sabar ka phal meetha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    Is main koi shak nahi keh sabar ka phal meetha hota hy. Ziada profit key chakar main na rahain aur kam profit par sabar karain. Sara profit zaya karney sey behtar hy keh thora profit hi lley lo. Thora thora mil kar buhat ho jata hy aur slow and steady wins the race. Jab loss ho jaye to disappoint na hon, balkeh apni mistakes ki tasheeh karain aur next time in mistakes ko repeat na karain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      Sabr ka phl hamesha meetha hota h ... agr ap trading krte wqt koi b faisla jld bazi me lenge to ap ko bht barey loss ka samna krna pr skta h
      • #1038 Collapse

        Dear sir aap nay theek keha hay keh sabbar ka phal meetha hota hay, because humain jald bazi say trade open nahi karni chahay sooch samaj kar kam trade open karna chahayie.
        • #1039 Collapse

          g han ye baat to kabhi wrong ho he nahi sakti k sabar ka phal meetha hota ha. forex mein humein sabr se kaam lena chahiye. ziada earning k laluch mein ap loss ko invite krty hein.
          • #1040 Collapse

            g apny bilkul theek kaha hai is main sabr say kam karna chiye or loss say bachna chiye hamin chiye kay hum chye tora kam karin lakin theek tarha karin is main greedy na karin agr hum asa kar lay gay tu hum loss say bach sakty hain
            • #1041 Collapse

              g bilkul i agrree sabar bht zrori ha ur aik kmyabi ka raz b ha hum forex trading ma jitna sabar karan ga utna faida hoga is liya sbr bht zrori ha thnku
              • #1042 Collapse

                yes, i absolutely agree with ur comment. in trade patience is the first and important rule to apply. it will give us success in our all fields of life.
                • #1043 Collapse

                  humen trading men patience ka muzahra karna chaye kun sabar ka phal meetha hota hai humen ek trade laga k phr sabar se os k positive hone ka wait karna chaye ye nhi hona chaye k ek trade laga k forun he ose close kar den kun k aisa trading theek tarha se benefit nhi de gee
                  • #1044 Collapse

                    yes u r right sabr ka phal meetha hta hai bt ye nahi hti k jo zyada earning chahty hen wo lalach men hon. han bs hmein thora sabr se kam lena chahiye baki ye k mehnt to kisi na kisi din apna phal zror deti ha
                    • #1045 Collapse

                      Forex trading mein sabar ka phal meetha hota hai is liye hamay sabar se kaam lete hue trading karni chahiye agar ham self control rakhaein ge to possible hai kay ham aik achay trader ban sakte hai warna ham trading kay duran loss kartay rahay ge agar ne sabar honge
                      • #1046 Collapse

                        Assalam o alaikum g bahi aesa hi hy jo mhenat krty hy or hard working krta hy rules ko follow kr k apna business krta hy or loss hony py mazeed mhenat krta hy wo hi sabar ka phal hasil krta hy or ye beshak meetha hota hy boht os k liye.
                        • #1047 Collapse

                          Yes patient is very important toward the success of a tarder at every given point in time because with patience you can wait for the right time to take your trade. hasty or impatienec can lead to loss of money at every given point in time while trading
                          • #1048 Collapse

                            ham bachpan se hi is baat ko sunte hue aye hain sabar ka phal mitha hota hai khaas tor pe ham forex mai jitna saber se kam lenge utne hi kamiyaab honge...
                            • #1049 Collapse

                              gee mein aap sey agreehon keh sabar ka phel metha hota hai forex ka business aesa business hai keh is mein bahut he ziada patience ki zarorat hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k forex mein jo sabar say kam lay ga wohi successful hoga kyun k ap ki choti si mistake ap ko bohat bara loss dy sakti hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X