Money Management aur Risk Management kia hoti hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management aur Risk Management kia hoti hy
    Money Management in Forex Trading.Friends Money Management kay liye aap ko different types kay analysis karny padty hean is main aap ko take profit aur stop loss ka khaas khyal rakhna hota hea aur trade lety waqat lot size ka bhi khayal rakhna chahiye kyn kay money management kay liye aap ko apni trading main risk ka margin kam se kam rakhna hoga jis k liye ap small lot size k sath apni trading karen or apni trading main stop loss ka bhi use karen jis se ap apni trading main loss se bach skty hain.money management har trader key ley hi zarori hoti hay agar ham trading me money ko manage kar sakty hey to risk ko be reduce asani se kar sakty hey, traders ko proper money management ki training leni chaye esy bahot se traders hey jo key money management na karny ki waja se es business me fail ho jaty hey,


    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	3
Size:	22.5 کلوبائٹ
ID:	12581550
    Risk Management kia hy

    Financial market me humen bohut ziada risk ka samna karna parta hai aur hamen bohut ziada loss se bhi dochar hona ho sakta hai. Forex trading me market me to risk itna hi ziada hai k 90% tak traders apna sarmaya har dete hen, is ki waja ye hai k wo forex trading me bagher risk management k kaam karte hen. Forex trading me risk management ka sahi istemal hamen forex trading me kamyabbi deti hai, risk management se agar hamen faida na bhi mele to is ka nuqsan ya loss kam hi hota hai. Forex trading me hamari koshish honi chahie k hum 2% se ziada kabhi bhi risk na len aur kabhi bhi apni account ko bagher stop loss k open kaam karen.


    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	4
Size:	46.7 کلوبائٹ
ID:	12581551
    Risk Management ki Tafseeli Wazahat

    Financial market me risk management bohut zarori hai safe trading k leye, risk management is tarah se ki jati hai k hum apne trade me loss aur profits dono points ko made nazar rakhte hen. Jab bhi hum trade open karte hen to hamen profit k sath sath loss ko bhi zehen me rakhna chaheye. Agar hamare account me 100$ ka balance hai to hamen apne account pe sirf 2$ ka hi Trading karni chaheye, to is tarah se hamara risk 2% hi banta hai. Hamen jab bhi trade open karna ho to hum stop loss ko 2$ ya 3$ k loss k fasle pe set karna chaheye, is ka ye bhi point hai k hamen profit bhi 2$ ka ya 3$ ka melega lekin liss bhi is tarah se hi hoga.Lekin agar hum risk 10$ ka ya 20$ ka lete hen to is se hoga ye k humen loss ka bhi 10 ya 20$ ka hadsha hota hai aur profit ka bhi same, lekin loss hamen ziada hote hen is waja se traders ziada tar loss hi karte hen. Hamen loss k leye kabhi bhi zuada trading (over trading) nahi karni chaheye, is se hamen bohut nuqsan hota hai aur hamare risk management ka koi faida hamen hasil nahi hota hai. Risk management k leye stop loss ka istemal zarori hota hai, hamen market me apne trade ko open nahi rakhna chaheye, is se hamen market me loss mazeed ziada ho sakta hai.
    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	3
Size:	45.1 کلوبائٹ
ID:	12581552
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Management aur Risk Management kia hoti hy

    Forex trading mein wo hi tender kamyab hota hai jo kay trading techniques ko improperly follow karta hai aur har tarah se apne account ko safe rakhne ki koshish karta
    hai is maqsad kay liye money management aur risk management ka khyal rakhna bahut hi important hai Kyunki agar aap money management ko risk management ke sath apply bahin Karenge to aapko vote hi nuksan hone ka Khatra ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	1
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12441524

    Money Management in Forex Trading.

    Trading main money Management ko is tarha say manage karna chahye kay aap kay account main kita ballanc hea aur kitni lot size ki trade open karni chahye money management ke rules and regulations ko follow karte hain aur according to rule and regulation apni lot ki selection karte hain to us mein aapki trade aapke liye profitable aur aapke account ko completely secure banaa deti hai aur Agar aap money management ke rules ko ignore kar dete hain aur apni lot size Jyada select kar lete hain to ismein Aapka Jyada nuksan hone ka chance ho sakta hai aur agar aap ka account balance kam hai to Aapka account bahut jaldi wash bhi ho sakta hai friends aap ko trading main hamesha stop loss agar buy kai hai to Stop Loss support se niche 7 pips lagaya jata hai aur agar sell ki trade hai to tab resistance se takriban 7 pips oopar kar ke stop loss lagaya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	1
Size:	36.5 کلوبائٹ
ID:	12441523

    Risk Management in Trading.

    Trading Mein Mani management Ki Tarah risk management bhi aik bahut aihm factor hai aur with out risk management ke aap money management ko properly implement nahin kar sakte friends risk management kernay Kay liye sub say pehlay to traders ko sirf currency pairs may he trading kerni chahiye aor currency pairs may bi trading kertay waqt laaluch ki waja say zatada profit ka wait nai kertay rehna chahiye aur forex trading business may jo traders ic baat ka khayaal rakhtay hay kay apnay small balance ko small trades kay saath he zayada ker laytay to wo bohut kaamyab traders bi bunn jatay hay aur agar aapke pass low balance,

    Click image for larger version

Name:	images (20).jpeg
Views:	1
Size:	31.7 کلوبائٹ
ID:	12441525

    hai to usmein aapko chahie ki aap aapka lot size 0.01 Hona chahie aur aap Jab Bhi Koi trade open Karen acchi Tarah Se market ko read karte hue Karen aur Market mein news Kori karte hue open Karen aur Market ke friends ko Maloom karte hue Sabhi indicator ko use karte hue aap aik aisi trade open karen
    Jo k aap 200% se shuru hokar ya profit per hogi to kab aap 0.01 ki sirf aur sirf ek hi lot size open Karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Money Management aur Risk Management kia hoti hy


      Money and Risks management
      A0A BROTHERS
      Trading Mein Mani management Ki Tarah risk management bhi aik bahut aihm factor hai aur with out risk management ke aap money management ko properly implement nahin kar sakte friends risk management kernay Kay na chahye kay aap kay account main kita ballanc hea aur kitni lot size ki trade open karni chahye money management ke rules and regulations ko follow karte hain aur accortrading kartaagar aap money er stop loss k open kaam karen.karni chaheye, is se hamen bohut nuqsan hota hai aur hamare risk management ka koi faida hamen hasil nahi hota hai. Risk management k leye stop loss ka istemal zarori hota hai, hamen market me apne trade ko open nahi rakh ding to rule and regulation apni lot ki selection karte hain to us mein aapki trade aapke liye profitable aur aapke account ko completely secure banaa deti hai aur Agar aap money management ke rules ko ignore kar dete hain aur apni lot size Jyada select kar lete hain to ismein Aapka Jyada nuksan hone ka chance ho sakta hai aur agar aap ka account balance kam hai to Aapka account bahut jaldi wash bhi ho sakta hai friends aap ko trading main hamesha stop loss agar buy kai hai to Stop Loss support se niche 7 pips lagaya jata hliye sub say pehlay to traders ko sirf currency pairs may he trading kerni chahiye aor currency pairs may bi trading kertay waqt laaluch ki waja say zatada profit ka wait nai kertay rehna chahiye aur forex trading business may jo traders ic baat ka khayaal rakhtay hay kay apnay small balance ko small trades kay saath he zayada ker laytay to wo bohut kaamyab he


      Techniques used in this regard
      techniques ko improperly follow karta hai aur har tarah se apne account ko safe rakhne ki koshish karta hai is maqsad kay liye money management aur risk management ka khyal rakhna bahut hi important hai Kyunki ct kartay hay haumay zayada behter results hasal hotay hay.forex trading may jab traders money management nai kartay hay aur bagair experience Kay aur bagair knowledge Kay lot sizning Hasil kar Payenge Jab Ham market Mein Apni trade open Karen To Hamen Apne trade Mein storisk management ka sahi istemal hamen forex trading me kamyabbi deti hai, risk management se agar hamen faida na bhi mele to is ka nuqsan ya loss kam hi hota hai. Forex trading me hamari koshish honi p loss profit ko Jarur istemal karna chahie because stop loss take profit Hamari trading ki safety ke liye hota hai isliye Hamen inhen kabhi bhi apni trade Mein avoid nahin karna chahiee bara rakhtay hoye trade open kartay hay to Agar unko profit ho sakta hay to wesay hi bohat zayada nuksaan bhi ho sakta hay aur as a result appka account balance khatam honay ki waja say wash ho jata hay lehaza forex trading may traders ko hamesha souch samajh Kay money management kartay hoye trading karni chahiye.jab haum trading kartaagar aap money management ko risk management ke sath apply bahin Karenge to aapko vote hi nuksan hone ka Khatra ho sakta hai.

      Impression on Traders
      kin loss hamen ziada hote hen is waja se traders ziada tar loss hi karte hen. Hamen loss k leye kabhi bhi n, is ki waja ye hai k wo forex trading me bagher risk management k kaam karte hen. Forex trading me risk management ka sahi istemal hamen forex trading me kamyabbi deti hai, risk management se agar hamen faida na bhi mele to is ka nuqsan ya loss kam hi hota hai. Forex trading me hamari koshish honi chahie k hum 2% se ziada kabhi bhi risk na len aur kabhi bhi apni account ko baghavoid nahin karna chahiee bara rakhtay hoye trade open kartay hay to Agar unko profit ho sakta hay to wesay hi bohat zayada nuksaan bhi ho sakta hay aur as a result appka account balance khatam honay ki waja say wash ho jata hay lehaza forex trading may traders ko hamesha karte hain aur accortrading kartaagar aap money er stop loss k open kaam karen.karni chaheye, is se hamen bohut nuqsan hota hai aur hamare risk management ka koi faida hamen hasil nahi samajh Kay money management kartay hoye trading karni chahiye.jab haum trading kartaagar aap money er stop loss k open kaam karen.karni chaheye, is se hamen bohut nuqsan hota hai aur hamare risk management ka koi faida hamen hasil nahi hota hai. Risk management k leye stop loss ka istemal zarori he

      اب آن لائن

      Working...
      X