Dear friends, Force Index indicator aik aisa technical indicator hay jis kay zariay price moment ki strength ko jancha jata hay, is indicator ko Alexander Elder nay develop kia, ye aik aisa oscillator hota hay jo upward trend ki bullish force aur downward trend ki bearish force ko calculate karta hay,
Force Index indicator kay main features:
Force index indicator main yeh presume kia jata hay kay yeh higher time frames matlab daily say lay kar monthly tak effective hay jab kay short time frames yani H4 aur is say lower per iski effectivity nahi hoti, lihaza is hisab say hamain is main force index ki calculation kay liye number of periods ki selection bhi karna hoti hay, force index indicator main hamain market kay related three main cheezain pata honi chaian jin ma price change ki direction, price change ka magnitude aur trading volume hain
Formula and Calculation of force index indicator:
Force index ki calculation simple hoti hay, is main current period kay closing main say previous period kay closing ko subtract karnay kay baad isko volume say multiply kar daitay hain, iski effectivity kay liye exponential moving average kay sath formulate kartay hain, matlab last kuch periods ki exponential moving average lay kar, isko volume ka sath multiply kartay hain, jab aik candle ki closing price dusri candle say high ho to hum keh saktay hain kay is move ki back par force positive ya bullish hay aur agr current candle previous candle say below close hoti hay to iski moving force negative ya bearish ha, is main by default 13 period select hotay hain, jin ko ziada bhi kia ja sakta hay. Iska formula yeh hota hay,
Force Index = n period EMA x volume
Validation of Force Index indicator:
Force index indicator kay zariay trader few days kay liay trade hold karta hay to woh 13 say 20 period per calculation kar kay trade kar sakta hay, laikin agar koi trader trade ko long position and days kay liay hold karta hay to is kay liay isko 50 period say 100 ya longer period set karna hota hay, jab price zero say up ho to yeh uptrend jab kay below zero down trend ko show karti hay, agar price aur index main ziada gap ho to iska matlab hay kay trend change ho raha hay, is index ki effectivity higher time frames main ziada hoti hay kiun kay higher periods use karnay say hamain kam signals miltay hain jin main change itni jaldi nahi hoti, price main ziada change ziada force ko zahir karay gi, isi tarah ziada volume bhi ziada force ko show karay ga,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим