Tauski gap up side & Down side Detail,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tauski gap up side & Down side Detail,,
    Introduction,

    I hope all friends fine main umeed ktra hn k ap sab thik hn gy our apna kam samjhedari k sath complete ker rahy hn gy ,,

    What is tauski gap upside & Downside,,

    Upside tasuki gap candle stick pattern aik aisa pattern hey jo keh majodah uptrend ko jare rakhta hey uptrend ke tasuki gap candle stick ke tesaray number par jo candle stick bante hey pehle 2 candle stick kay darmeyan farq ko indicate karte hey trader zyada tar bullish price action ke taize kay ley upside tasuki gap kay sath mell kar dosray gap kay pattern ka estamal kartay hein Upside tasuki Gap candle stick pattern mein 3 bar candle stick bante hein jo keh majodah uptrend kay pattern ko indicate karta hey upside tasuki gap candle stick pattern ke tesare candle stick jozve tor par pehle do bar kay darmeyan farq ko close kar dayte hey trader zyada tar prices mein bullish kay amal ke tasdeq kay ley upside tasuki gap kay sath mel kar dosray gap pattern ka estamal kartay hein,,
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	30
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12581401

    Identification of tauski gap,,

    Tasuki upside candle ko identify krna buht easy hai Is candlestick ki pehchan yah hai keh is ki body minimum and shadow bilkul no hota. Market ki zero volatility ki waja say yah candle banti hai. Jo almost zero volatility show Kar rahi hoti hai, is ko aap hourly basis per find kr skhty Hain. tasuki upside candle Ko identify karna baht asan hota hai kyun Kay uski length hight wagera sab bht small Hoti Hy.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	5
Size:	41.2 کلوبائٹ
ID:	12581402

    Tauski gap down side ,,

    Downside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil hota hai, jo k bearish trend continuation k leye jana jata hai. Ye pattern qeematon k darmeyan me ya low price area me banta hai. Ye pattern dekhne me same " Bearish side by side black lines" jaisa hi hai, lekin faraq dono pattern ki last candle ka hota hai. Downside Tasuki gap me last candle opposite pattern ki yani bullish hoti hai, jab k "Bearish side by side black lines" me 3rd candle same bearish trend ki hi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	3
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12581403
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tauski gap up side &amp; Down side Detail,,

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Upside Tasuki Gap Pattern


    Upside Tasuki gap candlestick pattern continuation pattern ki aik qisam hai jiss teen candles shamil hoti hai. Pattern ki pehli do candles bullish hoti hai. Pattern ki pehli aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka baad aik dosri bullish candle uss se upside par gap main banti hai. Dosri bullish candle k baad aik bearish candle banti hai, jo ziadda tar small real body main hotti hai. Bearish candle dosre bullish candle k real body main open hoti hai aur pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai. Pattern ki teesri bearish candle k ziada mazboti na hone ki waja se pattern tasalsal ka trend ooper ki taraf dobara chal parta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (25)_94161849739797.png
Views:	6
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12441351

    Candles Formation


    Upside Tasuki gap candlestick pattern k teen candles main pehle do candles white ya green color k yanni bullish candles hoti hai, jab k last ya teesri candle black ya red color ki yanni bearish candle hoti hai. Candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (5)_94161887199693.jpeg
Views:	23
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12441352

    1. First Candle: Upside Tasuki gap candlestick pattern ki pehli candle bullish candle hoti hai, jo k white ya green color main banti hai, ye candle normal bearish size ki candle hoti hai, jo k bullish trend ko show kar rahi hoti hai.

    2. Second Candle: Upside Tasuki gap candlestick pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se gap main upside par banta hai. Dono candles k darmeyan ye gap wazih honna chaheye, yanni dono candles ki wick bhi gap ko cover nahi karna chaheye.

    3. Third Candle: Upside Tasuki gap candlestick pattern ki teesri candle aik black ya red color main yanni bearish candle hoti hai, jo k small size main banti hai. Teesri bearish candle dosri candle k real body main open aur gap main close hoti hai. Ye black candle bearish trend reversal pattern ki nakam koshash karti hai.

    Explanation

    Up Tasuki Gap Pattern pattern market k bullish pattern k mazboti ko brahati hai aur prices aur bhi higher level par jane ki koshash karti hai. Ye pattern ziada tar bullish trend ya haleya bearish ya sideways trend se bullish breakout k baad banta hai. Upside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil pattern hai jo k bullish trend continuation ka kaam karta hai. Upside Tasuki gap candlestick pattern ki pehli aur dosri candles bullish candles hoti hai, jin k darmeyan upside par aik wazih gap banta hai. Pattern ki teesri candle aik bearish candle hoti hai, jiss ka open bullish candle ki real body main hoti hai, jab k close pehli aur dosri candle k gap main hoti hai. Continuation patterns trend reversal pattern ki nisbat ziada payedar hen, jiss k kamyabi ka tanasub bhi ziada hai.

    Click image for larger version

Name:	images (24)_94161828373651.png
Views:	25
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12441350

    Trading

    Upside Tasuki gap candlestick pattern ka pattern pehli do candles main hi Gap down pattern ki tarah lagta hai, jab k teesri candle ki nakam koshash se pattern k higher side par jana ziada mazbot ishara deta hai. Pattern main pehle do candles k darmeyan nechay ki taraf ka gap banna bullish trend ki hi mazboti hoti hai, lekin ye pattern small bearish candle se thora riaki ho jata hai. Upside Tasuki gap candlestick pattern ki teesri candle ki closing point gap k darmeyan ya gap se pehle hona chaheye. Pattern ki bearish candle k baad confirmation k leye aik bearish candle ka hona zarori hai, ya kisi reliable indicator se bhi trend confirmation ki ja sakti hai. Confirmation bullish candle pat market main sell ki entry ki ja sakti hai, jab k Stop Loss k lower side par ya pehli candle k top par se aik ya do pips below hona chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (4)_94161868879381.jpeg
Views:	8
Size:	32.5 کلوبائٹ
ID:	12441349

    اب آن لائن

    Working...
    X