Morning Stars: How To Trade the Morning Star ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Morning Stars: How To Trade the Morning Star ?
    What Is a Morning Star?




    day star 3 candle stuck charts par mushtamil aik assar angaiz dhancha ho sakta hai jisay priktishnrz ne pur josh isharay ke tor par samjha. aik day star ki kasmain jo neechay ke rujhan ka taqub karti hain is se jari hui oopar ki taraf charhne ki shuruvaat ko zahir karti hai. yeh pichlle nataij ke naye rujhan ke andar rule back ka asal saboot hai. brokrz aik din ke setaaray ke necletion aur numoo ke muntazir hain is baat ko yakeeni tor par tasleem karne ki koshish karte hain ke ab aik tabdeeli ab is waqt ziyada se ziyada asharih jaat ka ikhraj ho raha hai .







    What Does a Morning Star Tell You?








    hayaatiyaat aik grafk template ho sakta hai, aur is terhan karne ke liye koi wazeh rayazi ki karwaiya nahi hain. aik aasmani jism aik teen mom batii ki tarteeb ho sakti hai jis ka bunyadi maqsad doosri chaye ki roshni par girta hai. lekin is ke bawajood, teesri roshni ke band honay par kam maqsad" sirf" wazeh hai .
    day star aik teen mom batii ka dhancha ho sakta hai jis ka bunyadi maqsad doosri chaye ki roshni par hota hai. lekin is ke bawajood, kam bunyadi maqsad mukammal tor par wazeh hota hai jab teesray chamaknay walay ke qareeb hotay hain .
    deegar isharay is tawaqqa ko farogh dainay mein madad karen ge ke agar koi day star qaim ho raha hai, jaisa ke yeh nahi hai ke aaya qabil qader iqdaam kisi imdadi ilaqay ke qareeb pahonch raha hai ya nahi aur rishta daar taaqat markr ( rsi ) yeh zahir kar raha hai ke inventory ki satah ya assaar ziyada farokht hue hain .
    1
    yeh hai day star motif body image ki terhan :
    is ke baray mein satah par mojood khaka yak rangi mein tayyar kya gaya hai, is ke bawajood bidder guldanoon ke liye surkh aur ghair amli tor par dekhnay ki bohat si aam taknik ban gayi hai. phosphorus se mutaliq tawajah dainay ke liye zaroori maamla yeh hai ke hub weeks sirf siyah ya gehra ( ya surkh aur sabz ) ho ga kyunkay sarfeen aur khredar werzish par qaboo paana shuru kar dete hain .



    An Example of How to Trade a Morning Star





    Morning star ke rujhanaat ko baaz auqaat udasi se pur josh ki taraf samti harkat ke aaghaz ke liye aik wazeh isharay ke tor par istemaal kya jata hai, lekin is ke bawajood position par tamam hal ke asraat un ki himayat karte hain jaisa ke pehlay zair behas aaya. aik aur bilkul ahem maamla yeh hai ke tinj jo ke tashkeel aur istehkaam ke liye mozoon hai .
    aam tor par, aik sodagar ko dhancha ki taamer karne wali 3 vrkshapon mein phailtay hue out pitt ko jhanchne ki zaroorat hoti hai, teesray din bunyadi tor par out pitt ko dekhnay ke sath. teesray din ziyada gunjaish jo aam tor par mutabadil shanakht knndgan ke bawajood saakht ( aur mustaqbil mein barhatay hue rujhan ) ki tasdeeq ke tor par dikhayi jati hai. aik sodagar asasa / masnoaat / do / aur is ke andar misbet muaqqaf kha sakta hai. kyunkay din ka sitara teesri koshish mein bantaa hai aur oopar charhne ka safar karta hai jab tak ke kisi aur rajat se wazeh nishanaat nah hon .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Morning Stars: How To Trade the Morning Star ?

    WHAT IS A MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN :





    Morning star ak candlestick pattern ha or ya morning star pattern huma market ka chart ma lower ke traf dakhna ko mil jata ha or ya morning star pattern ak bahot he famous pattern ha or ya morning star pattern market ka lower ke traf ban kar traders ko market ka upward ke traf reversal ho kar jana ka ak bahot he strong signal data ha. Jab ya morning star pattern banta ha to is sa phalay market ke price bahot he sharply lower ke traf ja rahi hoti ha or is morning star pattern sa phalay market ma ak bahot he strong downtrend chal raha ho ga or ya morning star pattern ho ga ya market ma is downtrend ka lower sa banay ga or ya lower ma ban kar market ko upward ke traf reversal karna ka kam karay ga. Ya morning star pattern market ka chart ma lower ke traf three candlds sa mil kar banay ga is pattern ke ya teeno candles lower ak specific sequence ko bana rahi ho ge or ya market ko higher ke traf la kar jana ka kam kar rahi ho ge or ya jo morning star candlestick pattern ho ga ya lower ma resistance level ka near ma ho ga or ya resistance level is morning star pattern ke madad kar raha ho ga market ka upward ke traf reversal hona ma or ya ak strong strength ko bana raha ho ga market ka upward reversal ho kar jana ma. Or ya jo morning star pattern ho ga ya market ma evening star pattern ka opposite ma ho ga or ya evening star pattern market ma higher ke traf ban kar market ko strongly downward ke traf reversal karna ka kam karay ga.





    FORMATION OF MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN :





    Is morning star candlestick pattern ke formation market ka chart ma lower ke traf ho ge or is pattern ke formation sa phalay market ma downtrend chal raha ho ga or ya morning star pattern is downtrend ka bottom ma ban kar market ko higher ke traf reversal karna ka kam karay ga. Ya morning star pattern banay ga to is ke jo first candle ho ge ya ak long real body bearish ke candle ho ge or is pattern ka start ma market ke price previous downtrend ko follow karti hoi lower ke traf jay ge or is morning star pattern ke ya first candle lower ma strongly jay ge or is first bearish ke candle ka bad market ma ak small gap ay ga or is gap ka bad is pattern ke jo second candle banay ge ya ak small candel ho ge or ya small bullish ke bhi candle ho sakti ha or bearish ke bhi or ya candel huma market ka indecision ka batay ge or is second candle ka bad ak small up ka gap ay ga jo market ko reverse kara ga or is gap ka bad is Morning star pattern ke third or last candle open ho ge or ya last candle ak long real body bearish ke candle sa bani ho ge or ya strongly market ko upward ke traf reversal karna ka kam karay ge ya third candle size ma is pattern ke first candle ka equal ke ho ge or ya traders ko market ka upward ke traf jana ke conformation kar ka da ge or ya jo morning star pattern ho ge is kr jo second candle ho ge ya market ma lower point ko bana rahi ho ge or ya support level ka near ma banay ge.





    TRADING WITH MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN :





    Ya morning star candlestick pattern traders ko market ka downtrend sa upward ke traf reversal ho kar jana ka signal da rahi ho ge or ya morning star pattern banay ga to is pattern sa phalay market ma sellers ka control ho ga or ya jo sellers ho ga ya market ke price ko strongly lower ke traf la kar ja raha ho ga or is time par high sellers ka control ho ga or is Morning star pattern ke jo ya first candle banay ge ya bhi market ma in sellers ka control sa banay ge yani ka is pattern ke jo first candle ho ge ya fully sellers ka traders sa bany ge or is pattern ke first candle ka bad jo second candle banay ge to is ma jo sellers ka traders ka control ho ga ya lost ho jay ga or is second candlea sellers or buyers ka traders ka pressure same ho jay ga or ya traders ko indecision ka bata rahi ho ge kr is morning star pattern ke last candle banay ge to ya market ma buyers ka control sa banay ge kr ya ak high buyers ka pressure sa banay ge or ya traders ko market ka strongly upward ke traf reversal ho kar jana ka bata rahi ho ge is ma traders is morning star pattern ka complete hona ka wait kara ga or is pattern ke last bullish ke candle ka high sa traders is ka high sa buy ke trade ko enter kara ga or jo stop loss ho ga is buy ke trade ka os ko traders is pattern ke second candle ka lower ma place kara ga jo is morning star pattern ka lower point ho ga.

    • #3 Collapse

      Re: Morning Stars: How To Trade the Morning Star ?

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Morning Star Candlestick Pattern


      Morning star candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k intehaye lower position ya bearish trend k baad bantta hai. Ye pattern aik unique qissam ka hai ajr bohut kam hi prices main nazzar atta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hotta hai. Jiss main pehlee candle aik strong bearish trend ki alamat hotti hai, aur dosree candle aik small real body candle (umoman Spinning top candle hotti hai, lekin zarori nahi hai) hotti hai, jo k bearish candle se gap main open aur close hotti hai. Last candle aik bullish candle hotti hai, jo k doji candle se above gap main open aur close taqreeban pehlee candle k midpoint se ziadda ya bearish candle k open price k barabar hotti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (337).png
Views:	22
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12439793

      Candles Formation


      Jaisa k uper battaya gaya k Morning star candlestick pattern ek bullish trend reversal pattern hai, aur low prices area main bhi banta hai. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehlee bearish candle, dosree Spinning top candle aur teesri aik bullish candle hotti hai, aur ye candles darrjazel format main honi chaheye;

      Click image for larger version

Name:	images (338).png
Views:	9
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12439794

      1. First Candle: Morning star candlestick pattern main pehlee candle aik strong aur long real body wali black/red yanni bearish candle hotti hai, jo k market k bearish trend ki mazzboti ki tarraf ishara kartti hai.

      2. Second Candle: Morning star candlestick pattern main dosree candle aik small real body candle bannti hai, jo umoman ya ziddar tar Spinning top candle hotti hai. Iss candle ki opening aur closing price same hi hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main open aur close hotti hai.

      3. Third Candle: Morning star candlestick pattern ki teesree candle aik strong aur long real body wali bullish candle hotti hai, jo k dosree candle se gap main above open hotti hai, jab k close bearish candle k body ya top par hotti hai.

      Explanation

      Morning star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main bulkul bullish abandoned baby candlestick pattern ki tarah hotta hai, lekin doji candle k difference ki waja se ye pattern "Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se bohut mukhtalif ban jatta hai. Ye pattern prices k downtrend ya low price area main bannta hai, jahan se ye trend reversal ka kaam kartta hia. Morning star candlestick pattern teen candles par mushtamil aik trend reversal pattern hai, jiss main pehlee candle color main black ya red yanni bearish trend wali candle hotti hai, ye candle long real body main banne ki waja se bearish trend ki mazbotti ki alammat hotti hai. Dore din ki candle aik small real body candle hotti hai, jo k prices ko temporary pause kar detti hai aur iss candle ka opening aur closing price aik dosre k qareeb hotti hai. Ye candle pehlee candle se gap main nechay ki tarraf bantti hai. Pattern ki teesri candle aik strong bullish candle hotti hai, jo k dosree candle se gap main open hotti hai aur close bearish candle main ya uss se upper ja k hotti hai. Ye candle prices k bullish trend reversal ka sabbab bantte hen.

      Click image for larger version

Name:	images (339).png
Views:	6
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12439792

      Trading

      Morning star candlestick pattern par trading karnne k leye market aap ko buy ki entry karnni paregi, lekin pattern par bagher trend confirmation k trade laggana bohut ziadda riski hai. Ye pattern banntta to bearish trend main hai lekin ye zarrori nahi k prices lazzmi bullish reversal honggi. Pattern par trade se pehle dosre technical indicators se market ki trend confirmation karlen, aggar market ki confirmation price action jaise pattern k baad aggli candle bhi bullush bannti hai to ye trend confirmation ho jatti hai. Confirmation candle k baad market main buy ki entry karen aur Stop Loss k leye market ka sab se lower position, jo k umoman Spinning top candle ka lower position banega par set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (192).jpeg
Views:	78
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12439791
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Morning Stars: How To Trade the Morning Star ?

        What Is a Morning Star?

        phosphorus teen mom batii par mushtamil aik basri namona ho sakta hai jisay takneeki tajzia karon ki taraf se umeed mand alamaat ke tor par samjha jata hai. aik phosphorus neechay ki taraf rujhan ke baad bantaa hai aur yeh oopar ki taraf charhne ke aaghaz ki nishandahi karta hai. yeh pichlle maliyat ke rujhan mein tabdeeli ka ishara hai. tajir aik phosphorus ki tashkeel ke muntazir hain aur is wajah se is baat ki tasdeeq ho jati hai ke ulat phair ho rahi hai taakay shikaar ke izafi isharay hon .

        phosphorus aik basri namona ho sakta hai jo aik lambay siyah holdar se banaya gaya hai, aik chhota sa siyah ya safaid holdar jis ka jism mukhtasir aur lambi vicks hai, aur teesra lamba safaid holdar .

        phosphorus ki darmiyani mom batii jahan bhi reechh belon ki badolat ijazat dena shuru kar deti hai wahein market ki be aitnai ko foran pakar layte hai. teesri mom batii ulat jane ki tasdeeq karti hai aur mutabadil up trained ko nishaan zad kar sakti hai .

        phosphorus ka mukhalif patteren shaam ka sitara hai, jo an ke oopri rujhan ko neechay ke rujhan mein tabdeel karne ka ishara karta hai .

        What Does a Morning Star Tell You?

        phosphorus aik basri namona ho sakta hai, lehaza injaam dainay ke liye koi wazeh hisaab kitaab nahi hai. phosphorus doosri mom batii par kam maqsad ke sath teen mom batii ka namona ho sakta hai. taham, teesri mom batii ke band honay ke baad kam maqsad sirf zahir hota hai .

        phosphorus doosri mom batii par kam maqsad ke sath teen mom batii ka namona ho sakta hai. taham, teesri mom batii ke band honay ke baad kam maqsad sirf zahir hota hai .

        deegar takneeki isharay yeh pishin goi karne mein sahoolat faraham karen ge ke aaya phosphorus ban raha hai, jaisay ke qabil amal karwai support zone ke qareeb hai ya nahi ya rishta daar taaqat ke isharay ( rsi ) yeh zahir kar raha hai ke stock ya nawadiraat ziyada farokht hue hain.

        An Example of How to Trade a Morning Star






        morning star patteren ko mayoosi se umeed parasti ki taraf rujhan ke ulat jane ke aaghaz ke liye aik mryi alamat ke tor par istemaal kya ja sakta hai, taham jab mutabadil takneeki isharay un ka back up le letay hain jaisa ke pehlay zikar kiya gaya hai to yeh izafi ahem ho jatay hain. aik aur ahem masla yeh hai ke hajam jo patteren ki tashkeel ka Muawin hai .

        aam tor par, aik minger ko 3 sishnz ke douran barhatay hue hajam ki jaanch partaal karne ki zaroorat hoti hai jis mein patteren tayyar hota hai, teesray din sab se ziyada volume dekhnay ke sath. teesray din ziyada volume ko aam tor par mutabadil asharion ke bawajood patteren ki tasdeeq ke tor par dekha jata hai. stock / commodity / jori / waghera ke andar aik minger aik pur-umeed position le sakta hai. kyunkay phosphorus teesray session mein bantaa hai aur oopri rujhaan ko is waqt tak berhata hai jab tak ke aik aur ulat jane ke isharay nah hon .

        اب آن لائن

        Working...
        X