Trading mein kuch indicators hote hain aur kuch oscilators hote hain aur in dono ka function same nahin hota aur trading main stochastic oscillator ko trend countinoution ki confirmation kay liye use kia jata hea friends stochastic oscillator trend ki current state kee indication kay liye use.
hota hea jo trader ko trend kee actual performance kay bary main btata hea friends jb market ik khas level tak down ati hai to ye down movement show karta hai but phr kuch dair bad ye up ward jana start ho jata hai or apna pattern pora nahin karta aur friends stochastic osilator ki mathe metical value down haina start ho jati hai or screen ma es ki diagram b drift show karti hai stochastic aik bhot famous trading tool hai aur is ki madad say ham apni trade ko place kartyn hain.
Brief ing at Stochastic Oscillators.
Trading chart per jub stochastic oscillator appear hota
hea to ye is baat kee confirmation hoti hea kay current direction main apni movement ko jari rakhy ga ya reversal ikhtyar kary ga aur agar is kay technical aspects kee baat kee jaaye to stochastic oscilator Indicator hamen market man stock oversold aur overbought signals deta han. Stochastic oscilator man two line chart hoti ha aur is man 0 sa 100 tak values hoti han is man above 50 overbought ka singnal jab k below the 20 oversold ka signal deta hai friends basically stochastic oscillator Stochastic oscilator Indicator ak momentum indicator ha jis main ham support aur resistance levels ko use kerta hain friends stochastic oscillator kee working through moving average hoti hea yaani kay is kee monitoring moving average kay zariye kee jati hea jesa kay RSI indicator ki hoti hai.
Trading at Stochastic Oscillator.
Stochastic indicator per tradkarna ka formula yea hea kay agar aap is kay sath sath koi dusra momentum based trading indicator use karty hain maslan CCI ,RSI
waghaira jin ka working method almost same hea friends stochastic oscillator aur RSI main market 70 ya 30 ko cross ker chuki hoaur stochastic oscillator main reversal ki indication aa rehi ho tou yeh best time hota hai jab ham trade open ker ky acha profit bana sakty hain aur friends jub stochastic ki value 30 say down ho jati hai aur is oscillator kee.
line cut kar kay up jana start hoti hai to maxium traders es time buy ki trade ko open karny ma profit ka hasool samajtyn hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим