Assalamualaikum! Friends I hope you are all fine and doing well on forex trading.
Hammer candlestick pattern:
Forex trading me candle sticks chart pattern us waqat banta hai jab bhi market me koi price kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle stick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai. Lekin pher bhi candle ki aik small body nechahy side pe ban jati hai. Hammer candle stick pattern me market price ki down side pe rejection ko zahir karti hai jis se market us position se wapis a jati hai.
Hammer candlestick pattern key faidy:
Forex trading me hammer candle stick us waqat banta hai jab market me selling pressure waqti tawar pe a jata aur us k bad market ki reversal ho jati hai aur candle ki close hone pe market ki candle stick hammer patterns ka van jata hai. Hammer candle stick pattern banne se market me buyer zyada active ho jate hen, aur traders ko market ki reversal ka ishara mel jata hai. Jis se traders market me stocks ko sbuy karte hen. Forex trading me hamamer candle pattern ka ye faida hai k is se hamen aik strong qisam ki market ki reversal ka ishara mel jata hai aur yahan se market pher uptrend chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar par hammer candle stick banne k bad market me buy ka trade open karna chaheye.
Feature of Hammer candlestick pattern:
Market Mein is Candle ke bahut jyada advantage hote hain ya Hamara candle Ek bahut hi stronger formation candle hoti hai market me yah candle price formation ko concept karti hai aur price formation ko consists karne ke sath sath yah market Mein ine price ke signals ko bhi show karti hai usually ya market Mein takes shape Mein Najar Aati Hai aur yah candle bottom downtrend aur signalling attentional uptrend key reversal price ko acche tarike se show Karte Hain inke jariye se market Mein ine Tamam techniques ko acche tarike se confirm kiya Ja sakta hai market Mein yah candle bahut hi simple candle hoti hai aur yah Ek dependable candle hoti hai yah candle equipment required main additional sport nahin karti aur yah market Mein Tamam members ko readily available hoti hai is liye Tamam members market Mein is candal ka istemal karke bahuot zyada advantage se Hasil kar sakte hain aur Market Mein Is key jariye se apni trade ko profitable aur informative trade banaa sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим