Dear friends, forex trading main spread bid aur ask price kay difference ko kaha jata hay, normaly bid hum us price ko kehtay hain jis par base currency ko sell kia jata hay aur ask us price ko kehtay hain jis par base currency ko buy kia jay, spread hum broker kay commission ko bhi kehtay hain,
basicaly spread ki two types hoti hain
1. Fixed Spread
2. Variable Spread
Details of fixed spreads:
Spread ki yeh type fixed hi rehti hay chahay market ki koi bhi condition ho is main changing nhi hoti, broker jo bhi fixing kar daita hay us main increase ya decrease nhi hoti, fixed spread main har cheez clear hoti hay yani apko pata hota hay kay trade main kitna spread pay karna hoga, is spread ko use karnay say trading ki cost bhi reduce ho jati hay, in say hamain koi surprise ya confusion nhi hoti aur hum low price par trade kar saktay hain, fixed spread short term trading strategies kay liay kafi effective hota hay kiun kay is main traders aik say ziada trades open kar saktay hain jin kay fixed spreads unhain small potential gains say faida da saktay hain,
Details of variable spreads:
variable spread normaly fixed spreads ki tarah same nhi rehta, yeh non dealing desk brokers offer kartay hain aur constantly change hotay rehtay hain, yeh market ki conditions aur news wagera par depend karta han, spread ki yeh type market ki volatility main traders ko kafi confuse kar sakti hay, is liay wide variable spreads say dur rehna chaiay, short term trading main aisay trader kamiab nahi ho saktay kiun kay spread market ki moment kay hisab say continuously change ho raha hota hay jis say small capital walay trader ko boht limited trading karna parti hay ya phir long term trading main jana parta hay jis say un ko loss kay chances boht ziada ho jatay hain
Conclusions:
Trader ko hamesha us broker ko select karna chaiay jo trusted hon laikin sath main us par trade karnay kay liay spread bhi thora pay karna paray, Jo trader bina sochay samjhay broker ko choose kartay hain to unko jab big spread pay karna parta hay to tab unko trade main koi benefit ni hota aur un kay profit ka maximum part spread main chala jata hay,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим