《♤》Predicting Overbought & Oversold States with Spinning Top Candlestick Pattern《♤》
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    《♤》Predicting Overbought & Oversold States with Spinning Top Candlestick Pattern《♤》
    Candlesticks now adays market ko anlayze karny kay laye bhot popular hai or en ko market analysis ma edge find karny kay laye use kiya jata hai. Spinning top ik candlestick par depend karta hai. Ik candlestick par mabni hony ki waja sy ye pattern bhot asani sy identify kiya ja sakta hai but es par trade karna a bit tricky hota hai. Ye candlestick market kay reversal ko show karti hai or ye market kay uncertainty ko show karta hai. Ye candlestick both uptrend ma or down trend ma appear hoti hai. Es candlestick kay mid ma small body hoti hai or es kay both sides par long wicks hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230107-192115_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12580552

    Introduction of Spinning Top Candlestick Pattern.

    Jesa kay pehle discuss ho chuka hai ye candlestick market ma indecisioness ko show karti hai or ye ik he candle par mabni hota hai. Ye both bullish or bearish trend ma appear ho sakti hai. Es candlestick ki body small or middle ma hoti hai or second condition ye hai kay es candlestick kay both sides par long wick hoti hain. Traditionally es candlestick ko trend reversal candlestick kay tor par jana jata hai. Kuch pattern esy hoty hain jo market ki indefinate information ko share karty hain. Ye market ki interesting insight ko indicate karta hai. Es candlestick pattern sy ham market ko better understand kar saktyn hain or ye pattern kisi bi strategy kay laye ground work kay tor par work karta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230107-193647_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12580553

    Story of spinning top candlestick pattern.

    Hamy ye to pata hai kay ye pattern both uptrend ma or down trend ma appear hota hai or ye trend reversal ko indicate karta hai. Jb market down move kar rahi ho to es time par market kay sentiment bi negative hoty hain. Kuch trader es time par ye anticipate karty hain kay market kuch time mazeed down trend ma he move kary gi. But jb market down move karti jati hai to ik time esa ata hai kay market ma buying pressure build hona start ho jata hai. Es time par market kay reversal ko predict kiya ja sakta hai. Or jb ye spinning top candlestick appear hoti hain to ye market kay reversal kay chances mazeed increase kar jaty hain. Ye same situation market kay upternd ma bi develop ho sakti hai or ye candlestick pattern es time par bi market ma appear ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230107-193658_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	17.1 کلوبائٹ
ID:	12580554

    How spinning top candlestick pattern predict over bought or over sold state.

    Hamy ye to pata hai kay ye pattern both upper trend ma or lower trend ma appear ho sakta hai. Chart ma ye pattern market kay reversal ko predict karny ki condition ko show karta hai. Spinning top market ki movement ki worth ko show karta hai. Ye candlestick pattern market ma filter kay tor par use kiya jata hai or es ki help sy market kay over bought or over sold states ko find kiya ja sakta hai. Ham ye bi keh saktyn hain kay ye candlestick pattern actually market kay over bought or over sold state ma form hota hai. Jb ye pattern market kay over bought or over sold state ma form ho to bhot sary trader market ma trend reversal ko predict kar kay apni trades ko set kar letyn hain. Ye pattern addtional confirmation mohaya karta hai kay over bought or over sold stat occur kar chuki hai. Es kay bad trader apni trades ko es base par set kar kay profit hasil kar saktyn hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230107-194508_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	37.3 کلوبائٹ
ID:	12580555
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 《♤》Predicting Overbought &amp; Oversold States with Spinning Top Candlestick Pattern《

    I hope ab theek honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge Forex aal mein Mar jaisa ki aap log jante Hain ki Forex ek behtarin online business hai jisko Ham proper tarike se time denge to Ham aasani se kamyabi ho sakte hain Jo log ismein without experience ke kam karte hain vah ismein kamyabi Nahin hote Hain hamen ismein Forex ka knowledge lekar FIR kam karna hota hai to hamen bahut aasani se kamyabi Mil jaati hai Jo log ismein without learning ke kam karte Hain main unko batana Chahta Hun ki vah is business mein kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte ismein real work karna hota hai proper business ko time Dena hota hai jyada risk lenge market mein to hamen nuksan ka samna karna pad sakta hai isliye behtarin yahi hai ki Ham market ko mukmmal time de.

    what is the overbought and oversold trading?

    Market mein hamen chart ko follow karke kam karna hota hai market ki hamen movement ko samajhna hota hai aur fir market mein hamen kam karna hota hai market mein hamen support and resistance level ko check Karke kam karna hota hai market mein job spinning top candle stick banta hai to market mein hamen acchi movie dekhne ko milati hai isko Ham follow karenge to Ham market mein kamyab ho sakte hain hard working important hai demo account hamare liye behtarin hai agar hamen Kisi bhi candle stick ka knowledge Nahin aata to Ham demo account hai uska demo kar sakte hain aur uske bare mein knowledge Le sakte hain kamyabi ke liye aapko jyada se jyada mehnat Karni hoti hai aur FIR hi aap kamyabi ho sakte hain regular kam karenge to aapko aasani se kamyabi Mil jaati hai.

    Trading Explanation

    Market mein hamen extra Kam Nahin Karna hota hai proper business ko time Dena hota hai aur Forex mein hamen 4x ke mutabik study Karke market mein kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai technically work karenge market mein to hamen aasani Hogi kamyab hone mein ismein anil se isko follow karna important hota hai market mein do anil se jyada se jyada follow hote Hain ek technical analysis aur dusra fundamental analysis yah donon market mein bahut jyada use hote hain short trading ke liye technical analysis behtarin hote Hain market mein jab Ham high risk Lete Hain to hamara market mein sepread zada hota hai jiski vajah se profit aur nuksan hone ke chances bhi jyada hote Hain agar Ham proper market ko samajh Kar kam Karen behtarin yahi hota hai ki Ham ismein jyada risk na len to hamen kam karne mein aasani Hogi

    Aur ismein kamyab hone ke liye planning bhi important Hoti hai Ham aapas mein ismein planning ke sath kam karenge market ko achcha time denge market mein Ham proper kam karenge apna knowledge share karenge Forex form se hamen market ka bhi achcha knowledge Mil jata hai agar Ham thread ko acchi Tarah study Karen to Ham aasani se kamyab ho sakte hain aur form se bhi achcha knowledge Ham Le sakte hain koi bhi work hai usko Ham jyada time denge to hi hamen kamyabi
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X