Inverted hammer and hammer candlestick:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverted hammer and hammer candlestick:
    INTRODUCTION:


    ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS! Dear friend how are you I hope aap thik honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki aap log jante Hain ki Forex hamare liye ek bahut hi achcha business hai jismein Ham proper tarike se kam karenge to Hm bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain Jo log Forex ko time dete Hain ismein daily kam karte hain market ko study Karke kam karte hain vah ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aap log jante Hain ki hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis se isko follow karke kam karte rahana important hota hai sabse zyada Ham ismein work karenge planning ke sath kam karenge to hamen bahut zyada knowledge dega aur ham bahut hi aasani se ismein kamyab ho sakte hain daily market ko follow karke kam karte rahana important hai.










    HAMMAR CANDLESICK PATTERN:


    Market hamesha usi bande ko success deti hai Jo market ko proper time dete Hain aapko pata hai ki Forex mein Koi bhi Banda kamyab tabhi hota hai jab proper kam karta hai hamen is mn daily candle stick ko dekhna hota hai to fir hi Ham kamyabi ho sakte hain proper tarike se kam Karen hard working ke sath market ko time de to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain ye pattern single pattern par mustamil hota ha is mn hum proper acha treeqey se kam krein gey TU hume kameyabi milen gi daily is ko fallow krein technical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krein tu hume kameyabi milti ha chart indicator ko check krein tu hum asani se is mn kameyab ho sakte hein regular kam krte rehna hota ha is mn .












    EXPLANATION:

    Trading mn hume wait kr k kam krna hota ha to proper tarike se ham ismein kamyab hote hain trading mein jo log achcha kam karte hain vahi kamyab bhi hote hain daily hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hota hai jo log ismein achcha kam karte hain vahi kamyab hote Hain Jo log is business ko time nahin dete vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte hamen ismein hard working ke sath kam karna hota hai daily market anal se isko follow karke kam karenge ismein Ham proper time denge to hamen kamyabi milegi agar Ham without experience aur without knowledge ke ismein kam karenge to Ham kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte kamyabi hamesha hamen acche work aur planning ke Sath milati haiRegular kam krte rehna hota ha planning kr k apas mn work krna hota ha TU hi hume kameyabi be milti ha ur phr hi hum is mn kameyab ho sakte hein hardworking k Sath kam krein daily market ko time dein TU hum is mn asani se kameyab ho sakte hein ye hamre liye sab se acha online business ha .










    IMPORTANCE:
    Dear members forex trtrading me trader price cchsrt ko read krta hai. Price chart markt price ki movement ki accuracy k sth identify krti ha. Markt price chart me trade entry e trade exit ko correctly identify krny k ly Candlestick pattern bht important technical tools me se ek tool hai










    .INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN:







    Dear members jesy k ap sbsb traders jnty hon gy k hammer candlestick pattern ek trend reversl Candlestick pattern ha Jo long bearish tren trend k top pe resistance level k qareeb bnta hai.













    EXPLAIN:

    Dear members Inverted Hammer Candlestick pattern eik single candle pr mushtamil hota hai. Ais pattern me small real body bullish/bearish Ki candle bnti hai. Jis ka upper wick long hoti hs r lower wick smaller ya phr zero hoti hai. Upper long wick price rejection btata hai. Ya candle sallers k pressure k khtam hony ka btata ha aor is me buyer ki entry btata hai. Ais candle k bd next candle ka lzmi wait krna chshiye.












    TRADING:

    Dear members Inverted Hammer Candlestick pattern me complete hony k baad next candle bullish ki bnsti ha to trader ko "BUY KI TRADE" active krni chahiye. Account ko trade k doran safe rakhny k ny stoploss ka usr krna bht zaruri ha is liye stoploss ko inverted hammer candlestick pattern k 10 pip nichy place krwn.. r take profit ko resistance level pr Tp1, Tp2, r Tp3 kr k place kren. Inverted hammer candlestick pattern k sath indicator ki combination se acha aor strong signal generate kiya ja skta hai agr reletive strength index indicator Inverted hammer candlestick pattern ki formation k doran RSI overaold area 30 level se nichy hona chahiye aor trade entry k doran RSI 30 level se opper ko cross kr rahi ho.THANKS.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Inverted Hammer Candlestick
    Inverted hammer candlestick prices k bottom ya bearish trend main banne wali aik single candle pattern hai, jiss main candle ki aik small real body k sath upper side par long shadow hota hai. Inverted hammer ki candlestick bulls aur bears, buyers aur sellers, supply aur demand, risk aur profit ke darmiyan muqabele ki aik kahani hoti hoti hai. Jiss main market main aik single candle bhi prices k top ya bottom main prices par asar andaz ho sakti hai. Inverted hammer candle ki ye haseyat hai, k ye bullish ya bearish dono soraton main bullish trend reversal k asarat rakhti hai, jiss k leye prices ka bottom level ya bearish trend main hona zarori hai. Kisi bhi assets k matloba timeframe bearish trend main jab bulls prices ko kuch waqfay k lye upward push karte hen, lekin ussi darwan bears ki market main maojodgi prices ko wapis nechay le jati hai, jiss k natijay main aik inverted hammer candle banti hai.
    Candles Formation
    Inverted hammer candle prices k bottom main uss waqat ban jati hai, jab bhi bulls market main bears se control hasil karne k leye leye prices ko upward push karti hai, lekin bears ki uss waqat market main maojodgi aisa nahi hone deti, jiss se wo prices k wapis nechay le jati hai, aur candle ki upside par aik lambi dum ban jati hai. Inverted hammer candle ki chart main formation darjazel tarah se hoti hai; Inverted Hammer Candle: Inverted hammer candlestick aik single candle pattern hai, jiss main aik timeframe k dowran prices bottom level par bullish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle bullish aur bearish dono soraton main bullish hi hoti hai. Jab k ye candle aik small real body main hoti hai, jiss k upper side par aik long shadow ya wick hoti hai. Candle ka shadow aik to real body ka dugna ya ziada hota hai, dosra iss candle k lower side par small si wick to acceptable hai lekin agar ye upper side par bagher shadow ki ho to ye ziada payedar candle hoti hai.
    Explaination
    Inverted hammer candle prices k bottom ya bearish trend main bears aur bulls ki market par control hasil karne ka natijay main banti hai. Jab bhi prices ko aik matloba timeframes k dawran bulls ooper push karne ki koshash karte hen, lekin ziada supply hone ki waja se bears market main ab bhi active hote hen, jiss se wo prices ko wapis bearish le jate hen, jiss k natijay main aik small real body wali long upper shadow ki candle tashkeel hoti hai. Ye candle bagher lower shadow ki hoti hai, lekin pher ye candle bullish hososeyat rakhti hai, q k ye iss candle main prices ko nechay jane main dushwaree ka samna karna parta hai. Ye candle prices k top par banne wali shooting star candle jaise hoti hai, jab k prices k bottom par banne wali hammer candle ki opposite shap main banti hai.
    Trading
    Inverted hammer candlestick market main traders k leye buy ka signal dete hai, jiss se trader long timeframes main prices k bottom par aik confirmation candle k baad entry kar sakte hen. Confirmation candle ka aik to bullish hona zarori hai, jab k dosra ye candle hammer candle k ooper close honi chaheye. Agar iss candle k baad banne wali candle bearish hoti hai, to uss sorat main trade entre karne ki risk na len. Ye single candle hone ki waja se zarori hai, k trend confirmation indicator se bhi ki jaye, jaise agar CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss candle k sab se lower prices ya real body k bottom se two pips below set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X