Friends forex trading main kabhi kabhi market ki movement kuch is tarha say develop ho jati hea kay market kafi dafa Support and resistance ko touch karti hea aur higher highes aur lower lows create karti hea jin agar yae amal teen dafa ho tou is ko triple top ya triple bottom Candlestick Pattern kehty hean friends tripple top ya tripplye bottom pattern creat hota hai tou same pattern ky complete hony per ham market ko isterha sy analysis kerty hai ky jab market main same strong support ya resistance break nehi ho rehi tou market an reverse direction main kisi bhi time movement start ker sakti hai.
What is Triple Top Candlestick Pattern.
Friends Triple Top candlestick pattern ki situation main triple top ma middle peak high honay ki bjay dusri peaks k takreeban equal hoti ha, is pattern ko double top k similar b keh saktay hain, jb price resistance area ko 2 bar touch karay aur high points ka pair bnanay k baad wapis aaye aur friends is pattern kay hawaly say mazeed baat ki jaaye to triple top tab benta hai jab is ki k pair ki prices three peaks benati hai aur is mein trend k khatam hony k ishara hota hai ye us waqt zahir hota hai jab prices final marhaly par hoti hain.
What is Triple Bottom Candlestick Pattern.
Friends triple bottom candlestick pattern create Hota Hai Jab market same triple top wali situation down trend mein create karti hai is pattern mein market mein bearsish ka control hai aur ye downward trend ko show kerta hai is mein aisa hota hai k pehli price bottom normal price hoti hai second mein momentum gain hota hai aur is tarhan reversal ka ishara hota hai aur third mein ye cheez show hoti hai k humen strong support face kerni parti hai.
Conclusion.
Friends market Mein jo bhi trading pattern develop hota hai chahe woh triple top candlestick pattern ho ya phir triple bottom candle stick pattern ho aap ko trading karne ke liye ek Trend Line ki zarurat hoti hai agar trend line ko draw kar liya Jaaye to bahut hi informative aur profit table trading ki Ja sakti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим