Friends parabolic Dark aik aisa indicator hai jo RSI , moving averages aur Fibnoccai retracement indicator kay sath mila ker istemaal Kia jaaye to trading main bahot achay aur profitable results hasil kiye ja sakty hean friends basically parabolic sar indicator dots kee shakal mein hoty hai es me hr 4th dot pr market me up ya down lazman hota hai aur is sy ye b pta chalta hai kh market dobara oper ya neechay jay ge.
Parabolic Sar indicator, Explanation.
Friends jaisa kay pehly bhi zikar kia gay yea kay Parabolic Sar indicator ko other indicators kay sath mila ker use karny say trading ko profitable bnaya ja sakta hea aur is ki waja say haum market ki movement ko monitor kartay rehtay hay aur phir uss Kay mutabiq apni trade open kartay hay to haumay market may up trends aur down trends ki information hasal hoti hay.
Trading at Parabolic Sar indicator.
Friends jab ham parabolic Sar trading indicator ko apne trading chart per set Karte hain to is ke sath jo other indicator ham istemal kar rahe hote hain unki aur parabolic sar trading indicator ki trading agar aik jaisi aati hain to hamen confirm ho jata hai ki market is Waqt
trend ke according down trend mein ya up trend mein chali jayegi lakin jab market overbought ya oversold hoti hai tou aesy time per dot bhi shift ho jata hai tou wohi time hota hai trade enter kerny ka ky jab market oversold hoti hai tou wahan per parabolic sar main dot bhi downside per shift ho jata hai aur wahan sy hi buy ki entery hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим