Risk management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management
    Risk management


    Assalam o Alikum Dears Forex Members Umeed hai ap sab loog khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni training life ko trading ko seekhne ya apne experience ko increase karne par zaiya tar tawajah dete hen, wahan par traders aik aham aur zarori juzz yani risk management ko nazar andaz kar dete hen. Forex trading me taqreeban ziada tar traders ya khas kar new traders hamesha market me apni tawajah technical analysis for kids hai, ya wo aise technical tools ya technical indicators ki talash me hot hen, jis se wo apni har aik trade ko lazmi kamyab banaye, halankeh haqeeqatan aisa mumkin nahi hota hai, aur traders ziyaa munafay k chakat me apne pas maojood sarmaye ko bhi zaya kar jate hen.Jab traders aise risk lena shoro kar dete hen, jo us k account me maojood sarmaye k mutabiq na ho, loss ki sorat me koi khas mansoba bandi ya technique nahi ki ho, traders kabhi loss ki haqeeqat ko qabool hi nahi karta ho, ya trading I bare risk to nuqsan se na ashna ho, to forex trading market me kamyabi ka zatya kabhi nahi bante.Forex trading market me tamam traders kamyab nahi ho sakte, bohut sare loss me bhi hot hen. Hamesha aik trader ko market me entry katne se pehle kamyabi aur nakami dono ko apne zehen me rakhna zarori hai. Agar merchants ko kamyabi aur nakami dono qabool nahi hai to wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hen. Aik kamyab trader k leye loss ko har sorat qabool hona chaheye, bulke kaye maqon par to musalsal loss bhi ho sakti hai, jab trading market hamare khilaf ho.Forex trading ko kamyab banane k leye je ko teen hison me taqseem kia ja sakta hai, sarmaye ka tahafuz aur taraqi, stop loss ki tarteeb aur muanafay k ahdaaf
    Sarmaye as Tahafuz or Taraqi

    Forex trading market me traders apne samaye ko us waqat mehfoz bana sakta hai, jab bhi wo ziyata munafay ya chand hafton me ameer banne ki koshash nahi karega. Aksar awqat merchant kisi media channels, signal providers gher mayari, kuch tijarati taleemi compneya k lalach me a jate hen, q k wo kehte hen k hum thore se sarmaye ko bohut jald lakhon me tabdeel karwa sakte hen, jo k asal se haqyakeqat hok hen. Traders jab haqeeqat ki bajaye lalach me parh jate hen to apne account ko proper money management ya risk k mutabiq istemal nahi katrte, to us ko aksar loss ka samna ho sakta hai. Trading ki behtareen hikmate amli k leye zarori hai k traders apne samaye ko (khas kar chote (small) account holder) ko ahista ahista taraqi de, yani mamoli margin se apne account me izafa karen. Jab bhi traders gher haqeeqi dawon me nahi paregy, aur proper market k hisab se chalengay for us waqat traders is riski business me kamyab ho sakte hen.Hamari awaleen tarjeeh hamare tijarati sarmaye ka tahafuz hai. Trading k leye sarmaye k bagher, hum kisi bhi trading sargarmi me hisa nahi le sakte hen. Agar aik trader apne account ka istemal behtareen hikmate amli se card hai aur trading position ko account k mutabiq rakhta hai to loss hone se bhi us ka account itna ziata mutasir nahi hota hai k jitna aik dosra trader bagher risk management k trading me loss uthata hai

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management

    Risk management is the process of identifying, assessing and controlling threats to an organization's capital and earnings. These risks stem from a variety of sources including financial uncertainties, legal liabilities, technology issues, strategic management errors, accidents and natural disasters.
    A successful risk management program helps an organization consider the full range of risks it faces. Risk management also examines the relationship between risks and the cascading impact they could have on an organization's strategic goals.

    اب آن لائن

    Working...
    X