True Strength Index Indicator 《☆☆☆☆》The Ultimate Guide 2023

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    True Strength Index Indicator 《☆☆☆☆》The Ultimate Guide 2023
    True strength index ik technical oscillator hai jo kay trend ko pick karny ma help karta hai or kay sath sath ye participants no trend reversal find karny ma bi help karta hai. Es kay elawa ye indicar hamy market ki over sold or over bought state ko find karny ma bi help karta hai. So ham ye keh saktyn hain kay ye indicator hamy potential trend reversal kay sath sath trend ki strength ko bi indicate karta hai or ye information center line or trend line ki base par hasil ki jati hai. Ye trend kay weakness na signal bi market kay dvergence ki base par farham karta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230114-083141_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	147.0 کلوبائٹ
ID:	12581316

    Information based on The True Strength Index.

    TSI positive or negative range ma move karta hai or jb ye positive range ma hota hai to es ka matlab hota hai kay market ma bull ka control zayada hai or market ki uptrend ma move karti hai. But jb price negative range ma move karti hai to ye bearish kay control karny ko show karta hai or es time par market bearish move ma apni movement ko show karti hai. Jb ye indicator divergence ko show karta hai to hamy es sy ye information melti hai kay trend weak ho chuka hai or market kisi time bi trend ko change kar sakti hai. Signal line es indicator ma bhot important role play karti hai jb TSI line signal line ko above sy cross karti hai to ye buy ki trade ko open karny ki information provide karta hai. Jb tsi line signal line ko below sy cross karti hai to ye sell ki trade ko open karny ma help farham karta hai. Es kay sath sath ye indicator hamy over sold state or over bought state ki bi information provide karta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230114-084954_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	189.2 کلوبائٹ
ID:	12581317

    Trading Strategy and Information given by True Strength Index.

    True strength index hamy different information provide karny ma help karta hai. Ye jaha par trend ki strength ki information deta hai waha par ye trend ki weakness ko bi indicate karta hai. Es kay sath sath ye hamy over bought or over sold state ko bi find karny ma madad farham karta hai. Ye center line ki help sy trend ki direction ko find karny ma help karta hai. Es kay elawa ye short term trend reversal ko bi depict karny ma madad karta hai. Ye indicator jesa kay pehle discuss ho chuka hai hamy market ki over bought or over sold state ko find karny ma help karta hai. Over bought state ma hamy sell ki trade ko open karna chahe or over sold state ma hamy buy ki trade ko open karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230114-085025_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	177.5 کلوبائٹ
ID:	12581318Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230114-085010_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	161.8 کلوبائٹ
ID:	12581319

    The Recommendations on the topic.

    Trading ma kisi bi indicator ko ya pattern ko alone use ni karna chahe. Alone kio bi indicator or pattern trade kay laye reliable ni samja jata. Es indicator or pattern kay sath sath other trading tools or filters ko use kiya jata hai. En filters ma zayada popular market ki support or resistance kay sath sath volume or volatility indicators ko bi use karna chahe. Ye sb agr combination ma use kaye jayn to trade ki accuracy ko increase kiya ja sakta hai. Agr ham en ko conjuction kay sath use ni karyn gy to hamy loss etna ho ga kay account he wash ho jaye ga. Participants jo small lot sy trade karty hain wo small profit ko gain karny ma kamyab ho jaty hain but jo big lot ko big profit kay laye use karty hain unko kahe bar etna loss hota hai kay account he wash ho jata hai. Account wash ho jaye to ham phr trade ko carry ni kar paty. Small profit big loss sy hamesa behtar samja jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: True Strength Index Indicator 《☆☆☆☆》The Ultimate Guide 2023

    Assalamu alaikum I hope aap theek honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge aapko pata hai ki Forex ek hamare liye bahut hi achcha business hai jismein Ham online work Karke free mein earning hasil kar sakte hain is business ko Ham jitna jyada time denge jitna jyada Ham ismein study karenge utani hi jaldi hamen kamyabi bhi milegi Jo log ismein achcha kam karte hain vahi ismein kamyabi ho sakte hain aur jo log isko time nahin dete without knowledge ke is mein kam karte hain vah kamyab bhi nahin ho sakte kamyabi ke liye aapko ismein jyada se jyada mehnat Karni Hoti hai demo account mein kam karna hota hai demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai jismein Ham free mein practis kar sakte hain aur trading ke bare mein knowledge Le sakte hein .

    True strength indicator

    Aapko pata hai ki market mein use hone wale different tool hote Hain jinko Ham follow karke market mein kamyab hote hain ismein indicator ko hamen follow karna hota hai market mein bahut jyada indicator ka use hota hai indicator ki baat karen to isko Ham agar sahi tarah follow Karen to hamen market ki next move ke bare mein samajh lag sakti hai Ture strength indicator ki baat karen to yah ek bahut hi achcha indicator hai ismein do kism ki move hoti hai ismein negative position mein bhi munh ho sakti hai aur positive position mein bhi munh ho sakti hai agar ismein positive position mein move ho rahi hai to market mein bullish hoti hai aur Market ek range ke mutabik move karta hai aur agar is mn negative move hoti hai Ham market ko jitna jyada time denge utani hi hamen kamyabi bhi milegi.

    Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	1
Size:	36.2 کلوبائٹ
ID:	12441283

    Trading Explanation

    Market ko hamen jyada se jyada time Dena hota hai ismein hamen extra Kam Nahin Karna hota hai to hamen bahut hi aasani se kamyabi Mil jaati hai Jo log ismein Sahi kam karte hain market ko achcha time dete Hain vahi kamyabi ho sakte hain aapko pata hai ki Forex hamare liye ek behtarin online business hai jisko Ham proper study Karke kam karenge to hamen ismein kamyabi milegi aur ham bahut hi aasani se market mein kamyabi ho sakte hain daily hamen is mein technically work karna hota hai analysis ko ignore nahin karna hota hai kyunki ismein analysis ko Ham follow karke bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain kamyabi ke liye aapko market mein mehnat Karni Hoti hai jyada se jyada market ko time Dena hota hai to fir hi aap kamyabi ho sakte

    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	2
Size:	47.9 کلوبائٹ
ID:	12441284
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: True Strength Index Indicator 《☆☆☆☆》The Ultimate Guide 2023



      knowledge of True strength indicator
      is ke bare me hmme general knowledge hona chahiyae hota hai ismein hamen extra Kam Nahin Karna hota hai to hamen bahut hi aasani se kamyabi Mil jaati hai Jo log ismein Sahi kam karte hain market ko achcha time dete Hain vahi kamyabi ho sakte hain aapko pata hai ki Forex hamare liye ek behtarin online business hai jisko Ham proper study Karke kam karenge too Ham follow karke market mein kamyab hote hain ismein indicator ko hamen follow karna hota hai market mein bahut jyada indicator ka use hota hai indicator ki baat karen to isko Ham agar sahi tarah follow Karen to hamen market ki next move ke bare mein samajh lag sakti hai Ture strength indicator ki baat karen to yah ek bahut hi achcha indicator hai ismein do kism ki move hoti hai ismein negative position mein bhi munh ho sakti hai aur positive position mein bhi munh ho sakti hai agar ismein positive position mein move ho rahi hai to market mein bullish hoti hai aur Market ek range ke mutabik move karta hai aur agar is mn negative move hoti hai Ham market ko jitna jyada time denge utani hi ham hamen ismein kamyabi milegi aur ham bahut hi aasani se market mein kamyabi ho sakte hain daily hamen is mein technically work karna hota hai analysis ko ignore nahin karna hota hai kyunki ismein analysis ko Ham follow karke bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain kamyabi ke liye aapko market mein mehnat Karni Hoti hai jyada se jyada market ko time Dena hota hai to fir hi aap kam he
      Helpful for tradersain is business ko Ham jitna jyada time denge jitna jyada Ham ismein study karenge utani hi jaldi hamen kamyabi bhi milegi Jo log ismein achcha kam karte hain vahi ismein kamyabi ho sakte hain aur jo log isko time nahin detee use ni karna chahe. Alone kio bi indicator or pattern trade kay laye reliable ni samja jata. weak ho chuka hai or market kisi time bi trend ko change kar sakti hai. Signal line es indicator ma bhot important role play karti hai jb TSI line signal line ko above sy cross karti hai to ye buy ki trade ko open karny ki information provide karta hai. Jb tsi line signal line ko below sy cross karti hai to Es indicator or pattern kay sath sath other trading tools or filters ko use kiya jata hai. En filters ma zayada popular market ki support or resistance kay sath sath volume or volatility indicators ko bi use karna chahe. Ye sb agr combination ma use kaye jayn to trade ki accuracy ko increase kiya ja sakta hai. Agr ham en ko conjuction kay sath use ni karyn gy to hamy loss etna ho ga kay account he wash ho jaye ga. Participants jo small lot sy trade karty hain wo small profit ko gain karny ma kamyab ho jaty hain but jo big lot ko big profit kay laye use karty hain unko kahe bar etna loss hota hai kay account he wash ho ja without knowledge ke is mein kam karte hain vah kamyab bhi nahin ho sakte kamyabi ke liye aapko ismein jyada se jyada mehnat Karni Hoti hai demo account mein kam karna hota hai demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai jismein Ham free mein practis kar sakte hain aur trading ke bare mein knowledge Le sakte hein .How to understand it in market?Alone kio bi indicator or pattern trade kay laye reliable ni samja jata. Es indicator or pattern kay sath sath other trading tools or filters ko use kiya jata hai. En filters ma zayada popular market ki support or resistance kay sath sathEn filters ma zayada popular market ki support or resistance kay sath sath volume or volatility indicators ko bi use karna chahe. Ye sb agr combination ma use kaye jayn to trade ki accuracy ko increase kiya ja sakta hai. Agr ham en ko conjuction kay sath use ni karyn gy to hamy loss etna ho ga kay account he wash ho jaye ga. Participants jo small lot sy trade karty hain wo small profit ko gain karny ma kamyab ho jaty hain but jo big lot ko big profit kay laye use karty hain volume or volatility indicators ko bi use karna chahe. Ye sb agr combination ma use kaye jayn toposition mein bhi munh ho sakti hai agar ismein positive position mein move ho rahi hai to market mein bullish hoti hai aur Market ek range ke mutabik move karta hai aur agar is mn negative move hoti hai Ham market ko jitna jyada time denge utani hi ham hamen ismein kamyabi milegi aur ham bahut hi aasani se market mein kamyabi ho sakte hain daily hamen is mein technically work karna hota hai analysis ko ignore nahin karna hota hai kyunki ismein analysis ko Ham trade ki accuracy ko increase kiya ja sakta hai. Agr ham en ko conjuction kay sath use nhamy es sy ye information melti hai kay trend weak ho chuka hai or market kisi time bi trend ko change kar sakti hai. Signal line es indicator ma bhot important role play karti hai jb TSI line signal line ko above sy cross karti hai to ye buy ki trade ko open karny ki information provide karta hai. Jb tsi line signal line ko below sy cross karti hai to ye sell ki trade karyn gy to hamy loss etna ho ga kay account he wash ho jaye ga. Participants jo small lot sy trade karty hain wo small profit ko gain karny ma kamyab ho jaty hain but jo big lot ko big profit kay laye use karty hain unko kahe bar etna loss hota hai kay account he wash ho
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        True Strength Index Indicator: The Ultimate Guide 2023

        1. Taaruf


        True Strength Index (TSI) ek technical analysis ka indicator hai jo kisi asset ki momentum aur strength ko measure karne ke liye istemal hota hai. Iska asal maqsad price movements ki strength ko samajhna aur trends ko pehchanna hai.
        2. TSI ka History


        TSI ka tainaam sab se pehle J. Welles Wilder ne 1978 mein kiya tha. Isay unhon ne trading mein price ki movements aur volatility ko analyze karne ke liye develop kiya. Aaj kal yeh indicator trading community mein kaafi mashhoor hai.
        3. TSI ka Calculation


        TSI ko calculate karne ke liye do basic components ka istemal hota hai: price changes aur smoothed averages. Pehle, price changes ko calculate kiya jata hai aur phir unhein smoothing techniques se guzara jata hai, jise typically exponential moving average (EMA) ke zariye kiya jata hai.
        4. TSI ka Formula


        TSI ka formula kuch is tarah hai:

        TSI=100×EMAshort(Price Changes)EMAlong(Price Changes)TSI = 100 \times \frac{EMA_{short}(Price\ Changes)}{EMA_{long}(Price\ Changes)}TSI=100×EMAlong​(Price Changes)EMAshort​(Price Changes)​

        Yahan par EMA short-term aur long-term periods ke liye hota hai. Is formula se aapko ek percentage value milti hai jo market ki strength dikhati hai.
        5. TSI ka Interpretation


        TSI ka interpretation samajhna kaafi zaroori hai. Agar TSI positive hai, to yeh bullish trend ka indication hai, jab ke negative value bearish trend ko darshati hai. Jab TSI zero ke aas paas hota hai, to yeh market ki consolidation ya range-bound movement ko darshata hai.
        6. TSI ke Signals


        TSI se kuch specific signals milte hain. Jab TSI line zero se upar jati hai, to yeh buying signal hota hai, jab ke jab yeh line zero se neeche jati hai, to selling signal samjha jata hai. Is tarah se traders apne trading decisions ko behtar bana sakte hain.
        7. TSI ka Use Kahan Hoti Hai


        TSI ko aksar stocks, forex, aur commodities markets mein istemal kiya jata hai. Yeh indicator short-term aur long-term trading dono mein madadgar hota hai. Isay kisi bhi asset ke liye use kiya ja sakta hai.
        8. TSI vs. Dusre Indicators


        TSI ko compare karne par, yeh kuch dusre indicators se kaafi behtar samjha jata hai, jaise RSI (Relative Strength Index) ya MACD (Moving Average Convergence Divergence). TSI price changes aur momentum ko ek saath darshata hai, is liye yeh kaafi useful hota hai.
        9. TSI ka Risk Management


        Trading mein risk management bohot zaroori hai. TSI ko istemal karte waqt, traders ko stop-loss orders ka istemal karna chahiye. Isay yeh ensure hota hai ke agar market unke against chala jaye, to unki losses control mein rahen.
        10. TSI ki Limitations


        Har indicator ki tarah, TSI ki bhi kuch limitations hain. Yeh kabhi kabhi false signals de sakta hai, khaas tor par volatile markets mein. Is liye, isay kisi aur analysis tool ke saath combine karke istemal karna behtar hota hai.
        11. TSI ka Backtesting


        Backtesting ek ahem process hai jisse traders apne strategies ko test karte hain. TSI ke sath backtesting karne se traders ko yeh samajh aata hai ke yeh indicator unke past trades ke liye kitna effective raha. Is process se unhein future trading decisions mein madad milti hai.
        12. TSI ka Customization


        Traders TSI ko customize kar sakte hain apni trading style ke mutabiq. Short aur long periods ko change karna isay aapke specific requirements ke liye aur bhi effective bana sakta hai. Yeh flexibility TSI ko ek desirable tool banati hai.
        13. TSI ke Saath Other Tools ka Istemal


        TSI ko combine karna aur indicators ke saath istemal karna trading ko behtar bana sakta hai. Jaise ke moving averages, volume analysis, aur price action strategies. Is combination se traders ko zyada accurate signals milte hain.
        14. Niyat Aur Aakhri Baat


        TSI ek powerful tool hai jo trading mein madadgar sabit ho sakta hai agar isay theek se istemal kiya jaye. Iski samajh aur interpretation aapki trading strategy ko bohot enhance kar sakti hai. TSI ko apni trading toolkit mein shamil karna na bhoolen, lekin hamesha yaad rakhein ke risk management bhi utni hi zaroori hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X