Information about matching low candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about matching low candlestick pattern
    BASIC INFORMATION.


    Dear friends forex market main Matching low candlestick pattern prices main aik type ka double bottom candlestick pattern hai, jiss main muntakhib karda timeframe main two candles same bearish point ko touch karke wapis upward reversal ho jati hain. Yeh candlestick pattern prices k bottoms ya low bearish trend main form hota hai jiss main two candles same low point ko touch karne k baad bullish reversal ho jati hai. Pattern ki candles main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai jiss k baad banne wali candle bhi same bearish banti hai, jo k pehli candle k low point par close hoti hai. Pattern ki 1st aur 2nd candles ka low same point par hota hai jo k bullish trend reversal ka waja bante hen.
    Click image for larger version

Name:	11.png
Views:	11
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12581589
    FORMATION OF MATCHING LOW CANDLESTICK PATTERN.


    Forex market main Matching low candlestick pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles real body wali same color ki candles hoti hai. Pattern ki pehli candle aur dosri same point par close hoti hai, jiss ki formation es tarah se hoti hai.<First Candle>Matching low candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrend ya low prices area ko zahir karti hai. Ye candle aik black ya red real body main hoti hai, bearish trend ki akhari candle hoti hai.<Second Candle>Matching low candlestick pattern ki dosri candle bhi same real body wali bearish candle hoti hai, jo pehli candle k lower point par close ho kar white ya green body k sath banti hai. Dono candles ka lower point same low hota hai, jo trend reversal ka waja banti hai.
    Click image for larger version

Name:	22.png
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12581590
    TRADING TECHNIQUES.


    Dear friends forex main Matching low candlestick pattern prices k lower sides par aik long timeframes ka pattern hai, jiss main candles k lower sides ki real body same point par hoti hai. Yanni pehli candle ki real body ka closing point aur dosre candle ki closing price same low point par hota hai. Ye candles ziada tar bagher lower wick ki hoti hai, lekin wick honne k bawajood bhi real body ki closing same point par hota hai. Pattern par trading se pehle confirmation bullish candle ka hona b zarori hai, jo k aik real body k sath high price par close honi chaheye. Agar pattern ki confirmation indicators jaise Stochastics oscillator ya CCI oscillator se karna ho to inn ka oversold area hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se low position jo k dono candles ka lower banta hai, stop loss actual trading point se two pips below set karen.agr opr break kary ge to buy ki position len gy js main hmara stop loss resistance line se nechy ho ga.
    jb k agr market range ko nechy ki trf break kary ge to hum sell ki position len gy or hmara stop loss supporting line se opr ho ga.
    Click image for larger version

Name:	33.jpg
Views:	3
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12581591
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Information about matching low candlestick pattern

    Assalamu alaikum I hope k AP theek hon geh it market mn acha kam kr rhe hon geh AP ko maloom hi hoga k AP is ko jitna acha time dein geh utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein har Banda is mn kameyab hona chahte hein lekin is mn wohi kameyab hote hein Jo is mn acha work krte hein market ko zada se zada time dete hein AP isn demo account mn learning kreintu asani se ap is mn kameyab ho sakte hein hard working important Hoti hein is mn hume analysis ko dekhna hota ha indicator ko fallow kr k market chart ko achi tra fallow kr k phr hume is mn kam krna hota ha os k bad hi hum is mn kameyab hote hein is mn different candle stick use hote hein hume in k bhrey mn knowledge Lena hota ha TU hum is mn acha kam kr sakte hein .

    What is the matching low candlestick pattern

    AP ko pta ha k market mn hume knowledge Lena hota ha os k bad hi hum is mn kameyab hote hein TU hume kameyabi milti ha matching low candlestick pattern is two candle par mustamil hota ha ye price mn duoble bottom candle stick pattern ha is mn hume fori samj k Sath kam krna hota ha is mn time frame mn do candle bearish Hoti hein ur is k bad market mn high react hota ha market ko Ham jitna jyada time denge ismein jitna achcha kam karenge utani hi main kamyabi milegi confirmation important hoti hain koi bhi candlest state hai usko Ham proper study karenge to Ham kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki market mein hamen important Karni Hoti hai market mein hamen dar Nahin Hoti hai market ko time Dena hota hai to uske bad Ham kamyab hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (49).png
Views:	34
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12441542

    candle stick pattern market running

    Market ko Ham jitna achcha time dete Hain ko jitna jyada learning karte Hain utani hi kamyabi milati hai Delhi mein market ko Pagal Karke kam karte rahana hota hai to kamyabi milati hai hard working important Hoti hai market mein aapko pata hai ki different Kindle hote hain aur jab bolate hain to market mein move hoti hai main market ke different candle ke bare mein knowledge Lena hota hai to kamyabi hamen milati hai market ko hamen jyada se jyada time Dena hota hai to kamyabi milati hai technically work karenge market mein study karenge jyada se jyada to hi Ham kamyab ho sakte hain chart ko follow karke kam karte rahana hota hai indicator ko dekhna hota hai training important hoti hain to uske bad bhi Ham ismein kamyab ho sakte hain ye important ha

    Click image for larger version

Name:	images (48).png
Views:	18
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12441543
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X