Friends Forex Trading main ya Kisi bhi aur trading Mein 2 tarah kay trading options hote Hain jin ko Buy ya Sell kaha jata hai friends traders in 2 tarha kay trading options main say aik ka intikhaab karty hean aur market say munafa hasil karty hean is trading market main jo Kisi trading Pair ki Khareedta hea us ko Buyer Aur Bechny waly ko Seller kaha jata hea aur market in he 2 tarha kay trends ko follow karti hea jin ko Bullish aur Bearish trends kaha jata hea.
What is Buying Strength.
Friends trading market mein buying strength us ko kaha jata hai jab market per Buyers ka hold ho aur Sellers us ko apny control main lena chahian is soorat main jub market bullish trend main hoti hai aurr apni sari resistances ko break kar kay highest point par ponch jati hai to ik time asa ata hai jb wo mazeed up move karny ma nakam ho jati hai us waqat Sellers ko bahot acha chance mil jata hea market ko apny control main karny ka.
What is Selling Strength.
Friends Selling Strength Buying Strength Kay totally opposite hotime hea is main jab market per Sellers ka hold ho aur Buyers us ko apny control main lena chahian is soorat main jub market Bearish trend main hoti hai aur apni sari Supports and resistances ko break kar kay lowest point par ponch jati hai to ik time asa ata hai jb wo mazeed down trend main jaany say nakam ho jati hai us waqat Buyers ko bahot acha chance mil jata hea market ko apny control main karny ka is situation ko selling strength bhi keh sakty hean.
Additional Note.
Friends hamesha yaad rakhian kay Extremely overbought aur oversold condition main trend Analysis bahot zaroori hoty hean trading karny kay liye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим