what is the bump and run pattern? forex chart par sahi pattern ke identification kay ley bump and run ke 2 say 3 wave hone chihay behtar samjhnay kay ley nechay de gay tasweer ko bhe daikh saktay hein
forex market mein pechlay slow trend kay ley trend line bananay kay ley ap ko price mein anay wallay bump ko talash kar na chihay bump kay bad price aik bullish trend line say takray ge or trend line say hut kar agay barahay ge bump kay bad ap ko aik mamole trend line bhe kaim karne chihay
identification bump and run chart pattern:
pehla step yeh hey keh pechlay trend ke base par har step par line draw karna chihay bulcowski kay motabaq trend line forex chart par logarithm scal ke base par 30 or 45 degree ka angle hona chihay or yeh angle forex market mein trend ke strength ko indicate karta hey
bump and run forex market ka aik aisa pattern hota hey trend ka bump karnay kay bad indicate hota hey
Bump phase
Run phase
bump phase
bump phase ke price weasay bhe basic trend kay lahaz say bullish ya bearish trend bananay ge forex market mein price kay pattern mein achanal bump aay ga aik bump ka forex market mein trend kay ley aik effective wave ban jate hey bump say pehlay hamesha ya to bearish ya to bullish ka trend ka hota hey
forex chart par identification bump
first step ap trend ke base par higher high or higher low ko draw karen
Bulwocki kay mtabaq 30 or 45 degree ka angle hota hey es angle say trend ke strength ko indicate keya jata hey
forex chart par run phase ke identification :
bump kay bad run phase ka 2nd step ho ga price bump ko mamole ce trend line ko break karnay kay bad banay ge forex market mein aik bara trend tabdel ho jata hey or forex market mein price aik zabardast wave say opposite direction mein chale jay ge phir forex market mein important trend line ko bhe break kar day ge or forex market mein aik zabardast wave tashkeel pa jay ge
trading strategy with bump and run pattern
es pattern par trade karnay kay 2 asan method hein
ap ko forex market mein aik mamole ce trend line ko draw karna chihay forex market mein breakout kay bad order draw karna chihay
2nd step mein ap ko forex market mein important trend line breakout kay bad order open karna chihay
2nd step mein aikmamole risk o reward ke ratio ko kaim karna chihay es ley main ap ko 2nd method ko choice karnay kay baray talqeen karon ge yeh aik risk hey lakin yeh aik higher risk frahm karay ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим