Complete Discussion And Trading On Piercing Line Candlesticks Pattren.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Complete Discussion And Trading On Piercing Line Candlesticks Pattren.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai piercing line candlestick pattern kya hai Iske related important information aapke sath discuss karungi.

    Piercing Line Pattren:

    Piercing line candle take pattern Ek bullish trend reversal pattern hai jo price chart per do candle Se Milkar banta hai pattern Mein Shamil pahle candle bear is Hoti Hai ISI vajah se pattern ke liye price ka pahle se low area ya bearish trend Mein Hona jaruri hai 2 days candles ke Aakar se single De pattern se behtar Hoti Hai Kyunki ismein Ek candles thodi bahut confirm bhi Deti Hai Jab Bhi market Mein sellers price ko ek Khas level Tak niche push Karte Hain To Yahan per trend reversal ke Anath Jyada hote hain yah trend confirmation Aksar Kuchh pattern se confirm Ho Jaati Hai jismein pricing line pattern bhi Shamil Hai.

    Candles Formation:

    Piercing line candlestick pattern Price get down trend yellow par high demand ki vajah Se Banta Hai Jahan per trend reversal ke Jyada Inka Naath hote hain pattern Mein Shamil candles different pattern yani Bearish or bullish Hoti Hai Jiski formation darja zail Tara Se Hoti Hai.

    First Candle: Piercing line candlestick pattern ki pehli candle ek Bearish candle hoti hai jo ke price ko down trend ya Barish trend ki aakashi Karti Hai yah candle stand ko Masjid down ki taraf push karti hai aur Market Mein Low demand ko jahir Karti Hai yah candle ek normal real body wali candle hoti hai.

    Second Candle: piercing candlestick pattern ki dusri candle Ek Bullish candle Hoti Hai yah candle Pele candle ke bottom per gap mein open Hoti Hai Jab Ke close Usi candle ke real body ke mid point se thoda sa Upar Hoti Hai pattern Ke Bullish candle ko lajmi bearish Candle ke center point aur open price Ke Darmiyan close Hona chahie yah candle bearish Trend ke khatmyn ka bahes banti hai.

    Explaination Of Piercing Line Pattren:

    Piercing candlestick pattern price mein Bearish Trend ke dauran Bankar price ko Masjid down jaane se rok Leti Hai yah pattern ek strong trend reversal ka signal Deta Hai pattern Tu 2 days candles per mustameeel Hai Jiski Pehli candle ek strong Bearish candle hoti hai jo ki price yeah down trend kya ki allamath Hoti Hai pattern ki dusri candle Ek Bullish candle hoti hai aur is Candle ka open price pahle candle se gap Mein Hota Hai pattern ki dusri candle candles ke price ko down jaane se rok Deti Hai jisse price ka Masjid downfall stop ho jata hai pattern ki dusri candle ka open Pahli candle ke close se bottom per gap Mein Hota Hai jabki close Pahli candle ke real body Mein Darmiyan se thoda sa Upar Hota Hai.

    Trading With Piercing Line Pattren:

    Piercing Line candlestick pattern price ke bottom Mein banane ki vajah se ek Bullish signal generate Karta Hai Jis per market Mein buy ki entry ki Ja sakti hai pattern per trade enter karne se pahle pattern ki dusri candle a confirmation candle ki jarurat padati hai jo ki real body Mein Ek bullish candle honi chahie aur dusri candle ke top per close bhi honi chahie pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator Stochastic Oscilater baby ki Ja sakti hai Jiski value over sold Jon Mein hone chahie pattern ke bad scandal se pattern invalid tasawar Kiya Jaega pattern ka stop loss sabse lower ya dusri candle ke open price Se Two pips below per set karain.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20230119-WA0000.jpg
Views:	1
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12582085

اب آن لائن

Working...
X