Discussion on formation of candles appeared in "stick sandwich candlestick pattern".

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion on formation of candles appeared in "stick sandwich candlestick pattern".
    Dear friends, forex main candles kay pattern hamari trading main kafi important role play kartay hain, yeh hamain profitable trade main help out kartay hain, agr hum inki learning aur knowledge hasil nahi karain gay to kabi kamiabi hasil nhi hogi, lihaza hamain in pattern ki learning main achi efforts karni chaiay aur inko proper manage karnay ki information bhi hasil karni chaiay, aisay patterns main say aik "Stick sandwich candlestick pattern" bhi hota hay,

    Candles formation in stick sandwich candlestick pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230120_1430_40_8941.jpg
Views:	1
Size:	28.2 کلوبائٹ
ID:	12582227

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230120_1430_40_7720.jpg
Views:	1
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12582228

    Stick sandwich candlestick pattern aik technical trading pattern hay, jis main three candles hoti hain in main say two candles kay darmian aik opposite candle sandwich ki tarah price chart par appear hoti hay, dono side wali candles ki range middle wali candle say ziada hoti hay, stick sandwich pattern both bullish aur bearish indications provide karta hay, is main first candle already running trend ki long real body bullish ya bearish candle banti hay aur second candle hamesha opposite trend main banti hay, agr yeh bullish hay to bearish candle banti ha aur iska open previous candle kay open aur close first candle kay open per close hona chaiay aur third candle ka phir first candle ki tarha current trend ki direction man honi chaiay aur iska open second candle kay close say aur iska close second candle kay open par close ho,

    Bearish and Bullish variation of stick sandwich pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230120_1430_41_0803.jpg
Views:	1
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12582230

    Bearish stick sandwich pattern ki surat main outer candles long green yani bullish hoti hain aur in kay darmian aik small red bearish candle present hoti hay, jo dono sides wali candles say totaly engulf ho jati hay, jab kay bullish stick sandwich pattern ma outer candles long red hoti hain aur middle wali candle small green hoti hay, stick sandwich pattern main traders third candle ki closing say bearish aur bullish pattern ko further confirm kartay hain, is pattern ko identify karna itna difficult nhi, kiun kay market main bulls aur bears ki candles different hoti hain, traders ko inka color note karnay main care karni chaiay, bullish stick sandwich pattern downtrend main banta hay aur bearish stick sandwich pattern uptrend main create hota ha, dono sides wali candles ki closing price almost equal hoti hay, is liay pattern main strong support hoti hay jis say reversal kay chances ziada hotay hain

    Confirmation of stick sandwich candlestick pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230120_1430_40_9922.jpg
Views:	1
Size:	64.4 کلوبائٹ
ID:	12582231

    Is pattern ki confirmation kay liay last two closes kay darmian midpoint hota hay, lihaza is baat ka khial rakhna chaiay kay bullish ki surat main prices is point kay above hon aur bearish ki surat main prices is point say below hon, hamain idea kay liay last candle ki closing position ko bhi daikhna chaiay, bullish kay liay third candle kay high aur bearish kay liay third candle kay low ko break karnay ka wait karain, pattern kay baad ager Volume main increase aye aur fourth candle gap up kay sath open ho to trader ko apni buy ki trade active karni chaiay,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion on formation of candles appeared in &quot;stick sandwich candlestick patter

    Assalamu alaikum I hope thik honge aur Market mein sahi work kar rahe honge jaisa ki aap log jante Hain tumhare Liye ek behtarin online business hai jismein Ham agar achcha kam karenge to Ham ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain daily aap technically analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karenge to hamen kamyabi milegi Jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte hain vah ismein kamyab bhi nahin ho sakte important hota hai ki Ham ismein sabse pahle Nahin Karen aur uske bad Ham market mein work Karen to hamen kamyabi milegi aur ham ismein bahut hi aasani se ek acche online trader Ban sakte hain koi bhi Fark hai usko Ham proper time denge to hamen market mein kamyabi milegi aur ham aasani se ismein kamyabi ho sakte hain.

    What is the discussion on formulation sandwich candle stick pattern

    Market mein Ham jitna achcha kam karenge utani hamen kamyabi milegi aapko pata hai ki market mein hamen different knowledge Lena hota hai to uske bad Ham market mein kam karenge vah hamen kamyabi milegi koi bhi work hai insta ka ismein Ham tum bhi complete 100% knowledge lekar Kam Nahin karte hain kyunki hamen market ka Nahin pata hota market mein ek plan set karna hota hai aur uske mutabik hamen ismein kam karna hota hai to fir hi aapka main aap bhi ho sakte hain.

    Sandwich candle stick pattern ki bat krein tu ye market mn eik Tecnical indicator ha ur is mn three candle Hoti hein ur is k darmiyan mn small bearish candle banti ha jitna achcha Ham candle ko use karenge utani aasani se hamen kamyabi milegi Jo log ismein achcha kam karenge jitna jyada hard working ke sath kam karenge utani Hi aasani se hamen kamyabi milegi technically work market mein hamen karte rahana hota hai .

    Click image for larger version

Name:	images (34).jpeg
Views:	2
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12442236

    Trading Explanation

    Market mein ham Sabr ke sath kam karenge to hamen ismein kamyabi bhi milegi aapko pata hai ki market ko Ham jitna achcha time den market mein jitna jyada hum work Karen utani aasani se hamen kamyabi bhi milati hai jo log market ko Sahi time dete Hain proper ismein study Karke kam karte hain vahi ismein kamyabi ho sakte hain technically work market mein karte rahana hota hai to Ham kamyab ho sakte hain indicator ko check Karke uske bad Ham market mein work karenge to hamen kamyabi milegi Jo log market ko Sahi time dete Hain market mein extra Kam Nahin karte Hain vah is per kamyabi ho sakte hain hamesha proper ek time table set Karen aur uske hisab se aap market mein work karen to aapko kamyabi milegi kabhi bhi aap without experience ke kam na Karen aapko bade nuksan ka samna karna pad sakta hai

    Click image for larger version

Name:	images (33).jpeg
Views:	6
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12442237
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X