Forex Trading Market Investing Pros And Cons..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Market Investing Pros And Cons..
    Assalamu Alaikum dear Forex members umeed Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur Forex trading market Mein achiever King quality ki vajah Se achcha profit hasil kar rahi honge Forex trading Ek bahut bada aur profitable business hota hai lekin Uske साथ-साथ yah Ek risky business bhi hota hai aur ismein aapko bahut careful hokar apna Kam karna hota hai kyunki agar aap is business Mein knowledge aur experience ke sath Kam Nahin karte to aapko bahut jyada loss ho sakta hai isiliye aapko pahle isko sikhana aur FIR usmein kam karna Hota Hai for extering form aapko yah facility provide karta hai ki aap ismein post ke jarie bahut achcha knowledge game kar sakte hain.

    Pros And Cons in Forex Trading:


    Dear forex members forex market Mein Jab Ham kam Karte Hain To ismein aajkal ke financial market Mein American dollar regular second currencies ke mukabale Mein Upar down ho raha hai traders ka market ki equity se Kami ki vajah se ek naye business ki taraf logon ka rojhan zada ho Raha Hai Trading aur out off country capitals Mein almi increase ki vajah se Bahut Si national economy Ek dusre se Judi Hui Hai yah bami Rabta aur exchange rate ki sharab mein aane wale down up ne ek bahut badi almi market Banai Hai forex market mein bahut se invester ke liye interesting mauke aur profit ke naye Inka na Paida Kiye Hain Paras market Apne invester Ko market Ki Har Tarah Ki condition make kamane ke best opportunities provide Karti Hai foresx trading ke aap ko bhot zada profit bhot kam time mn achi working quality ki vajah se hasil ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	sg-long-term-Infographic-2.png
Views:	1
Size:	108.3 کلوبائٹ
ID:	12580615

    Big Trading Market:

    Dear forex members Forex trading market Main Pouri dunia ki Saab sy Bari market hai or ik andaza hai k daily ki hisab sy takriban 6 trillions dollars ka business hota hai Itni Bari market hony ki vajah sy yeh market price Nahin Hoti Hai Kun ky na Tu yeh kesi ky andar work karti hai or na hi is main hacking ka koi Nizam maujuod Hai is business Main Pouri world Ky Log work karty hain or daily ki buniyad par is market Main increasing ho rahi hai.
    ISI vajah se isko world biggest business ka naam Diya gaya hai.

    24 Hours Market:


    Dear forex members forex trading market ka sabse acchi khasiyat yah hai k yah market 24 hours open Hoti Hai aur vk5 days ismein aap kam kar sakte hain.yah traders ko Iftar hota hai ki woh apny liye ik Maksuod time use kar sakta hai jo us ko Acha lagta hai or yeh vah 24 hours Bi trading kar sakta hai.

    Low Spread:

    Dear forex members forex trading main spread low hony ki wajah sye is business main kam account bonus ke sath bhi aap market Mein trading kar sakte hain separate different broker sy kaam different ho sakta hai but Agar Hum iska comparison baki business sy karain to ismain brokers es spread ki condition Main intehai Kaam Hai.

    High Leverage:

    Dear forex members forex trading market main aapko yah facility bhi milati hai ki aap kaam capital Se zyada volume ki trading kaar saktey hain or es wajah sy yeh Mumkin hai ki es business Main leverage bahot zyada hai forex trading ka margin level second business ki nisbaat kaam hai jis main traders ky pass zyada market share kharidny ka muhka hota hai Kuch brokers to 1000 Se Bi zyada ka leverage Apny client ko Dety Hain. ISI wajah se bhi yah business bahut popular hai.

    High Liquidity:

    Dear forex members Forex trading market ka feature yah bhi hota hai ki yah high liquidity ki wajah sy market Main Apny ik makhsoos time main benefits Hasil kar sakta hai forex trading market Pori World ka saab sy zyda liquidity market hai. Kyunki Jab forex market Mein liquidity jyada hoti hai to use waqt aapko kam waqt mein jyada profit mil sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Market Investing Pros And Cons..

    Assalamu alaikum kaise ho sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap hi bilkul theek aisi honge aaj is thread mein aapko main investment ke fayde aur nuksan ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per gujarte Hain to aap ek acche aur kamyab trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isliye humne Yahan per mehnat se kam karna chahie

    اب آن لائن

    Working...
    X