Moving Average Trading Indicator Trading Strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average Trading Indicator Trading Strategy.
    Friends trading Mein moving average indicator bahut hi important aur informative trading indicator hai Jab aap Mt4 trading terminal ko install karte hain apne mobile per to yea aap ko default setting per milta hai aur is ko aap ney apne accordingly adjust karna hota hai lakin agar aap moving average indicator ko 50 ki range mein rakhen gay to aap ko acche trading result hasil karne mein madadgar sabit hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	42.9 کلوبائٹ
ID:	12580427

    Types of Moving Averages.

    Friends Moving Average kee kuch types mandarja zail hean.
    • Simple Moving Average.
    • Dubble Moving Average.
    • Exponential Moving Average.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	3
Size:	56.8 کلوبائٹ
ID:	12580428

    How Moving Average Indicator Works.

    Friends moving average indicator aik bahut hi profitable trading indicator hai jo ki Trend ki prediction karta hai aur trader ko yah inform karta hai ki current trend kis situation mein hai aur kitna uptrend mein Ja sakta hai ya phir kitna down trend create ho sakta hea friends simple andaaz

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	4
Size:	43.1 کلوبائٹ
ID:	12580429

    main yea kaha ja sakta hea kay agar market ki situation moving average ke up ja rahi hai to Ham samjhe ki market ka trend upar ki taraf ja raha hai jab ke market ka moving average trend niche hai to hum samjhian gay ke market ka trend niche ki taraf chal raha hai.

    How to get Profit from Moving Average.

    Friends moving Average trading indicator Ko Jab aap trading chart per apply karte hain to market ke technical analysis karne ke liye aap kay liye yea ndicator bahut hi faydemand sabit ho sakta hai aur madad prarambh karta hai aur Moving average trader ko help karti hai k wo market ma achi entery hasil kat sakta hai. Jo trader market ma enter hony ko prefer ni karty wo kbi kamyab ni ho paty.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12580430
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving Average Trading Indicator Trading Strategy.

    introduction.
    Jab market mein aap koi bhi decision making kar rahe hote hain to definittely aapki decision making bahut sare factor se negatively aur positively effect ho rahi hoti hai isliye agar koi member market mein apni working karna chahta hai aur regularly basis per apni decision making karna chahta hai to ismein aapko bahut jyada fayda ho sakta hai aapko hamesha market mein regularly basis per apni working ko complete karna hota hai Jab aap market mein consistently basis per apni working karte Hain to aisi situation mein aapko definittely bahut jyada fayda ho sakta hai aapko hamesha market mein bhi confident hokar apni working karna Hoti hai isase related main aapko kuchh important information Dena chahta hun.


    Self confidence ek aisa important factor hota hai jismein aap apni decision making or interpretation se satisfied hote hain aur uski reason yah hoti hai ki aap apni decision making or interpretation se related apni pre-working complete ki Hui hoti hai aur use parivar ki base per aap decision lekar satisfied hote hain lekin jab tak aap yah parivar Ki Nahin karte hain aur apni working ko complete Karke decision Nahin lete hain use time tak aap self confidence ke features ko hasil nahin kar sakte hain kyunki use time tak aap apni decision making se satisfied Nahin hote hain isliye self confidence hokar working karne ke liye jaruri hai ki usse related aap apni pahle pre working ko complete Karen aur apna experience build up Karem


    Roll of Self Confidence
    Jab aap market mein Apne experience ko increase karne ke sath apni working ko perfect banaa lete hain aur free decision making per satisfied hona start kar dete Hain to definittely iske liye aapko bahut jyada features available ho sakte hain aur yah aapki trading ke liye bahut hi important roll play kar sakta hai Jab aap market mein regularly basis per apni working karna start karte hain to ismein aapko bahut jyada fayda ho sakta hai kyunki ek UN professional traders aur experience status mein aapko bahut jyada difference hota hai UN professional trader hamesha apni trade ko minimum profit per close kar deta hai lekin professional aur experience trader update target ka intezar karta hai aur Market mein regular basis per Apne kuchh important advantages ko find out karna start kar deta hai.


    How to Increase Confidence Level
    Question yah hota hai ki aap apne confidence ya self confident hokar working karne ke liye kaun se important factors ko utilise kar sakte hain jisse aapka confidence level increase ho sakta hai to iske liye main aapko inform karna chahta hun ki market mein Jab aap bhi confident hokar apni working karna start karte Hain to is purpose ke liye aapko hamesha experience ki jarurat hoti hai aur aapki decision making se related jitni bhi working required hoti hai usko aapane personally complete karna hota hai is factor ki vajah se aap apni confidence level ko increase kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Moving Average Trading Indicator Trading Strategy.

      Introduction





      Assalamu Alaikum dear Forex member ummid aap sab khairiyat se Honge aur Achcha profit Hasil kar rahe Honge ji bilkul aaj ka jo Hamara topic Hai Jis per Ham discuss Karenge vah Hai moving average in the trading indicator kya hota hai aur ham isko kaise use kar sakte hain and trading mein aur Kitna helpful hota hai trading ke dauran aur Iske Kitni types hai aaj Ham is post Mein discuss Karenge





      Meaning of moving average trading indicator





      Moving average indicator Ek technical indicator hai jo cake trader invester Jo hote hain isko use karte hain determined karne ke liye trend ka direction iska Jo total data point Hota Hai Kisi bhi financial security ka vah divide hota hai total by the number of data point specific time period mein aur yah at and average to isko moving average as it or a continuously based hota hai on the last price moving average Jo indicator hai vah use Hota Hai analysis karna aur determine karna support ko aur resistance ko ine bye D price movement mein jo indicator hota hai vah show Karta Hai previous price movement Ko Jo Ek security hoti hai use karte hain isko to determine the potential direction Jyoti Hai price ki yah indicate Karta Hai price action ko aur produce karta hai signal show Karta Hai price action ko off any stock key






      Six types of moving average that traders should know




      1 simple moving average indicator


      2 exponential moving average



      3 wated moving average



      4 double exponential moving average


      5 triple exponential moving average


      6 linear regression list square moving average





      Function of moving average indicator




      Moving average indicator Jo hota hai bahut hi Achcha indicator hota hai trading mein aur isase ham bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain is indicator ko trading ke dauran use Karke trend ki production karta hai aur trader ko yah information Deta Hai Kiran jo hai kis situation mein hai aur Kitna aap friend Mein Ja sakta hai ya Kitna yah downstand Mein Ja sakta hai ya create ho sakta hai simple explanation Mein yah kaha ja sakta hai ki aap ghar market ki situation moving average ki aap trend Mein Ja Rahi Ho To Ham samajh sakte hain kya Maar ki jo train hai upper ki taraf ja rahi hai agar moving average indicator ki jo friend hai vah niche ja raha hai to iska yah matlab hota hai ki market ki movie average friend jo hai vah niche ko Ja sakte hain Jo moving average indicator hota hai vah market ki jo movement Hoti Hai Uske directly proportional Hota Hai Agar moving average niche ki taraf move Karta Hai To yah samajh sakte hain ki market ka trend bhi niche ki taraf chal raha hai yah Hamen market ki position ke bare mein information provide Karta Hai yah indicator






      How we use the moving average and gain profit




      Moving Average trading indicator most important indicator Rota Hai forex market mein aur ham isko use Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Jab Ham Average trading indicator ko trading chart per apply Karte Hain To Jo market ki technical analysis karna Hota Hai Pahle karne ke liye ya Ham market ko analysis karne ke liye yah indicator bahut hi jyada mat sabit Hota Hai to trading karne se pahle Hamen market ki analysis karna chahie aur yah indicator usmein helpful Hota Hai ki vah market Mein acchi entry Hasil kar sakta hai jo trader market Mein entry hone ke prefer Nahin Karte vah Kabhi Kamyab Nahin Hote To Hamen pahle market technical analysis karna chahie aur yah Jo indicator Hai vah help Karta Hai analysis karna hai ke liye market ka Taki Ham Achcha profit Hasil kar sake all the best





      اب آن لائن

      Working...
      X