Three Outside Down Candlestick pattern 《☆☆☆☆》How to Create Trading Strategy with It.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Three Outside Down Candlestick pattern 《☆☆☆☆》How to Create Trading Strategy with It.
    Charts ma single candlesticks market kay trading session ko use karny kay laye use ki jati hain. En ko alone ya group ki sorat ma kisi pattern ki formation ma use kiya jata hai. Ye pattern hamy ye serf information ni dety kay market ma kiya ho raha hai balky ye ham es ka bi clue farham karty hain kay ham es time par kis direction ma trade ko open kar kay benefit hasil kar saktyn hain. Three outside down bi en patterns ma sy ik hai jis ko bhot reliable samja jata hai. Three outside down market ma bhot frequently occur karta hai or es ko spot karna or identify karna bhot easy hota hai. Ye trader ko potential bearish reversal trend kay bary ma indicate karta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230116-042246_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	51.9 کلوبائٹ
ID:	12581605

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230116-042224_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	90.9 کلوبائٹ
ID:	12581606

    What is three outside down trading pattern.

    Jis tarha es pattern kay name sy pata chalta hai ye pattern three candlesticks ki formation sy mel kar banta hai jo lagatar three trading session ko show karti hain. Ye ik bearish reversal pattern hai or jesa kay pehle discuss kiya ja chuka hai ye pattern three candlesticks par mabni hota hai. Ye pattern typically uptrend kay end par appear hota hai or ye show karta hai kay market ki bullish sentiment close hony wali hai or ye kisi time bi bearish sentiment ma move kar sakti hai. Ye down trend kay start hony ki indication dey sakta hai. Es pattern ko bearish engulfing pattern ya bearish day pattern ki extension kay tor par jana jata hai. Kuch participants to es pattern ko bearish engulfing pattern ki confirmation kay laye use karty hain. Agr ham es ko chart par observe karyn to ye pattern three consecutive candlestick ki sorat ma market kay down rally ko depict karta hai. Es pattern ki pehle two candlestick bearish engulfing pattern ya bearish day pattern ko show karti hain but last candletick en two patterns ki confirmation ko show karti hai jis ko ham three outside down candlestick pattern ka name dety hain. Es pattern ko use kar kay na serf ham market ma enter hony ki balky exit karny ki strategy ko bi formulate kar saktyn hain. Es pattern ko use kar kay ham kesy apni strategy ko create kar saktyn hain es ko now ham discuss karty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230116-042301_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	142.2 کلوبائٹ
ID:	12581607

    Steps for developing trading strategy with three outside down candlestick pattern.

    Es post ma three outside down candlestick pattern ko detail kay sath express karny kay bad ham kuch esy steps ko discuss karty hain jin ko use kar kay ham es pattern par ik attractive strategy ko form kar saktyn hain. Pehle number par to hamy consider karna chahe kay ye pattern ik historic data ko chart par display karta hai. Es pattern kay sath support, resistance or volume ko use kiya jata hai or wo way find ki jati hai jis ma ham ye notice karty hain kay kesy ye pattern better work karta hai. Es ko market search sy assume kar saktyn hain. Second number par hamy kuch rules ko define karna hota hai jin par ye strategy exist kary gi. Jesa kay hamy lot size kiya lena hai or ham ketna loss bardast kar saktyn hain or ketny loss ko hold kar saktyn hain. Es knowledge ko use kar kay ham apni trade ko stop loss sy bi protect kar saktyn hain. Third number par ye kay kisi bi trading strategy ko directly market ma invest ni karna chahe balky es kay laye hamy pehle ik back testing environment ko create karna chahe. Es pattern ki back testing bi zaruri hai or jb ye waha par meaningful result farham kary to hamy es ko trade ma invest karna chahe. Fourth number par hamy kisi bi pattern kay sath stick ho kar ni rehna chahe kiu kay agr ye fail ho ga to account wash ho sakta hai. Hamy har step par es ki modification kay laye ready rehna chahe. Jo trader ik he pattern kay sath chipky rehty hain wo desired results ko gain karny ma hamesa nakam rehty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230116-042208_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	76.7 کلوبائٹ
ID:	12581608

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230116-042153_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	93.4 کلوبائٹ
ID:	12581609
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Three Outside Down Candlestick pattern 《☆☆☆☆》How to Create Trading Strategy with

    forex trading ki hikmat e amli kya hai ?


    forex trading ki hikmat e amli aik aisa tareeqa hai jisay forex brokr istemaal karta hai taakay yeh faisla kya ja sakay ke aaya kisi be tarteeb waqt par currency ke jore ki tijarat karna hai. hum khusoosi imthehaan ya barray, khabron par mabni mawaqay ke sath forex trading ke tareeqay talaash kar satke hain. tajir ki currency ki tijarat ki hikmat e amli tijarti ishaaron par inhisaar karti hai jo tijarti intikhab par tay karte hain. forex trading ki hikmat e amli web par qabil rasai hai, ya tajir khud bana satke hain .




    forex trading hikmat e amli ki bunyadi baatein


    forex trading ki tknikin tijarti signal tayyar karne ke liye dasti ya khudkaar hikmat e amli ho sakti hain. dasti nizamon mein pi si screen ke samnay betha tajir, tijarti signals talaash karna, aur tijarat karna hai ya nahi. khudkaar nizamon mein aik brokr shaamil hota hai jo hisaab kitaab ko farogh deta hai jo tijarti signals ki pairwi karta hai aur tijarat ko qudrati tor par injaam deta hai. baad ke nizaam insani jazbaat ko sorat e haal se nikaal dete hain aur tijarti amal daraamad ki salahiyat ko mazeed farogh dete hain. taajiron ko of di rik forex trading ke tareeqay kharedtay waqt alert ki mashq karni chahiye kyunkay un ki tareekh janchna mushkil hai, aur mutadid mo-asar tijarti nizaam khufia hain .




    forex trading ki hikmat e amli tayyar karna


    forex market mein tajir apne career ka aaghaz aik saada tijarti hikmat e amli ke sath karte hain. misaal ke tor par, woh dekh satke hain ke aik makhsoos currency jora aik makhsoos support ya muzahmati satah se The rebound ho raha hai. is ke baad woh mukhtalif ajzaa shaamil karne ka intikhab kar satke hain jo un taweel mudti tijarti signals ki durustagi par kaam karte hain. misaal ke tor par, woh tawaqqa kar satke hain ke qeemat aik makhsoos support level se kisi khaas sharah ya points ki tadaad par wapas aaye gi .

    aik taaqatwar forex trading hikmat e amli ke chand allag allag hissay hain :


    1 maliyati alaat ka intikhab
    2 tijarti position ka size
    3 entry point
    4 aygzt points


    taajiron ko currency ke joron ki khareed o farokht ke liye usool tay karne chahiye, Bashmole amal daraamad ki munasib taknik ka intikhab karna .



    اب آن لائن

    Working...
    X