Money flow index indicator aik momentum base trading technical indicator hai jis ko aap permanent trading chart per apply kar sakte hain aur extreme ovebought aur oversold ki condition ko analyse kar sakte hain aur us ke mutabik trading mein profit Hasil kar sakte hain Kyunki is indicator ki working process RSI indicator ki tarah hai friends money flowing index is unique indicator hai jo volume aur momentum dono ko RSI formula mein use karta hai aur yeh indicator ki value ko above 50 ho tou market mein bull trend samjha jata hai . iss trhan is indicator ki value 50 se less than ho tou market mein bear trend samjha jata hai.
Money Flow Index Indicator, Explanation.
Money Flow Index indicator dar asal aik intahai profitable trading pattern hea aur agar is kay bary main woking is pattern ki methodology ko follow Kia jaaye to is ki readings bahot aihmiat sakti hain jin main agar ye 80 say uper ho jaye to ye overbought ko show karta hay, yani yahan say trend reversal kay bahut chances hoty hain, is range per buy ki trade say avoid karna chahiye, resistance per nazar rakhni chahiye aur trend reversal kay cofirm hony per he sell ki trade karni chahiy aur friends below 20 range per a jaye to ye oversold ko zahir karti hay yani ye trend reversal bearish to bullish ka signal daiti hay. Laikin yahan bhi trend reversal ki confirmation kay bad he order place karna chahiye.
Money Flow Index Indicator Trading.
Money flow index indicator per trading karne ke liye sabse pahle market ka overall market ka aik overview kar lena R chahiye Friends money flow index trading market main aap ko volume ke bary mein info krta hai kon sa pair jis par inclined pressure kitna hai aur selling pressure kitna hai agar aap ny trading karni hai to aap ko money flow index indicator ke bary mein bhi samajh honi chahiye. Aur agr MFI lower high show karay to is sa uptrend ma weakness ka pata chalta ha jis ka mtlb ye ha k trend reverse honay k kareeb ha isay hm bearish divergence kahain gay is he tarah agr prices apna lower low bnaen aur MFI apna higher low bnae to ye bullish divergence ka signal ho ga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим