Dear friends, Forex trading main indicators ki help say traders ko market main achay entry aur exit points hasil hotay hain, in indicators main say aik Moving average hay jis ki boht sari types hain jin main say aik Double Exponential Moving Average hay,
Double Exponential Moving Average ki details:
Double Exponential Moving Average (DEMA) aik technical indicator hay jis ko Patrick Mulloy nay develop kia tha, is main hum two exponential moving averages ko use kartay hain, yeh price changes par quick response daita hay jis ka matlab yeh hay kay day traders aur swing traders in say acha faida hasil kar saktay hain, is indicator kay zariay hum price ki uptrend aur downtrend ma strength ko bhi maloom kar saktay hain, yeh hamain support aur resistance kay baray main bhi achi information daita hay,
Usefulness of Double exponential moving average in trending market:
Traders DEMA ko market analysis kay liay use kartay hain, Moving average ko widely technical analysis tool ki sorat ma use kiya jata hay, yeh technique market kay long term trend ko find aur analyze karnay kay liay bhi use kia jata hay, yeh indicator range bounded markets ki bajay trending markets main behtar results provide kartay hain, is ma crossover signals boht commonly use hotay hain jis main hamain double exponential moving average ki line ko price bars say cross karnay ka wait karna parta hay, yeh short term DEMA ko long term DEMA ki crossing par depend karna parta ha jis say trend main change zahir hoti hay, yeh crossovers normal EMA's say jaldi respond kartay hain, jis say hamain trend reversal ka kafi early pata chal jata hay, isko hum dusray signals ya anaylisis techniques kay sath combine kar kay bhi use karnay say achay results hasil kar saktay hain,
Finding values of Double Exponential Moving Average:
Moving average ko thoroughly observe kia jay to yeh lagging indicator hay, ye market ka boht quicker aur responsible indicator hay, DEMA trader ko long term trend ko find karnay main help kartay hain, Double exponential moving average ki calculation kay liay hamain pehlay step main simple moving average find karna parta hay, dusray step main exponential moving average maloom kartay hain aur end yani akhri step main hasil honay walay exponential moving average ko two say multiply kar kay us main say smooth moving average ko minus kar daitay hain, DEMA divergence ko bhi identify karnay main helpful hay yeh indicator Hull moving average kay kafi similar hay, jab bhi two DEMA crossover kartay hain prices ki moment reverse ho jati hay