Confirmation of bullish trend reversal with "Evening Doji Star candlestick pattern".
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confirmation of bullish trend reversal with "Evening Doji Star candlestick pattern".
    Dear friends, forex main traders ki guidance kay liay boht saray indicators, tools aur patterns available hotay hain, jo unhain market ki moment kay baray main guide kartay hain, inki help say traders market kay up ya down momet ko predict kar saktay hain, in useful patterns main say aik "Evening doji star candlestick pattern" bhi hota hay, jis ki details yeh hain,

    Details and appearence of Evening doji star candlestick pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230114_0729_42_2791.jpg
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12581295

    Evening doji star aik bullish trend reversal pattern hota hay, jo uptrend kay end main appear hota hay, is main three candles hoti hain, first candle hamesha bullish bullish hoti hay jab kay second candle doji aur third candle bearish banti hay, yeh pattern morning star pattern kay opposite hota hay jo down trend kay end main create hota hay aur yeh upward reversal ko show karta hay, yeh pattern traders ko uptrend kay end honay aur downtrend kay start honay ki indication daita hay, Traders ko trade confirmation kay liay pattern kay baad next bannay wali candle say confirmation kay baad market main enter hona chaiay,

    Confirming validity of Evening Doji Star candlestick pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230114_0729_42_1550.jpg
Views:	1
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12581296

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230114_0729_42_4253.jpg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12581297

    Evening doji star pattern ki confirmation kay liay traders ko yeh daikhna chaiay kay pattern main appear honay wali candlesticks ki real body long ho jo market main buyers aur sellers kay momentum ko zahir karti hain, pattern main appear honay wali second candle jo doji hoti hay wo pehli candle ki closing price say above open honi chaiay, normaly high time frames main is candle kay bannay ki waja say gap up kay chances thoray hotay hain, pattern main appear honay wali doji ko open aur close prices all cases ki tarah same hi hoti hain, traders ko yeh bhi daikhna chaiay kay pattern ki third bearish candle first candle kay half say below close hoti hay, is pattern ki proper confirmation kay liay last wali condition mandatory hoti ha, jab prices bullish candle kay low say down close hoti hain to strong sell signal hasil hota hay,


    Trade indications by evening doji star candle:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230114_0729_42_3572.jpg
Views:	1
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12581298

    Evening doji star pattern uptrend kay top par banta hay, jis ki waja say traders ko is say short term bearish reversal ki information hasil hoti hay, pattern kay complete honay kay baad bhi traders ko market main entry kay liay jaldbazi nhi karni chaiay balkay aik period wait kay baad jab price moment first candle say below aa jay to tab trade open karain, yeh pattern market main kafi frequent nazar ata hay aur traders ko achay entry aur exit points provide karta hay,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Evening Doji-Star Candlestick Pattern
    Evening doji-star candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k intehaye higher position ya bullish trend k baad bantta hai. Ye pattern aik unique qissam ka pattern hai, jo bohut kam hi prices main nazar atta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hotta hai. Jiss main pehlee candle aik strong bullish trend ki alammat hotti hai, aur dosree candle aik doji candle (umoman star doji candle hotti hai, lekin zarori nahi hai) hotti hai, jo k bullish candle se gap main open aur close hotti hai. Last candle aik bearish candle hotti hai, jo k doji star candle se below gap main open aur close taqreeban pehlee candle k midpoint se ziada ya bullish candle k open price k barabar hotti hai.
    Candles Formation
    Evening doji-star candlestick pattern eik bearish trend reversal pattern hai, aur high prices area main bhi bannta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli bullish candle, dosri doji candle aur teesri aik bearish candle hotti hai, aur ye candles darrjazel format main honi chaheye ;
    1. First Candle Bearish Evening doji-star candlestick pattern main pehlee candle aik strong aur long real bidy wali white ya green yanni bullish candle hotti hai, jo k market k bullish trend ki mazzboti ki tarraf ishara kartti hai.
    2. Second Candle: Evening doji-star candlestick pattern main dosree candle aik doji candle bannti hai, jo umoman ya ziddar tar star doji candle hotti hai. Iss candle ki opening aur closing price same hi hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main open aur close hotti hai.
    3. Third Candle: Evening doji-star candlestick pattern ki teesri candle aik strong aur long real body wali bearish candle hotti hai, jo k dosree candle se gap main below open hotti hai, jab k close bullish candle k body ya bottom par hotti hai.
    Explaination
    Evening doji-star candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main bulkul bearish abandoned baby candlestick pattern ki tarah hotta hai, lekin doji candle ki dosre candles se gap k difference ki waja se ye pattern "Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se bohut mukhtalif ban jatta hai. Ye pattern prices k uptrend ya high price area main bannta hai, jahan se ye trend reversal ka kaam kartta hia. Evening doji-star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik trend reversal pattern hai, jiss main pehlee candle color main white ya green yanni bullish trend wali candle hotti hai, ye candle long real body main banne ki waja se bullish trend ki mazbotti ki alammat hotti hai. Dosre din ki candle aik doji candle hotti hai, jo k prices ko temporary pause kar detti hai aur iss candle ka opening aur closing price same hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main ooper ki tarraf bantti hai. Pattern ki teesri candle aik strong bearish candle hotti hai, jo k dosree candle se gap main open hotti hai aur close bullish candle main ya uss se nechay ja k hotti hai. Ye candle prices k bearish trend reversal ka sabab banti hai.
    Trading
    Evening doji-star candlestick pattern par trading karnne k leye market aap ko sell ki entry karnni paregi, lekin pattern par bagher trend confirmation k trade laggana bohut ziadda riski hai. Ye pattern banntta to bullish trend main hai lekin ye zarrori nahi k prices lazzmi bearish reversal honggi. Pattern par trade se pehle dosre technical indicators se market ki trend confirmation karlen, aggar market ki confirmation price action jaise pattern k baad aggli candle bhi bearish bannti hai to ye trend confirmation ho jatti hai. Confirmation candle k baad market main sell ki entry karen aur Stop Loss k leye market ka sab se upper position, jo k umoman doji candle ka high position banega se two pips above par set karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduce of Evening Doji-Star Candlestick Pattern Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ EVENING Doji-star candlestick pattern aik bearish trend reversal PATTERN hai, jo k prices k intehaye higher position ya bullish trend k baad bantta hai. Ye pattern aik unique qissam ka pattern hai, jo bohut kam hi prices main nazar atta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hotta hai. Jiss main pehlee candle aik strong bullish trend ki alammat hotti hai, aur dosree candle aik doji candle (umoman star doji candle hotti hai, lekin zarori nahi hai) hotti hai, jo k bullish candles se gap main open aur close hotti hai. Last candle aik bearish candle hotti hai, jo k doji star candle se below gap main open aur close taqreeban pehlee candles ka Sath Trade le kr following ho gy The Explanation of Evening doji-star Candlesticks chart's Pattern Dear jab bh EVENING doji-star candlestick pattern eik bearish trend reversal PATTERN hai, aur high prices area main bhi bannta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli bullish candles, dosri doji candle aur teesri aik bearish candles ho gy aor Ess Mein First Candles Bearish Evening doji-star candlestick PATTERN main pehlee candle aik strong aur long real bidy wali white ya green yanni bullish candles ho gy Tu Trad ho gyEss EVENING doji-star candlestick pattern aik strong bearish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main bulkul bearish abandoned baby candlestick pattern ki tarah hotta hai, lekin doji candle ki dosre candles se gap k difference ki waja se ye pattern "BEARISH Abandoned Baby Candlestick Pattern" se bohut mukhtalif ban jatta hai. Ye pattern prices k uptrend ya high price area main bannta hai, jahan se ye trend reversal ka Sath hi Trad Len gy Trading Stradgy Dear jab bh EVENING doji-star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik trend reversal pattern hai, jiss main pehlee candle color main white ya green yanni bullish trend wali candles hotti hai, ye candle long real body main banne ki waja se bullish trend ki mazbotti ki alammat hotti hai. Dosre din ki candle aik doji candle hotti hai, jo k prices ko temporary pause kar detti hai aur iss candle ka opening aur closing price same hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main ooper ki tarraf bantti hai. Pattern ki teesri candles aik strong bearish candle hotti hai, jo k dosree candle se gap main open hotti hai aur close bullish candles main ya uss se nechay ja k hotti hai. EVENING doji-star candlestick pattern par trading karnne k leye market aap ko sell ki entry karnni paregi, lekin PATTERN par bagher trend confirmation k trade laggana bohut ziadda riski hai. Ye pattern banntta to bullish trend main hai lekin ye zarrori nahi k prices lazzmi bearish reversal honggi. Pattern par trade se pehle dosre technical indicators se market ki trend confirmation karlen, aggar market ki confirmation price action jaise pattern k baad aggli candle bhi bearish bannti hai to ye trend confirmation ho jatti hai. Confirmation candle k baad market main sell ki entry say hi Stop loss say Trad karein gy

      اب آن لائن

      Working...
      X