Forex trading mein spread aur broker ka bahut hi gehra rishta hai Kyun kay trading karte hue aap ko bhi broker select karte hain wo lazmi aap say apna commission receive karta hea aur his ko spread kaha jata hea is liye jub aap different brokers ki selection karte hain to different brokers ka different currency pairs aur different commodities per commission bhi different hota hai.
What is Spread in Trading.
Spread kya hota hai traders ko Is ke bare mein ilm hona bahut important hai Kyun kay jab tak aap ko kisi bhi commodity ya currency pair kay spread ke bare mein ilm nahin ho ga tub tab aap ko acha trading pair nahin mil sakta Spread dar asal kisi currency pair k wo buy aur sell k darmeyan wo difference hai jo trade enter karne bad hamare account ko jo thora sa loss shoro ho jata hai. Aur ye loss ya spreads broker ki wo commission hota hai jo wo hamen forex trading me saholeyat dene pe hum se hasil karta hai aur friends spread ko hum buyers aur sellers ki prices k difference ko kahain gay bid price demand ko zaahir karti hain aur ask price supply ko
show karti hain, spread aik kisam ki cost ya commission fee hoti ha jo broker na hasil karni hoti ha, forex ma different pairs k spreads b different hotay hain.
What is Spread Size.
Spread size se murad woh commission ya broker ke woh katauti hai jo trading start karte hue jo woh according to value off trading pair receive karta hai is liye jitna valuable trading pair hoga utna hi uska spread size bhi zyada hoga for example agar gold ka spread size 10 hai to uske mukabale mein silver ka spread Size one ho ga.