Fore Trading Main Lot Size Kya Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fore Trading Main Lot Size Kya Hai.
    Assalamu Alaikum dear friend Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko acche tarike se kam karna hota hai aur planning Karke trading karna Hoti Hai jitni Jyada aap learning ke sath trading ko karte hain to aapko itna hi Achcha profit Milta hai isliye aapko Jyada Se Jyada planning ke sath kam karna hoga aur apne senior member se experience Hasil karna hoga Jitna aap demo account per kam Karenge aapko itni acchi learning bhi milegi isliye aapko Jyada Se Jyada Koshish Karna Hogi kya aap ismein acche experience ke sath kam Karen Jab aap trading karte hain to ismein aapko Laut size ka pata Hona chahie Jab aap is market Mein lot size ki selection Soch Samajh Kar karte hain to ismein aapko maximum advantages Hasil hote hain main aaj aapse bahut important information discuss karungi jo aapki trading ko profitable banaegi to Mera topic hai Lot Size kya hai.

    What is Lot Size:

    Dear member Financial market Mein Jahan per bhi trading ho rahi hai usmein Lot size lasmi juice ke Taur per Dekha Jata Hai Lot Forex trading mein Do currency ke between hone wale trading ke liye use Kiya Jata Hai yani Agar Ek trader Ek currency ki koi mikedar kharidna Chahta Hai To uske liye Uske account mein use mikedar ke mutabik free margin Hona jaruri hai jisse vah trading Sar Anjam De sakta hai lot size ka account ke amount leverage aur matluba asset ke supported ke sath Bada gairha relation hota hai Aam Jindagi Mein Bhi Agar Ek person Ek single American dollar kharidna Chahta Hai To usko 175 Pakistani rupees dene padte Hain Is Tarah Se Agar Ham Jyada amount mein kharido to is use ko 210 Pakistani rupees dene padte Hain Is Tarah Se Agar Ham Jyada amount Mein kharido Farooq karna Chahenge to uske liye Hamen Apne mikdar Ko Badhana hota hai jo ki Lot size ke jimre mein Aata Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-08T131539.038.jpeg
Views:	14
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12580641

    Types Of Trading Lot:

    Dear member Lot size generally trader apni Marji se select karte hain aur jo Uske account ka balance Ho Uske mutabik select hota hai lekin lot size ka Kuchh selected adad Hain jinko Uske Mike Dar ke mutabik naam Diya gaya hai jo Ke darja zail Hain.

    Standard Lot Size In Trading:

    Dear member Standard Lot size ke naam se saaf jahir hota hai ki yah lot size ki standard Akai Hai Jisko forest trading currency Mein 1.0 Se jayar Kiya Jata Hai standard Lord size mein 100,000 currency is unit Hote Hain.

    Micro Lot In Trading :

    Dear member Forex trading Mein retailer ki taraf se jaini Small traders ki taraf se sabse Jyada use hone wala lot size Hai Jisko micro lot size Kahate Hain yah Lot size 1000 currencies unit per mustamail Hota Hai Jab Ke Mini Lot Ke 1/10 aur standard Lord ke 1/100 ke barabar Hota Hai.

    Mini Lot In Trading:

    Dear member Standard Lot size ke bad Badi Lot Aati Hai Mini Lot size ki jo Miqdar Mein standard lot size se kam hoti hai yah lot size 10,000 currency unit per mushtameele hota hai Jisko forex trading Mein 0.1 Se jahir Kiya jata hai aur standard lot size ke 1/10 ke barabar Hota Hai.

    Nanu Lot In Trading :

    Dear member Nanu lot size sabse kam Lot size hota hai Jisko forex trading mein 0.001 se Zahir Kiya jata hai jo ki hundred currency unit Ka Hota Hai yah lot size sabse macro lot size ke1/10 Mini ke 1 / 100 Jab Ke standard lot size ke 1/1000 k brabar hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-08T131553.644.jpeg
Views:	4
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12580642
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fore Trading Main Lot Size Kya Hai.

    Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul theek aur khatiya se honge aaj thread mein aapko main ek bahut hi important topic lots add ki polish ke bare mein bataun Kya aur main ummid karta Hun ki Jo information main official karunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte Hain to aap ek acche aur kamyab Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isiliye hamen Yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie

    اب آن لائن

    Working...
    X