bearish breakaway candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bearish breakaway candlestick
    bearish breakaway candle stick pattern



    bearish breakaway candle stick pattern aik bearish trend reversal candle stick pattern hota hey jo keh forex market mein 5 candle stick aik gap kay sath open ho jate hein es candle stick pattern ko bananay kay bad bullish trend bearish kay trend mein tabdel ho jata hey yeh pattrn bullish breakaway candle stick pattern kay oposite hota hey 2 candle stick kay inside mein aik chota sa gap bhe ban jata hey jo keh forex market mein bullish ke raftar ko zahair karta hey aik series mein 5 candle stick kay sakhat law ke wajah say price kay chart par bearish breakaway candle stick pattern shazo nadar he melta hey Click image for larger version

Name:	bearish-breakaway-candlestick-pattern-1-760x422.png
Views:	4
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12580304



    Identification of bearish breakaway candle stick pattern



    forex market mein pehle candle stick aik bullish candle stick hone chihay jes mein body to wick ke ratio zyada hona chihay
    forex market mein 2nd candle stick ko aik gap kay sath open hoa chihay eftatahi price say zyada close hona chihay
    tesaree candle stick bullish ke ho ge or es ko pechle candle stick kay close honay wale price say oper close hona chihay
    chothe candle stick bhe pechle bearish kay sath close ho jay ge or es pechle candle stick kay close honay say oper close hona chihay
    5 number par candle stick aik bare bearish candle stick ho ge yeh pechle candle stick kay limit kay andar close ho jay ge or forex market mein gap rage kay andar close ho jay ge pehle candle end price say oper ho ge Click image for larger version

Name:	bearish-breakaway-candlestick-1.png
Views:	9
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12580303



    trading strategy bearish breakaway candle stick pattern



    trading strategy risk o reward ratio or risk management or technical analysis kay rules par moshtamel hote hey laken yahan par chand sangomo ko wazah karon ge jo keh es candle stick pattern ke ratio ko increase kar saktay hein
    resistance ya price chart par bearish breakaway candle stick pattern kay upper hesay par bearish chart pattern banta hey
    yeh forex market mein overbought ya oversold zone kay hallat kay doran mein he banta hey
    esay prices ke limit kay andar banana chihay
    supply zone ya resistance level ka faida yeh hota hey hum forex market aik stop loss bhe rakh saktay hein kunkeh yeh zone forex market mein price mein ezafay say stop loss ke hafazat karen gay
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bearish breakaway candlestick

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Breakaway Candlestick Pattern


    Breakaway candlestick pattern main bhi ziada candles hone ki waja se aik behtar result dene wala pattern hai. Japanese candlesticks patterns main candles ki tadad jitni ziada hoti hai aur jitna ziada timeframe hota hai, utna hi ye aik reliable aur achah leading indicators sabit hote hen. Bearish breakaway candlestick pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad teen small candles bullish aur bearish candles bante hen, jo k pehli candle se upper gap main tarteeb k hisab se bante hen. Pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k fourth bullish candle k baad open ho kar pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (383).png
Views:	5
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12440177

    Candles Formation


    Bearish breakaway candlestick pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli chaar candles ziada tar bullish hoti hai, jab k pattern ki akhari candle aik strong bearish candle banti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (382).png
Views:	18
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12440178

    1. First Candle: Bullish breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, ye candle prices k sabeqa bullish trend ki mazboti dekhati hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

    2. Second Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki dosri candle bhi same ziada tar bullish hoti hai lekin zarrori nahi hai q k ye kabhi kabhi bearish bhi hoti hai. Ye candle pehli candle se upper side par gap main banti hai, jo k aik small real body wali candle hoti hai. Ye candle pehli candle se above aik wazih gap main banti hai.

    3. Third Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki teesri candle bhi dosri candle ki tarah aik small real body main banti hai, jo k bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai. Ye candle bhi shadow ya bagher shadow ki ho sakti hai, jo k dosri candle k baad banti hai.

    4. Fourth Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki fourth candle bhi ziada tar bullish candle hoti hai, lekin zarori nahi hai q k ye baaz dafa bearish bhi ho sakti hai. Ye candle bhi small real main body main ho sakti hai, jo k teesri candle k baad banti hai.

    5. Fifth Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki fifth ya akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k aik long real body main banti hai. Ye candle chothi bullish candle k baad open ho kar dosri candle k bottom par close hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, lekin iss candle ka close point pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap ko cover nahi karna chaheye.

    Explanation

    Bearish breakaway candlestick pattern prices k top main banta hai, jo k ladder top aur concealing baby swallow pattern se melta julta hai, lekin candles ki formation main thora sa difference hai. Iss pattern main panch candles hote hen, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki baad main banne wali teen candles small real body main hoti hai, jo k bearish aur bullish dono tarah se hpti hai. Ye candles pehli candle se above gap main banti hai, lekin small real body ki waja se prices k bullish jane main rukawat dalti hai. Pattern ki akhari candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k small candles k baad open ho kar pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap main close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (380).png
Views:	8
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12440176

    Trading

    Bearish breakaway candlestick pattern k aghaz main buyers market main bohut ziada strong hote hen, q k pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki agli teen candles small hone ki waja se prices ko mazeed bullish jane main dushwaree ka samna karna parta hai. Jab k last candle trend reversal ka sabab banti hai. Pattern k akhari candle k baad aik trend confirmation wali bearish candle ki zarorat hoti hai, jo k real body main honi chaheye. Trend confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ka value overbought zone main indication hona chaheye. Jab k confirmation candle ka ka trend k mutabiq na banne par ye pattern zaya ho jayega. Pattern ka Stop Loss sab upper point par se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (381).png
Views:	3
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12440175
    • #3 Collapse

      Re: bearish breakaway candlestick

      BASICS OF BEARISH BREAKAWAY CANDLESTICK PATTERN:

      Bullish breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, ye candle prices k sabeqa bullish trend ki mazboti dekhati hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.Bearish breakaway candlestick pattern ki dosri candle bhi same ziada tar bullish hoti hai lekin zarrori nahi hai q k ye kabhi kabhi bearish bhi hoti hai. Ye candle pehli candle se upper side par gap main banti hai, jo k aik small real body wali candle hoti hai. Ye candle pehli candle se above aik wazih gap main banti hai.
      Bearish breakaway candlestick pattern ki teesri candle bhi dosri candle ki tarah aik small real body main banti hai, jo k bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai. Ye candle bhi shadow ya bagher shadow ki ho sakti hai, jo k dosri candle k baad banti hai.Bearish breakaway candlestick pattern ki fourth candle bhi ziada tar bullish candle hoti hai, lekin zarori nahi hai q k ye baaz dafa bearish bhi ho sakti hai. Ye candle bhi small real main body main ho sakti hai, jo k teesri candle k baad banti hai.Bearish breakaway candlestick pattern ki fifth ya akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k aik long real body main banti hai. Ye candle chothi bullish candle k baad open ho kar dosri candle k bottom par close hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, lekin iss candle ka close point pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap ko cover nahi karna chaheye.

      IMPORTANCE OF BEARISH BREAKAWAY CANDLESTICK PATTERN:

      Trading members hamen pata chalta ha ky market ma aik direction ma analysis kam nhi hata hai bahot sary factors ko study kren gay to market ko easily sy amkha ja saky ga agr market ko smjh ny ma ham sentiment bhi ignore kren to perfect trader entry nhi bn pati hai is ky leay he hamen efforts krna hon gi ta ky ham amr let ko achi tra sy understand kren jo bhi kam query ho us ko discuss kren senior guide kren to follow kren qor candle breakaway strategy bnain back up plan hona chye tab behtr market ko kabu kia ja skta hai agr market ma confidence ky sath kam kren gay tb he ham achy perfet tarder bn pain gay dosto market ko understand hai to mehnat he krna ho gi warna kamyab nhi ho pao gay kamyabi ky leay efforts krna prti hain jin ma apko extra source use krna hoty hain.


      KEY POINTS OF BEARISH BREAKWAY CANDLESTICK PATTEREN
      Friends,Bearish breakaway candlestick pattern panch candles par dependent hota hai, jiss mein shamil pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad teen small candles bullish aur bearish candles bante hen, jo k pehli candle se upper gap main accordingly bante hen. Pattern ki last candle aik bearish candle hoti hai, jo k fourth bullish candle k baad open ho kar pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai ye candle prices k old bullish trend ki strength dekhati hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: bearish breakaway candlestick

        WHAT IS BEARISH BREAKWAY CANDLESTICK PATTEREN
        Fellows, Bearish breakaway candlestick pattern prices k top main banta hai, jo k ladder top aur concealing baby swallow pattern se almost same hai, but candles ki formation main thora sa difference hai,Iss pattern main panch candles hote hen, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki baad main banne wali teen candles small real body main hoti hai, jo k bearish aur bullish dono tarah se hai. Ye candles pehli candle se above gap main banti hai, lekin small real body ki waja se prices k bullish jane main rukawat dalti hai. Pattern ki akhari candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k small candles k baad open ho kar pehli aur dosri candle k middle mein banne wale gap main close hoti hai.
        Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12440227

        TRADING STATERGY
        Dear forex traders,Bearish breakaway candlestick pattern ki starting main buyers market main bohut ziada strong hote hen,bcz pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki agli teen candles small hone ki waja se prices ko bullish jane main problem ka samna karna parta hai. Jab k last candle trend reversal ka sabab banti hai. Pattern k last candle k baad aik trend confirmation wali bearish candle ki need hoti hai, jo k real body main honi chaheye. Trend confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ka value overbought zone main indication hona chaheye.
        Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	3
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12440228

        WAY FORWARD
        Bearish breakaway candlestick pattern panch candles par dependent hota hai, jiss main mujood pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad teen small candles bullish aur bearish candles bante hen jo k pehli candle se upper gap main tarteeb k hisab se bante hen. Pattern ki last candle aik bearish candle hoti hai jo k fourth bullish candle k baad open ho kar pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai.
        Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	12
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12440229
        • #5 Collapse

          Re: bearish breakaway candlestick

          Define Bearish Breakaway Candlestick Pattern:
          Bearish breakaway candlestick pattern ki dosri candle bhi same ziada tar bullish hoti hai lekin zarrori nahi hai q k ye kabhi kabhi bearish bhi hoti hai. Ye candle pehli candle se upper side par gap main banti hai, jo k aik small real body wali candle hoti hai. Ye candle pehli candle se above aik wazih gap main banti hai.
          Bearish breakaway candlestick pattern ki teesri candle bhi dosri candle ki tarah aik small real body main banti hai, jo k bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai. Ye candle bhi shadow ya bagher shadow ki ho sakti hai, jo k dosri candle k baad banti hai.Bearish breakaway candlestick pattern ki fourth candle bhi ziada tar bullish candle hoti hai, lekin zarori nahi hai q k ye baaz dafa bearish bhi ho sakti hai. Ye candle bhi small real main body main ho sakti hai, jo k teesri candle k baad banti hai.Bearish breakaway candlestick pattern ki fifth ya akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k aik long real body main banti hai.
          Click image for larger version

Name:	bearish 2.png
Views:	12
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12440264

          Trading Point OF View:
          Is main resistance ya price chart par bearish breakaway candle stick pattern kay upper hesay par bearish chart pattern banta hey
          yeh forex market mein overbought ya oversold zone kay hallat kay doran mein he banta hey. esay prices ke limit kay andar banana chihay
          supply zone ya resistance level ka faida yeh hota hey hum forex market aik stop loss bhe rakh saktay hein.

          Example:

          Bullish breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, ye candle prices k sabeqa bullish trend ki mazboti dekhati hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.Ye candle chothi bullish candle k baad open ho kar dosri candle k bottom par close hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, lekin iss candle ka close point pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap ko cover nahi karna chaheye.

          Thank YOU
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: bearish breakaway candlestick

            Introduction of bearish Breakaway Candlestick chart pattern




            Assalamu alaikum my dear forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aur achcha profit hasil kar rahe honge ji bilkul aaj ke topic mein main aapko batana Chahta Hun ki Barish candlestick pattern kya hota hai candlestick a pattern ek bar trend reversal candlestick pattern hota hai jo ki market ko revers kar deta hai yah ek important candlestick pattern hai jo ke forex market mein 5 candlestick ek gap ke sath open ho jata hai aur is candle stick pattern ko banane ke liy bullish trend darish trend mein change ho jata hai yah pattern bullish break Ve candlestick pattern ke opposite hota hai tu candlestick ke inside mein ek chhota sa gap bhi ban jata hai jo ke forex market mein bullish ke jahar karta hai usko present karta hai yah ek series mein 5 candle per mo istemal hota hai jiski vajah se price ke chart per barrish break way candlestick creat ho jtaa Hy my dear forex member ek bahut hi important kindly stick pattern hai isko identify karne ke liye hamen bahut jyada mehnat ki jarurat padati hai jismein hamen bahut jyada acchi information ki jarurat padati hai agar hamare pass acchi information Hogi to tab hi Ham acche se identify Karke achcha profit hasil kar sakte hain





            Explanation and Formation of Bearish Breakaway Candlestick chart pattern



            Forex member barrage brake candlestick pattern jismein pahli char candle jyadatar police hoti hain jab ke pattern ki aakhiri candle ek strong barrage scandal banti hai jo ke trend reversal ka sabab banti hai pattern mein shamil candles ki formation the byan ki jaati hai my dear forex member yah five candles per mast Mal hota hai iski Jo first fore candles hote hain vah police hoti hai aur iski Jo last wali candles hote Hain vah red color per hoti hai jo ki long rail body per mushkil hoti hai aur fast for candles bulls hoti hain Jo ke sambhal candles aur sambhal real body ke bani Hoti hai jinka color green hota hai






            What is identification of bearish Breakaway Candlestick chart pattern




            My dear forex member is quadrantify karne ke liye aapke pass bahut jyada check experience hona chahie kyunki market mein different time mein different candles bante rahte hain different chart bhi create hote rahte hain vah chart aapko loss bhi de sakte hain profit bhi de sakte hain ek surat mein aapko profit hasil ho sakta hai vah hai aapke pass identification ka experience hai kyunki jitne jyada aap log acche identify Karke achcha profit hasil kar sakte hain my dear forex member yah candlestick pattern ki identify karna bahut easy hota hai yah pattern sabse pahle five candles per maujud hota hai jo ki iski Jo pahli char candles hoti hain vah green color ke hote hain aur sambhal real body ki candles hoti hain Jo ke price ko lower level se higher level ki taraf move karvate Hain aur ISI Tarah Jo iski last kennels banti hai vah red color ki hoti hai jo ki ek strong brush mein move karte Hain Jo ke market ko higher value se lower value ki taraf move Karti hai jiska signal yah hota hai ki ab market Don Hogi market ki price kam Hogi ismein hamen sel ka signal apply karna chahie






            Treading with bearish Breakaway Candlestick chart pattern




            My dear forex member jitna jyada aap logon ke liye market ko identify karna easy hota hai utna hi jyada aap logon ke liye market mein trading karna bahut jyada difficult hota hai kyunki trading mein aapko yah confirm profit hasil Nahin ho sakta kyunki koi bhi pattern koi bhi chart aapko achcha profit Nahin de sakta kyunki market Kisi ki mohtaj hi Nahin Hoti hai vah apni movement ke hisab se chalti hai yah pattern hamen sirf yah indicate karte Hain ki ab market mein Kitna upar jana hai aur Kitna niche jana hai aur Kitna hamen ismein loss ho sakte hain aur Kitna profit ho sakta hai isliye jab Bhi aap log trade karen to stop loss ka lajmi use Karen kyunki vah aapko aapke account ko safe rakhega aur hamesha aapke balance ko mahfuj rakhega isliye aapko chahie ki aapko jyada se jyada mehnat Karen aur itna jyada ho sake achcha experience hasal Karen Taki aap ismein acchi trade Laga ke achcha profit Kama saken


            اب آن لائن

            Working...
            X