Gravestone Doji Candlestick Pattern 《☆☆☆》Full Trading Guide 2023
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gravestone Doji Candlestick Pattern 《☆☆☆》Full Trading Guide 2023
    Gravestone doji single candlestick pattern hai or ye sb pattern ma sy versatile or fabulous pattern consider kiya jata hai. Ye bearish trend reversal pattern kay tor par act karta hai or ye bhot he interesting pattern hai. Kuch trader es pattern ko bhot zayada use karty hain or wo es sy market ko jude karny ma help letyn hain. Es post ma ham gravestone doji ko discuss karyn gy es ka purpose find karyn gy or ye discuss karyn gy kay trader kis tarha apny trading plan ko integrate kar saktyn hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230101-085459_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	52.0 کلوبائٹ
ID:	12577815

    Gravestone Doji Candlestick Pattern.

    Ye pattern single candlestick par mabni hota hai or jesa kay pehle discuss ho chuka hai ye bearish candlestick pattern hai. Agr ham es pattern ki appearance ki bat karyn to ye english word T sy bhot similar hota hai. Trader es pattern ko bhot zayada use karty hain ik to ye pattern bhot easy identify kiya ja sakta hai. Jb ham kisi pattern ko identify kar leya jaye to trade karny ma bhot asani hoti hai. So pehle ham es pattern ki formation par discussion karty hain. Es pattern ka opening, closing or high point approx same hota hai or es pattern ki long lower wick hoti hai. Ye pattern trader ko down side reversal ki indication deta hai or ye uptrend kay end par appear hota hai. Trader ko es pattern ko alone trade kay laye use ni karna chahe balky other indicators ko apni trades ko frame karny kay laye use karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230101-085441_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	87.1 کلوبائٹ
ID:	12577816

    Information given by Gravestone Doji candlestick pattern.

    Es pattern ko trade ma use karny kay laye kuch information chahe hoti hai jis ko trade ma use karna bhot essential hota hai. Ye pattern trader ma attention create karta hai. Wo es pattern ko ik important signal or warning kay tor par consider karty hain. Trader es pattern ko use karty hain jb wo ye samajtyn hain kay trader bull ko or es pattern ko use kar kay market kay reverse trade ko set kar kay acha advantage gain kar saktyn hain. Ye pattern trader ko market trend kay bary ma information deta hai or ye un hurdles ko find karta hai jaha par supply ma defect ata hai or market ki price dowm fall karny kay chances peda ho jaty hain. But trader ko different steps ko use karna chahe tb he wo es pattern par achy sy trade kar saktyn hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230101-085426_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12577817

    Method of trading gravestone doji candlestick pattern.

    Trader or expert apni trades ma risk ko manage kar saktyn hain or wo es pattern ko es purpose kay laye use karty hain. Ye pattern jesa kay pehle discuss ho chuka hai es time par form hota hai jb price ka open, close, high or low point approx same hota hai. But trader ko kuch guidelines ko trade ma use karny sy better result mel saktyn hain. Im to ye kay es pattern ki formation uptrend ma bhot zaruri hai. Agr ye pattern market ki resistance kay pass ho to kamyab hony kay chances barh jaty hain. Phr bi trader ko es pattern ko alone trade kay laye use ni karna chahe balky es pattern ko other trading tools kay sath conjuction ma use karna chahe es sy ham better results mel saktyn hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230101-085413_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	189.0 کلوبائٹ
ID:	12577818
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gravestone Doji Candlestick Pattern 《☆☆☆》Full Trading Guide 2023

    What is Gravestone Doji candlesticks pattern



    Assalamu alaikum my dear forex member I hop aap sab khairiyat se honge aur achcha profit hasil kar rahe honge my dear forex member achcha profit hasil karne ke liye aapko bahut jyada mehnat karni padati hai kyunki jitna jyada aap log mehnat karte hain utna hi jyada aap logon ke pass achcha experience aur achcha knowledge hota hai kyunki achcha experience achcha knowledge ki help se aap market mein acchi identify Karke achcha entry point banakar acchi trade Laga ke achcha profit aur n kar sakte hain my dear forex member aaj ke topic mein main aap logon ko batana Chahta Hun ki grave stone doggy candlestick pattern Kya hota hai gravestone doji candlestick pattern ek single pattern per muft Mel hai yah sab pattern mein se bahut hi jyada important restile pattern considered Kiya jata hai yah candlestick pattern Paris trend reversal pattern ke taur per Jana jata hai yah bahut hi interesting pattern hai aur bahut hi jyada important reversal pattern hai kuchh trader is pattern ko bahut jyada use karte hain aur vah isase market ko identify karne mein help Lete Hain Ham is post mein Graves stone duji candlestick pattern ko explain aur discuss karenge ke trader kis Tarah apni trading plan ko integrate kar sakte hain aur kis Tarah se is pattern ke hote hue achcha profit hasil kar sakte hain my dear forex member hamen ismein achcha profit hasil karne ke liye sabse pahle iski information hasil Karni hogi uske bad iski identification Karni Hogi ki market mein ek Hi waqt mein different type ke chart bante rahte hain isliye hamen ismein carefully identify karna hoga Taki aap log is pattern ko isliye identify Karke achcha profit hasil kar saken







    Identification of Gravestone Doji candlesticks pattern





    My dear forex member ab Ham iski identification karenge ki iski identification Ham kis Tarah karte Hain aur hamen kaun se important points ka khyal rakhna chahie yah pattern single candlestick per muft Mel hota hai jiske Liye sabse pahle discuss ho chuka hai ki yah Barish candle stick pattern hota hai jo kah reversal pattern per maujud hota hai agar Ham is pattern ki parents ki baat karen to yah English word ti se bahut similar hota hai jo ki T shape ka hota hai trader is pattern ko bahut jyada use karte hain kyunki is pattern se unhen bahut jyada profit hasil hota hai isliye yah market mein sabse jyada use Kiya jaane wala candlestick pattern hai yah pattern bahut iji hai 25 Kiya ja sakta hai isliye isko har trader isliye 25 kar sakta hai jab Ham Kisi pattern ko identify kar le to trade karne mein bahut aasani Hoti hai kyunki jab aap Kisi bhi pattern ko identify karte Hain to aapke pass market ke next movement ka pata hota hai information hoti hai ki market aap Aage kaun sa movement karegi to sabse pahle Ham is pattern ke information per discussion karte Hain ki is pattern ki opening closing aur high point eprox sem hota hai aur is pattern ki long lower tel hoti hai trader ko is pattern ko alone trade ke liye use nahin karna chahie balki adar indicator ko apni trade ke frame karne ke liye use karna chahie kyunki is pattern ke liye yah bahut risky hota hai ki yah pattern kabhi bhi market mein pura pattern Nahin Ban Sakta to isliye unko Kisi dusre indicator ke Bhi help leni chahie isase Unka account safe rahega aur vah achcha profit hasil kar payenge







    Explanation and Formation of Gravestone Doji candlesticks pattern





    My dear forex member ab Ham iski explanation ki taraf aate Hain ki Ham ismein Ham kis Tarah se identify kar chuke hain aur aage kis Tarah se humne apni market mein entry point lena hai kaun sa pending order apply karna hai aur hamen stop loss kaise use karna hai kyunki har trader ke liye yah ek important chijen Hoti hai jaise ki Kisi ek army Man ke liye uski gun important hoti hai vaise Hi ek trader ke liye uske identification important hoti hai aur uske Jo pending order hote hain jaise ke stop limit stop profit stop loss etc yah tamam chijen ek trader ke liye bahut hi jyada important hoti hain pattern ko trade mein use karne ke liye kuchh information chahie Hoti hai jisko trade mein use karne bahut essential hota hai jo ki hamare liye bahut jyada profitable sabit ho sakti hai yah pattern trader mein attention create karta hai vah is pattern ko ek important signal aur warning ke taur per kaun si date karte hain traders pattern ko use karte hain jab vah yah samajhte Hain ki trader police ko aur is pattern ko use Karke market ke revers trade ko set Karke acche advantage gend kar sakte hain yah pattern tractor ko market trend ke bare mein information deta hai aur yah in heartless ko find karta hai Jahan per supply mein defect aata hai aur market ki price bottom fall karne ke chances banaa deta hai jo ki price ko teji ke sath bottom ki taraf move karvati hai but trader ko different step ko use karna chahie tab vah is pattern per acche information aur acchi girftar kar lega isase vah Jahan Bhi yah pattern banega market mein to ijili is pattern ko identify Karke ek acchi trading lagakar achcha profit hasil kar payega





    What is treading pattern of Gravestone Doji candlesticks pattern





    Forex member aur sabse Jo important chij Hoti hai vah Hoti hai trading kyunki Ham aksar Jo trader hote hain vah ek galti kar dete Hain ki trading mein stop loss ka istemal Nahin karte Apne completely pending order ka advantage Nahin lete jiski vajah se unko bahut jyada loss ho jata hai kyunki agar unki identification correct Nahin Hoti to unko loss ho jata hai to vah completely pending order istemal bhi nahin karte isliye hamen chahie ki hamen ine pending order ko bahut jyada istemal karna chahie jitne bhi pending order hai unko istemal karna chahie jiski vajah se Ham market mein Apne account ko safe rakhenge aur jiski vajah se hamara account bacha rahega aur ham acche se achcha profit hasil karte rahenge my dear forex trader apni trades mein raceco ko manage kar sakte hain aur vah is pattern ko is purpose ke liye use karte hain yah pattern jaise ke pahle discuss ho chuka hai is time per form hota hai jab price ka open close high aur lo point bilkul sem hote hain but trader ko kuchh guideline ko trade mein use karne ke Bator result mil sakte hain to yah ke is pattern ki formation ab trend mein bahut jaruri hai agar yah pattern market ki resistance ke pass hai to kamyab hone ke chances bahut jyada hote hain fir Bhi trader ko is pattern ko along trade ke liye use nahin karna chahie usko pure completely pending use karne chahie is pattern ko adar trading tool ke sath communication mein use karna chahie jo ki hamare pass sel stop loss hote hain aur stop profit bhi hote hain ine tools ko jyada se jyada istemal karna chahie apni trading mein aur kabhi bhi kisi bhi pattern per hamen apni trading ko alone use nahin karna chahie na hi trade lagani chahie isase hamen bahut bada loss ho sakta hai



    اب آن لائن

    Working...
    X