Types of trends in forex market .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of trends in forex market .
    Asalamualikum dear members ummed Hy ap sb khariyat Sy hon gy or forex py hardworking kr rhy hon gy.dear members baat krty Hain trends ke types ke Jin ko smjhna bht zaruri hy.

    Price action in forex market :

    Dear members Price Action aik asa structure hota hy, jis mein ap market ke judgement krny k liye indicators ko use nahi krty, or market ke movement ko neglect chart ke shape mein understand krna learn krty hain agr ap es ko achi trha understand kr lty hain to us mein ap ko bhut zayda advantages available hoty hain,or ap successful trading Kr skty Hain.
    :
    How to identify these trends

    Dear friends Price Action Techniques mein ap ko market mein available current trend ko identify krna easily hota hy. Mn ap ko yeh btana chahti hon k market mein jb ap trend ke confirmation krty hain, to es mein following mentioned trend ki types ho skti hain agr ap different factor pr study krty hain to es mein ap acha earn kr sakty hain.

    Bearish trend:

    Bearish trend jis ko ap downtrend k name sy bhi janty hain, es mein ap ko regularly decreased prices available ho rhe hoti hain. Jb market mein prices regularly basis pr decrease ho rhe hoti hain, to ap ko market mein bearish trend mil rha hota hy.Tb ap achi entry ly skty Hain.

    Bullish trend:

    Dear Bullish trend jis ko ap up trend k naam sy bhi janty hain, es mein ap ko regularly increased prices available ho rhe hoti hain. Jb market mein prices regularly basis pr increase ho rhe hoti hain, to ap ko market mein bullish trend mil rha hota hy.

    Click image for larger version

Name:	uptrend-example-trading.png
Views:	3
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12581728

    Sideway trend:

    Jb market mein bahut zyada voltatality dekhny ko nahi mil rhe hoti, to us time mein ap ko sideway trend observed ho skta hy. Ase situation mein bahut zyada confusion ho rhe hoti hy. Jb market aik specific range mein apni movement complete kr rhe hoti hy, to ap easily es ko recognize kr skty hain.

    Click image for larger version

Name:	Bullish-Trend-Impulses-vs-Corrections.png
Views:	9
Size:	51.5 کلوبائٹ
ID:	12581729

    Conclusion

    Dear price action aik asa analysis method hy ,jo na he kbi fail ho ska hy or na he es mein koi fault hota hy. price action us ky liye he acha sbit hota hy jo market mein us pr practice krty hain or smjh kr kam krt hain. phir he es mein price action py success hasil hoti hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Types of trends in forex market .

    forex Beginner guide jo taajiron ki madad kere gi .


    ghair yakeeni sorat e haal forex trading ki sab se barri kharabi hai. yahi cheez tijarat ko aik pur khatar kaarobar banati hai. koi bhi har waqt market ki durust pishin goi nahi kar sakta, is liye tajir jo sab se behtar kaam kar sakta hai woh hai qeematon ka jitna mumkin ho durust tareeqay se tajzia karna. taham, yahan tak ke sab se ziyada munafe bakhash hikmat e amli jis ne musalsal munafe peda kya hai, agar market ki ghair yakeeni sorat e haal ka saamna ho to is ke nakaam honay ka khatrah hai. yeh baat qabil feham hai kyunkay forex aik markazi market hai jis ki qeematon mein tabdeeli market ke tamam khiladion ke jazbaat ki akkaasi karti hai. nateejay ke tor par, forex trading ki yeh kami rozana har tajir ke liye aam hai. hamein is ka sahih rissk managment ke sath andaza lagana chahiye kyunkay hum is se bach nahi satke .




    forex market mein tajzia ki ahmiyat


    agar aap agli qeemat ki naqal o harkat ka andaza laganay ki apni salahiyat ko saabit karne ke liye market ka tajzia karte hain, to aap aik tajir se ziyada tajzia car ban'nay ke ahal hain. aik acha forex tridr tajzia ki durustagi aur naffa o nuqsaan ke size par ghhor karta hai. forex trading mein munafe aur nuqsaan ka hajam qeemat mein tabdeeli ki bunyaad par mutharrak hai. usay forex trading mein manfi pehlu nahi kaha ja sakta kyunkay trading ke bunyadi usool aisay hi hain. qeemat ki tabdeeli ki shiddat ki bunyaad par munafe ka hisaab lagana forex trading ke liye sirf nuqsaan hoga agar aap is ka sahih jawab nahi day satke .




    tijarat mein kamyabi ka imkaan


    jab 10 forex tridz mein aap saat baar jitte hain aur teen baar hartay hain, to is ka kya matlab hai agar liya gaya munafe har faiday ke badlay 20 pip se ziyada nah ho, jab ke jab aap hartay hain to aap ka nuqsaan 50 pip se kam hota hai? aakhir mein, nuqsaan ka charge mustaqil tor par barqarar rakhi gayi kamaai se barh jata hai. lehaza, aap ko taweel mudti munafe ko yakeeni bananay ke liye rissk managment ka itlaq karna chahiye. forex trading sirf aik hutch nahi hai jis ka bunyadi maqsad usay durust karna hai, balkay aik aisa amal hai jo aik taweel mudti sarmaya kaari ban sakta hai. kabhi nah bhulen ke jo log tijarat karna nahi seekhnay woh nakaam hotay hain .
    • #3 Collapse

      Re: Types of trends in forex market .

      What Is A Forex Market Trend?

      Assalam o alikum dear member umeed karti ho ap sab achy hon ga or achy sa apna work kar rahy hon ga forex market ka bary main ap janty han ka ye bahut he bari market ha daily ka hissab sa is main trillion dolars main karobar hota ha to asi market main kam karna ho to us ko sekhna bhe zarori hota ha abhe hamary pass forex market ka trend ka bary main topic ha agar ap ko is market ka trend ka pata nhe hota ha to is main ap na nuksan he karna ha trend asal main market ki smit hoti ha ka 1 lamby arsy sa market kis taraf move kar rahi ha yehe market ka trend hota ha is ko samjhna bahut he zarori ha islye ham is par tafseel sa bat karty han.

      How To Identify Trend

      Sab sa ahim bat yehe ka ka market ka jo trend ha ya pher is jo driection a is ko ham na kasy identify karna ha to har trader is ko apny hisab sa identify karta ha to jo tareeka main ap ko batany wali ho ye bahut he simple ha or is ki madad sa ap ko market ka trend ko samjhny main assani ho jati ha is ka lye ham na simple 200 EMA ko use karna ha jo ka moving avrage ha to jab tak market moving avarage sa upar ha trend up ka hota ha or jab down a jaye to trend down main ho jata ha ha umeed ha ap na is ko achy sa samjh liya ho ga.

      Types Of Trend

      market ko movement ko samjhna bahut he assan ha lakin tab jab ap is ko samjhny ki koshish karen ga to forex market 3 tarah sa movce karti ha or yeeh market ka trend hoty han up movement ye market ka up trend hota ha down movement ye market ka down trend hota ha is ka elawa market side way movement bhe karti ha jo ka trade karny ka lye achi nhe hoti ha to jab market asay move kary to ap na is sa door rehna ha or is ka trend ka change hony ka wait karna ha.

      Up Trend

      Jesa ka ham na upar market ka trend ka bary main seekha ha ka is ko kasy identify karna ha or konsa trend ha market to abhe ham up trend ki bat kar rahy han is main market k overall movement up side ki hoti ha bulishh moement rehti ha ap na 200 ki moving avrage ko use karna ha jab tak market bary time frame main moving avrage sa upar ha ye market ka up trend hota ha or ap na market main buy ki entry leni hoti ha par proper market ko analysis kar ka baki is ki example ham chart par dekh lety hain

      down trend

      Is ttrend ko ham breaish trend bhe kehty han kun ka ye market sell ki hoti ha or is min seller Zeyada hoty han is main hota klaya ha ka 200 moving avvrage sa down hoti ha market to trend bhe sell ka ha to ap na market ko analysis karna ha us ka bad apna hameesh sell ki entry talash karni ha tabhe ap is market sa acha profit hasil kar paen ga.

      trade with trend

      ye bat to ap na suni he ho gi ka trend is your friend to ap na hameesha is bat ka khayal rakhna ha ka kabhe bhe ap na trend ka againts trade nhe karni ha nhe to is market main ap ko acha khasa nuksan ho ga or nuksan bhe itna ka ap kaacount wash ho skta ha to proper analysis proper sl or ttp ka sath ap na trend ka sath is market main trade karni ha tabhe ap is sa proit bana skty han.
      • #4 Collapse

        Re: Types of trends in forex market .

        Taajiron ki madad kere gi .


        Ghair yakeeni sorat e haal forex buying and selling ki sab se barri kharabi hai. Yahi cheez tijarat ko aik pur khatar kaarobar banati hai. Koi bhi har waqt marketplace ki durust pishin goi nahi kar sakta, is liye tajir jo sab se behtar kaam kar sakta hai woh hai qeematon ka jitna mumkin ho durust tareeqay se tajzia karna. Taham, yahan tak ke sab se ziyada munafe bakhash hikmat e amli jis ne musalsal munafe peda kya hai, agar marketplace ki ghair yakeeni sorat e haal ka saamna ho to is ke nakaam honay ka khatrah hai. Yeh baat qabil feham hai kyunkay forex aik markazi marketplace hai jis ki qeematon mein tabdeeli market ke tamam khiladion ke jazbaat ki akkaasi karti hai. Nateejay ke tor par, foreign exchange buying and selling ki yeh kami rozana har tajir ke liye aam hai. Hamein is ka sahih rissk managment ke sath andaza lagana chahiye kyunkay hum is se bach nahi satke .











        Foreign exchange marketplace mein tajzia ki ahmiyat


        agar aap agli qeemat ki naqal o harkat ka andaza laganay ki apni salahiyat ko saabit karne ke liye marketplace ka tajzia karte hain, to aap aik tajir se ziyada tajzia vehicle ban'nay ke ahal hain. Aik acha forex tridr tajzia ki durustagi aur naffa o nuqsaan ke size par ghhor karta hai. Forex trading mein munafe aur nuqsaan ka hajam qeemat mein tabdeeli ki bunyaad par mutharrak hai. Usay foreign exchange trading mein manfi pehlu nahi kaha ja sakta kyunkay buying and selling ke bunyadi usool aisay hi hain. Qeemat ki tabdeeli ki shiddat ki bunyaad par munafe ka hisaab lagana foreign exchange trading ke liye sirf nuqsaan hoga agar aap is ka sahih jawab nahi day satke .Aik asa analysis technique hy ,jo na he kbi fail ho ska hy or na he es mein koi fault hota hy. Fee motion us ky liye he acha sbit hota hy jo market mein us pr practice krty hain or smjh kr kam krt hain. Phir he es mein price action py achievement hasil hoti hy.




        Tijarat mein kamyabi ka imkaan


        jab 10 forex tridz mein aap saat baar jitte hain aur teenager baar hartay hain, to is ka kya matlab hai agar liya gaya munafe har faiday ke badlay 20 pip se ziyada nah ho, jab ke jab aap hartay hain to aap ka nuqsaan 50 pip se kam hota hai? Aakhir mein, nuqsaan ka charge mustaqil tor par barqarar rakhi gayi kamaai se barh jata hai. Lehaza, aap ko taweel mudti munafe ko yakeeni bananay ke liye rissk managment ka itlaq karna chahiye. Forex trading sirf aik hutch nahi hai jis ka bunyadi maqsad usay durust karna hai, balkay aik aisa amal hai jo aik taweel mudti sarmaya kaari ,Jb market mein bahut zyada voltatality dekhny ko nahi mil rhe hoti, to us time mein ap ko sideway fashion found ho skta hy. Ase situation mein bahut zyada confusion ho rhe hoti hy. Jb marketplace aik unique variety mein apni movement entire kr rhe hoti hy, to ap without problems es ko understand kr skty hain.




        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Types of trends in forex market .

          There are three main types of trends in the forex market:

          Upward Trend: An upward trend occurs when the price of a currency pair is consistently increasing over time. This is characterized by higher highs and higher lows. It signals a strong buying sentiment in the market.

          Downward Trend: A downward trend occurs when the price of a currency pair is consistently decreasing over time. This is characterized by lower lows and lower highs. It signals a strong selling sentiment in the market.

          Sideways Trend: A sideways trend occurs when the price of a currency pair is moving within a range and is not showing a clear direction. This is characterized by a lack of clear higher highs or lower lows. It signals a lack of market momentum and direction.

          It is important for traders to identify the current trend in the market in order to make informed trading decisions. The trend can be determined by analyzing price charts and identifying the direction of the price movement over a specific period of timeClick image for larger version

Name:	f10602c18eecaf301cdf480f0779b5a8.jpg
Views:	1
Size:	242.3 کلوبائٹ
ID:	12445251Click image for larger version

Name:	Short-Term-Trading-Inverted-Hammer-Candle-Pattern.png
Views:	2
Size:	63.6 کلوبائٹ
ID:	12445252

          اب آن لائن

          Working...
          X