Dear friends, forex main candles kay mukhtalif pattern say hum trading pairs ki moment ko predict kar saktay hain, is kay liay zaruri ha kay hamain un patterns kay baray main achi learning hon, jin ki base par hum market ki trends ki reversal, continuation ya side ways moment ko confirm kar sakain, candles kay patterns main say aik shooting star pattern bhi hota hay,
How this pattern is appeared and formed:
Shooting star pattern single candlestick par mushtamil reversal pattern hota hay, is candle kay above bannay wala shadow candle ki real body ka almost double hota hay, yani candle ki real body small jab kay shadow ya wick kafi large hoti hay, yeh candle mostly us waqt appear hoti hay jab kisi pair ki prices push high hoti rehti hain magar end par rejection ka baad opening point kay near close ho jati hain, jis ki waja say aik big upper shadow kay sath sath small lower shadow aur small real body ban jati hay, is tarah ki candle ko ham shooting star kehtay hain,
How to confirm shooting star candlestick pattern:
Shooting Star Candlestick bullish trend kay baad banti hay laikin yeh itna important nahi hay kay shooting star say previous wali candle bullish hi ho, magr yeh candle ziada prices walay zone main banni chaiay, candle ki real body say shadow ya wick size main double hona chaiay, yeh shadow candle kay upside pay banta hay, jab kay down side par koi shadow nahi hona chaiay, lekin agar banta bhi hai to wo real body say boht kam ho, yeh candlestick white aur black dono color main appear ho sakti hai lekin is ki position important hay kiun kay yeh market kay top side par banni chaiay,
Information for traders:
Yeh pattern ziada tar bearish reversal ki possibility kay signals daita ha, jis say traders ko yeh information milti hay kay uptrend finish honay wala hay aur ab prices fall karain gi, traders ko shooting star aur inverted hammer candlestick main double minded nhi hona chaiay, dono ki body similar hoti hay laikin dono alag reversal ko predict karti hain aur inverted hammer downtrend main appear hoti hay, trend confirmation kay liay black candle ka hona important hay, jis par traders sell say market main apni position open kar saktay hain, laikin white candle bannay par candle ki value khatam ho jay gi aur hamain us surat main market main entry nahi karni chaiay,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим