Head and Shoulder candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Head and Shoulder candlestick pattern
    Asalam -e aulikum dear member main umeed krta hn ap sub log khariyat say hn gay. Ap log forex trading main achi earing hasil kr rhy hn gay . Aj ka mara sawal Bahut he experience provide kry ga. Forex trading main jab ap kaam krty hain to ap ap traing strategy ya candlestick kay pattern ko follow kr kay trading karty hn gay. Head and shoulder candlestick kiya hy aur ap is ko kasy used kr sakhty hain.


    What is head and shoulder


    takneeki tajzia mein sir aur kaandhon ka patteren istemaal kya jata hai. yeh aik makhsoos chart ki tashkeel hai jo taizi se mandi ke rujhan ke ulat jane ki paish goi karti hai. patteren teen chotyon ke sath aik bunyadi line ke tor par zahir hota hai, jahan bahar ke do oonchai mein qareeb hain, aur darmiyani sab se ziyada hai. sir aur kaandhon ka patteren is waqt bantaa hai jab stock ki qeemat urooj par pahonch jati hai aur phir pehlay se oopar ki bunyaad par wapas gir jati hai. phir, qeemat pichli chouti se barh kar" sir" banti hai aur phir asal bunyaad par wapas aa jati hai. aakhir mein, stock ki qeemat dobarah neechay girnay se pehlay tashkeel ki pehli chouti ki satah par pahonch jati hai .


    Key fearure of head and shoulder

    sir aur kaandhon ka patteren teen chotyon ke chart patteren ke sath aik takneeki isharay hai, jahan bairooni do oonchai mein qareeb hain, aur darmiyan mein sab se ziyada hai. aik sir aur kaandhon ka patteren — jo sab se ziyada qabil aetmaad trained reversal patteren mein se aik samjha jata hai — aik chart ki tashkeel hai jo taizi se mandi ke rujhan ke ulat jane ki paish goi karti hai. aik ulta sir aur kaandhon ka patteren mandi se taizi ke rujhan ki paish goi karta hai .



    Working of head abd shoulder pattern

    takneeki tajzia mein sir aur kaandhon ka patteren istemaal kya jata hai. yeh aik makhsoos chart ki tashkeel hai jo taizi se mandi ke rujhan ke ulat jane ki paish goi karti hai. patteren teen chotyon ke sath aik bunyadi line ke tor par zahir hota hai, jahan bahar ke do oonchai mein qareeb hain, aur darmiyani sab se ziyada hai. sir aur kaandhon ka patteren is waqt bantaa hai jab stock ki qeemat urooj par pahonch jati hai aur phir pehlay se oopar ki bunyaad par wapas gir jati hai. phir, qeemat pichli chouti se barh kar" sir" banti hai aur phir asal bunyaad par wapas aa jati hai. aakhir mein, stock ki qeemat dobarah neechay girnay se pehlay tashkeel ki pehli chouti ki satah par pahonch jati hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Head and Shoulder candlestick pattern

    INTRODUCTION OF HAED AND SHOULDERS CANDLESTICK PATTERN:-

    Dear friends forex market main "head and shoulder" patteren wo patteren hota hai jis main market pahly aik bari impulse wave deti hai jis main wo apna aik left shoulder bnati hai osky bad aik or bari impulse wave deny k bad market bearish main any k bad phir aik bari impulse wave k sath bullish main move kar jati hai pher kuch correction k sath market apna right shoulder form kerti hai jahan se hum market ko achi tarha se observe ker skty hain k market main head and shoulder ban rha hai jis ko hum follow kar k hum apni trade laga skty hain.

    FORMATION OF HAED AND SHOULDERS CANDLESTICK PATTERN:-

    Dear members Jab Bhi market Mein Head and Shoulder pattern create ho raha hoga to us mein market ki movement Hamesha Upper ki side ho rahi Hogi matlab hai ki market Hamesha bullish trend Mein Hogi. jab market Mein Head and Shoulder pattern ban raha hota hai to market aap words movement kar rahi hoti hai aur ek hi position per Jaati Hai Jisko Ham "left shoulder" ka naam de sakte hain agar aap Insan ki body ko iske sath compare karen to aapko Jyada aasani ke sath samajh mein Jayegi Jis Tarah Ek Insan ka left shoulder hota hai aur uske bad uska head hota hai aur FIR uska ka right shoulder hota hai is tarike se agar aap isko Dekhe to aap bahut aasani ke sath uski movement ko samajh sakte hain.Left shoulder ke bad Jab market up movement karti hai to vah head banane ke liye ek neckline banati hai iska matlab bhi Yahi hota hai ki market Upar ki taraf movement kar rahi hai.Dear jab market movement karte hue apni sabse highest position per jaati hai aur ek high level ko touch Karti Hai To usko Ham head ka naam Dete Hain Ki market Ne ab Apna "head" banaa Diya Hai.ab market Apna head Banakar Kuchh reversal movement karti hai aur uske bad phir Upar jati hai aur jo usne sabse pahla shoulder banaya tha use movement Tak Jaati Hai To usko ham "right shoulder" ka naam de sakte hain .

    TRADING TECHNIQUES:-

    Dear forex fellows yeh pattern sabse common hai isky sath "revrse" head and shoulder pattern ka bhi apko idea hona chehye. left shoulder and right shoulder is mein Kam Karne wale members ko yah baat pta honi chahie ke Forex trading mein uski bahut importance hoti hai. Forex trading mein right shoulder aur left shoulder basically Forex trading ke total Head and Shoulder pattern ke basis hote hain agar aap Forex trading mein kisi bhi trade ko execution karne ke liye aap dekhte hain to Forex mein in patterns ki bahut importance hoti hai. Forex trading mein working Karne wale member yeh baat jante Hain ke jitna zyada Forex trading mein work karte hain mehnat se kam karte hain to Forex trading main aap in basic patterns aur learning ko importance denge tu RSI indicator ki madad se Head and Shoulder pattern se aap best entry Le sakte hain trade ke liye Jo Forex trading mein bahut important hoti hai isliye hamesha kam karen to Forex trading mein best aur proper to the point word Karen aur Forex trading mein working Karne wale members ko yah baat bhi lazmi pata honi chahie ke Forex ek aisa pattern hy jis main aapke bhout sare pattern hote hain jismein Forex trading ko aasani se understand kar sakte hain aur Forex mein profit lene ke liye aap in patterns ki help ly ker trading kar sakte hain agar aap patterns ki madad se indicators ko use karenge to aap Forex trading mein achcha profit bhi lene mein kamyab ho sakte hain.thanks

    اب آن لائن

    Working...
    X