Defination, Psychology & Trading Strategy 《□》Bullish Breakaway Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Defination, Psychology & Trading Strategy 《□》Bullish Breakaway Candlestick Pattern
    Investor or trader technical analysis ma candlesticks ko bhot prefer karty hain. Es laye kay en ko read karna bi easy hota hai or en kay colour full hony sy en ko read karna bi easy hota hai. But ik fact or bi hai kay ye candlesticks bhot zayada trade kay laye use ki jati hain or fact ye hai kay en ko use kar kay market ma different patterns form hoty hain. Es he ik pattern ko ham bullish breakaway pattern kay name sy janty hain. Wsy to bullish breakway over sold state ma show hota hai or ye market ma bullish reversal pattern kay tor par act karta hai. Ye pattern five candlesticks par mabni hota hai. Es pattern ki first candlestick long or bearish hoti hoti hai or next three candlestick small or bullish hoti hain or last candlestick bullish or long hoti hai. Last candlestick market ma previous candlestick sy gap up ma form hoti hai or ye bullish break away kay tor par act karti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230106-015623_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	30.6 کلوبائٹ
ID:	12580345

    What is Bullish Breakaway candlestick pattern.

    Ye pattern jesa kay pehle discuss ho chuka hai market kay down trend ma form hota hai or es laye es ki pehle candlestick long or bearish hoti hai. Ye candlestick ye show karti hai kay market es time par bearish sentiment ma hai or es time par bearish force market par act kar rahi hai. Ham ye bi keh saktyn hain kay market ma es time par supply demand sy zayada hai es laye market seller kay zayada hony ki waja sy bearish side par move kar rahi hai. Es pattern ki other three candlestick small or bearish hoti hai jo market ma negative trend kay end hony ko show karti hain. Ham ye bi keh saktyn hain kay ye candlestick pattern market ki holding ko show karti hain. Es kay bad last candlestick market ma gap up sy open hoti hai or ye previous three candlesticks ko cross kar kay up move kar jati hai or expert es candlestick sy ye information letyn hain kay market may sentiment bearish sy bullish ma convert ho chuky hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230106-020821_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	110.1 کلوبائٹ
ID:	12580346

    Psychology of bullish breakaway candlestick pattern.

    Es pattern ki certain psychology hoti hai jis par ye work karta hai or es bearish trend kay end hony ko show karta hai or ye information deta hai kay market ik trend sy dosray trend ma change ho rahi hai. Es pattern ki certain conditions hoti hain jin ko samajna bhot zaruri hai. First ye kay ye candlestick long or bearish hoti hai or second ye kay second candlestick market ma negative gap form karti hai but still ye market ma large impact create karny ma nakam rehti hai. Es pattern ki third or fourth candlestick bi bearish hoti hain or es pattern ki fifth candlestick long or bullish hoti hai jo price ko up move karwany ma kamyab ho jati hai or ye positive gap sy market ma open hoti hai or bearish trend ko bullish ma formulate kar deti hai. Kuch trader es pattern ko bearish continuation pattern kay tor par bi consider karty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230106-021316_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	53.3 کلوبائٹ
ID:	12580347

    Steps to trade the bullish breakaway candlestick pattern.

    Kiu kay bullish breakaway candlestick pattern bullish reversal kay tor par act karta hai es laye ye trade karny ma bi bhot importance ka hamil hai. Traders or expert es pattern ko reversion pattern kay name sy bi janty hain. New trader har time new pattern kay bary ma learn karty rehtyn hain or ye some time en ko money gain karny ma help karta hai. But ye bi dekha giya hai kay bullish breakaway pattern ko trade kay laye kbi alone use ni kiya jata balky es kay sath other technical trading tools ko use kiya jata hai. Ye technical tools basically es pattern kay negative points ko filter kar letyn hain or trader ko help karty hain kay wo kis tarha loss sy bach kar profit ko hasil kar sakta hai. Es tarha trader ka account bi safe rehta hai or wo big loss sy bi bach jata hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230106-021336_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12580348
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Defination, Psychology &amp; Trading Strategy 《□》Bullish Breakaway Candlestick Patter

    candlestick pattern price chart par ziada buying k baad resistance level par banta hai, jahan se price iss pattern k mutabiq reversal ho jate hen. Ye pattern prices k top ya uptrend ko bullish trend main badale ka aik strong indication deta hai. Pattern main investor assets k prices ko upward push karne k baad market main dilchaspi kam kar lete hen, jiss se prices top level se rebound ho jate hen. Pattern k aghaz main prices ziada bullish strong reaction deti hai, lekin baad wali candles k small bullish real body uptrend ki kamzori zahir karti hai, jiss se market main sellers active hona shoro ho jate hen, aur trend downtrend reversal ka sabab bante hen. Breakaway (bullish & bearish) pattern ko Greg Morris ne takhleeq kia hai.
    Formation of baarish break way candle pattren

    Bearish breakaway candlestick pattern ka shumar panch candlesticks par mushtamil pattern main hota hai, jiss main pehli chaar candles sabeqa ya market k maojoda trend k mutabiq bullish candles hoti hai, jab k last wali candle aik bearish candle hoti hai, jo k trend reversal ka zarya banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai Bearish Breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka close open se ooper hota hai. Ye candle long real body main hoti hai, jiss main pattern ki real body shadow k muqabele main ziada hoti hai. Ye candle prices k mojoda bullish trend ki akasi hoti hai. Bearish Breakaway candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali hoti hai, jo k pehli candle se ooper gap main banti hai. Ye candle wese to ziada tar bullish hi hoti hai, lekin zarori nahi hai, k aisa hi ho. Pattern ki dosri candle umoman pehli candle k top par banti hai. Bearish Breakaway candlestick pattern ki teesi candle bhi dosri candle ki tarah small real body main hoti hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin aksar ye dosri candle k inverse main banti hai. Ye candle dosri candle k upper ya parallel main banti hai. Bearish Breakaway candlestick pattern ki fourth candle aik ziada tar dosri candle ki tarah hoti hai, jo k same small real body wali candle hoti hai. Ye candle teesri candle k upper par banti hai, lekin aksar ye bullish candle hoti hai, jo k zarori nahi hai, q k ye bearish bhi ho sakti hai. Bearish Breakaway candlestick pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k strong real body main banti hai. Ye candle prices main sellers ki mazboti ki akasi karti hai. Ye candle fourth candle k baad banti hai, jo k teeno small real body wali candles ko cover karne k baad pehli aur dosri candle k darmeyan wae gap main close hoti hai. Bearish candle ki strong real body se bullish ka trend khatam ho jata hai, aur market sellers k control main a jata hai.
    Explain with baarish break way candle pattren

    Trading with baarish break way pattren chart

    Bearish breakaway candlestick pattern main banne wali pehli bullish candles aik to strong hoti hai, dosra ye candle agle din ki candles ko ooper pusha karti hai, jiss se market par bulls ka strong control show hota hai. Lekin pattern ki baad wali teen small candles ziada strong reaction na dene ki waja se prices ko mazzeed ooper jane ki bajaye hold kar deti hai, aur yahan par bears ki market main wapasi ho jati hai, jo aik long real body wali bullish candle banati hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle h ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur last candle k bottom par close honi chaheye. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main honi chaheye.
    Like tu banta hay ik🙏

    اب آن لائن

    Working...
    X