Dear friends, forex trading main Hook reversal pattern aik short term pattern hota hay jo market main coming reversal ki prediction daita hay, yeh pattern us waqt create hota hay jab aik perticular candle ka previous candle say higher low aur lower high hota hay, Isko analyze karna boht easy hota hay, jis main sab say pehlay downtrend aur uptrend ka progress main hona boht zaruri hota hay,
Appearence and formation of Hook reversal pattern:
Yeh aik popular candlestick pattern consider kia jata hay, jo frequently appear hota hay aur isko spot karna bhi kafi easy hota hay, pattern main bannay wali second candle first candle kay opposite hoti hay, pattern ki strength aur reliability uptrend ya downtrend ki strength par mushtamil hoti hay jis main yeh ban raha hota hay, traders is pattern kay sath sath dusray technical indicators aur patterns ko use kar kay reversal ki confirmation kartay hain, hooks pattern ko engulfing aur harami pattern ki types main bhi classify kia jata hay, kiun kay second candle ki real body first candle ki real body kay andar hi bani hoti hay, is pattern ki dark cloud cover pattern say bhi similarity banti hay, Harami aur engulfing pattern hooks pattern say less common magar ziada accurate manay jatay hain,
Bullish and Bearish variations of this pattern:
Bullish hook reversal pattern downtrend ki bottom main banata hay, yeh us waqt banta hay jab second candle first candle kay low kay kareeb open hoti hay aur us kay high kay kareeb close ho jati hay, is main bulls kay control regain karnay ka signal ya indication milti hay, Bearish hook reversal pattern uptrend kay top par banta hay, jab second candle ka open first candle kay high kay kareeb ho aur second candle ka close first candle kay low kay kareeb hota hay, first candle kay end tak bulls ka control zahir hota ha lakin dusri candle ki formation say bears kay control regain karnay ki indications milti hay aur prices fall karna start ho jati hain,
Trading techniques used in this pattern:
Jab bullish hook reversal pattern banta hay to traders ko is main buy ki trade open karni chaiay aur jab ap bearish hook reversal pattern ko banta daikhtay hain to phir apni sell ki trade open karni hoti hay aur is main traders ko stoploss aur take profit kay liay technical Indicator ka use karna chaiay, yeh pattern market trend ko downtrend aur uptrend main change kar daita hay dono candles kay size main ziada farq nahi hota ya phir yeh pattern uptrend ko downtrend main change karta hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим