Aslam o alaikum. Dear members umeed karta hun k ap sab kheriat sey houn gey and forex par achi learning hasil kar rahy houn gey. Dear forex members aj mein ap sab k sath aik boht important topic discuss karun ga jis ki knowledge ap sab k pas zaror honi chaiye. Yeh aik boht he powerful pattern hai aur boht sey expert traders is pattern ko use karty hein.
* What is Bearish Stalled Candlestick Pattern?
Dear members bearish stalled candlestick pattern prices k top mein buying k baad market mein bearish trend reversal ka signal deta hai. Yeh three bullish candles par mushtamil hota hai.
Yeh pattern bullish candle k bawajud bullish trend confirmation k muqably mein prices ko downtrend ka signal deti hai. Yeh bearish trend reversal signal wala pattern hai aur aik uptrend k baad yeh pattern amal mein ata hai. Is pattern ki confirmation karna bht zada zaruri hai.
* Explanation of Stalled Candlestick Pattern :
Dear members yeh chart pattern three bullish candles ka majmua hai aur is k liye market ja top area hona zaruri hai. Yeh prices k liye bearish trend reversal ka kam karti hai aur yeh pattern dekhny mein three white soldier jesa lagta hai. Yeh bullish candle hony k sath higher high par close hota hai aur is pattern ki first candle aik long real body wali Marubozu candle hoti hai. Is pattern ki last candle bhi Marubozu candle hoti hai liken yeh size mein boht zada small hoti hai.
* Yeh pattern market k chart mein jab bhi bany ga tou us time market mein uptrend chal raha hoga aur market mein bullish trend ka strong control hoga.
* Is pattern ki second candle bullish pressure ki waja sy bany gi aur is mein market high ki taraf jaye gi.
* Yeh aik small candle hoti hai jis ki body small hoti hai aur yeh white colour ki hoti hai. Yeh spinning top ki aik doji candle bhi ho sakti hai. Is ki first and 2nd candle aik long real body wali white candle hoti hai.
* Conclusion :
Yeh aik bearish trend pattern hai jo prices k above bullish trend k baad banta hai. Yeh pattern three bullish candles par mushtamil hota hai. Is pattern mein shamil teeno candles white colour wali honi chaiye. Mostly expert traders is pattern ko lazmi working karty hein aur is pattern ki final confirmation k baad he market mein entry lety hein. Yeh aik boht he useful pattern hai jis ko samjhna boht easy hai. Yeh pattern hamen chart k andar easily samjh mein ajata hai. Kyun k yeh aik bearish reversal pattern ki shape mein hota hai. Mein umeed karta hun k ap sab ko aj ka topic easily samjh aya hoga and mein umeed karta hun k ap is par zaroor working karen gey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим