORS (roll over rate spread)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RORS (roll over rate spread)
    DESCRIPTION:

    RORS (roll over rate spread),hmain market ke movement ko smagh kr is mn kam krna hoga phir he hum profit kma sky gy. hum is mai posts kr skty hain. Hm is mn trade bhi lga skty hain. hm is mn agar market k rule ko ignore kar k kam krty hain to hmain kamiyabi hasial ho jy ge. forex mn hmnn soch smgh kr kam krna ho ga pher he hum pasia kama saky gy. Hm is mn spread ko watch krty hain to hmain market m success hasil hoge. forex ik unique business ha hm isy apna life time career bhi bna sakty hain. forex ik aesa karobar hy jo k hmain learning be de raha hain or ham earning be de raha hain forex mai spread ko kabe be ignore nahi karna chaye agar to hum market mai risk lena chaet hain to hamy zaada spread waly pairs mai kam karna chaey or agar hum market mai km risk lena chat hain to hamy km spread waly currency or pairs mi kam karna chaey pher he hum paiskma skay gy hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik world wide business hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamyibi hasial ho jy ge forex aik world wide or kabe be katem na hony wala business hain yai aik .ehm business jasa Nahi hain hum is mai posts kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain

    Click image for larger version

Name:	download (6).jpg
Views:	2
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12582280

    Types:

    Trading mn Roll over rates ko two categories mn divide Kia Gya hy Jin ke mad mn traders k account sy katoti hoti hy.

    1. Spread:

    Roll over rates main ek category spread ki hy jis main AP in trade open krty Hain to ap ko is ki katoti krana hoti hy. Spread Asal main wo fees hy Jo k trade open krty hi Kat jati hy. Is liy ap ko apny capital aur money management aur planning k sath trading main work karna AP ko kamyab banane sakta hy ap ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha trade krny ki koshish krain take AP ko kamyabi mil skay so ki mehnat ek accha Experiance deti hy spread k istamal main AP ko soch samgh k lot size ka khyal rkhty howe trade krna chahiye ta k AP ko acha trade ka moqa mil saky.

    2. Roll Over/Swap:

    Trading main spread ki tarha ek aur fees bhi hoti hy Jo k traders us waqat pay karte Hain jb in ka trade 24 hours sy ziyata time tak open rehta hy. Is k ek fixed rate hota hy Jo k lot size k hissab sy percentage nikal li jati hy. Is liy ap ko planning k sath Trading main apny trades ki satuation ko samjhty howy agr apka trade profit main hy to Koshish krain k is ko 24 hours k Ander Ander close kr dain take AP ko big loss Na ho saky r next day so again trade ko market ki satuation k hissab sy trade open krain.

    Click image for larger version

Name:	download (7).jpg
Views:	1
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12582279

    Positive roll over.

    Jab trader aik aesi currency pair main buy ki trading karta hay jiska interest rate pair currency say ziadaa ho to is currency pair ko over night hold krny per broker hmain interest ke differ amount pay kry ga jis sy hmara profit mazeed up ho jaye ga.

    Click image for larger version

Name:	download (8).jpg
Views:	1
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12582281

    Negative roll over.

    Jab ham kisi aisi currency pair ko buy karty hain jiska interest rate paired currency kay muqably main low hay to is trah hmain is pair main trading order over night hold karny per roll over pay karna hoga. Jo keh in different currencies kay interest rate ka differ hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RORS (roll over rate spread)

    INTRODUCTION
    Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.ye pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai roll over rate.roll over ka matlb yeh hai kay kisi position ko trading din kay end par baghir teh kiye baraha diya jata hai trader kay liye ziyada tar positions ko rozana ki bunyad par us waqt tak tabdeel kiya jata hai jab tak k wo band yah abad na ho jayen in rolls ki aksariyat tom-next market main ho gi.jis ka matlb hai k rolls kal teh honay walay hain aur next din tak barha diye jayen gay.



    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	64.3 کلوبائٹ
ID:	12444277


    UNDERSTANDING ROLL OVER RATE IN FOREX
    forex main roll over rates aik trader ki traf say rato raat rakhi gai currency position par khalis intrest ki wapsi hai yehni currencise ki trading kartay waqat aik sarmaya kar dusri currency kharidnay kay liye aik currency odaar leta hai rato raat position par faiyz rehnay kay liye jo intrest adaa kiya geya yah hasil kiya geya usay roll over rate kaha jata hai currency ki position jo sham 5 bajy kay bad kholti hai EST rato raat munaqid kiya jaye ga.roll over kay rates khalis currency ki intrest rate jo kay percentage kay tor par di jati hai position kay liye cash wapsi main badlti hai.aik roll over intrest ki fees ka hisab trade shuda currencise ki 2 intrest kay rates kay darmiyan faraq ki bunyad par kiya jata hai agar roll over kay rates positive hai to yeh sarmaya kar kay liye fayda hai agar roll over kay rate negative hai to yeh sarmaya kar liye lagat hai.


    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	4
Size:	28.3 کلوبائٹ
ID:	12444279

    اب آن لائن

    Working...
    X