Impulsive and retracement waves used in Drop Base Rally pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Impulsive and retracement waves used in Drop Base Rally pattern
    Dear friends, Drop Base Rally aik aisa price pattern hay jo technical anaylisis main price chart par demand zone ki formation ko denote karta hay, traders demand zone say buy ki trade ko open kartay hain aur apni trades ko aisay manage kartay hain, technical analysis main is supply aur demand zone ko asal main drop base rally kaha jata hay,


    How to implement trade orders with this price pattern:


    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220111-104242_1.jpg
Views:	2
Size:	58.8 کلوبائٹ
ID:	12580607

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220111_0522150.jpg
Views:	2
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12580608

    Traders demand zones say buy orders place kartay hain jo long positions ko indicate kartay hain, yeh pattern supply aur demand ki type hoti hay aur yeh iski basic samjha jata hay, is tarah supply aur demands kay technical anaylisis kay sath trading aik best method samjha jata hay, jab supply increase hoti hay to trader ko sell ki trade say acha profit hasil ho sakta hay aur jab demand increase hoti hai to buy ki trade ko open karnay main ziada advantage hota hay, is main hamain teen cheezon ko point out karna hota hay matlab Drop, Base aur Rally, Drop main market down ward ati rehti hay aur end main demand zone main Base banati hay jis main sideway moment chalti hay, is kay baad third phase Rally ka hota hay jahan par dip say yani demand zone say buy kartay huay long term trading kar saktay hain,

    Occurence of Impulsive and retracement waves:

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220111-055726_Opera Mini.jpg
Views:	2
Size:	114.5 کلوبائٹ
ID:	12580609

    Drop Base Rally main three waves hoti hain, jab yeh three waves chart par aik order main appear hoti hain to Drop Base Rally pattern ki formation hoti hay, agr higher time frame main aik candle ko analyze kia jay jis ki lower time frame main large body aur small wicks hotay hain, wo three waves yeh hain,

    1. Bearish impulsive wave (Drop)

    2. sideways retracement wave (Base)

    3. Bullish impulsive wave (Rally)

    yeh candle higher time frame main base aur small time frame main sideway market wave show karti hay, Bearish Impulsive wave market main drop ko zahir karti hay, is main market bearish trend say pass through hoti hui price ko down lati hay, sideway retracement wave market ki sideway moment ko zahir karti hay jis main market ups and downs price consolidation say hoti hui slow moment karti hay aur indecisive situation show karti hui Base banti hay, third yani bullish impulsive wave main hamain buy ka pressure dikhta hay jisko rally kehtay hain aur yahan par yeh strategy complete hoti hay jis main three waves hoti hain,

    Trading strategy in Drop Base Rally:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220111_0522151.jpg
Views:	2
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12580610

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220111_0522153.jpg
Views:	2
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12580611

    chart pattern par is price pattern ki formation kay baad price demand zone ko touch kartay huay traders kay place kiay huay pending buy orders ko pick karti hay, yeh aik best method hota hay kiun kay price ko zone ki taraf return honay main minimum time lagta hay, is main ham trading kay liay pending buy order lagatay hain jo demand area main hon, matlab jab market base area main ho to ham ya to pending order laga dain ya phir bullish candle bannay ka wait karain, is main hamain aik resistance level kay breakout ka wait karna hoga, iskay baad market boht taizi say up jati hay jis kay liay hamain ready rehna hota hay ta kay ham in time enter ho sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Impulsive and retracement waves used in Drop Base Rally pattern

    Assalamu alaikum kaise ho sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul theek aur khairiyat se honge aaj is thread mein aapko main ek bahut important topic Ritesh Man ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per gujarte Hain to aap ek acche aur kamyab trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain

    اب آن لائن

    Working...
    X