Hockey Candlestick Pattern Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hockey Candlestick Pattern Trading.
    Friends Trading chart per aksar kuch aisy patterns develop hoty hain jo market main mukamal khamoshi ka ishara karty hean aur phir achanak breakout ki taraf chali jati hea Is tarha ka aik pattern ,

    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	2
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12577729

    forex trading main develop hota hea jis ko Hockey Candlestick Pattern kehty hean Hokey stick pattern ko world level me us waqat show kia jata hai jab financial satah pe almi mamelat ko dekha jata hai aur ghurbat ki satah ko made nazar rakha jata hai.

    Hockey Candlestick Patterns , Explanation.

    Friends Hockey Candlestick Patterns per trading karny kay liye aap ko fundamental analysis bahot madadgaar sabit hoty hean aur is kay sath sath technical analysis bhi kafi helpfull hoty hean Hockey Candlestick Pattern main jo market ki candlestick ka style hota hai wo same to same hockey stick jaise banti hai,

    Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	4
Size:	28.7 کلوبائٹ
ID:	12577731

    Aur traders is movement me uptrwnd pe ziada focus karte hen, kyn kay market upward trend ziada waqat k leye hoti hai friends Trader ko es pattern ma buy ki trade ko open karna chahe. Jo trader es pattern ma sell ki trade ko open karty hain unko darsal profit hasil karny ma bhot problem hoti hai or unka account aksar wash ho jat hai.

    How to Trade at Hockey Candlestick Pattern.

    Friends Hockey Candlestick Pattern per trading karny kay liye trader ko trading Pair ki current aur previous price variations kay bary main knowledge hona bahot zaroori hea kyn kay hockey candlestick pattern tub create hota hea jub Financial market me jab bhi market aik smoth tareeqay se ,

    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	5
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12577732

    Sideways movement chal rahi ho to jab bhi koi new news market me jati hai jis se achanak market me teezi ho jati hai to is se jo chart pattern banta hai wo hockey stick jesa hota hai friends Trader ko es pattern ma buy ki trade ko open karna chahe. Jo trader es pattern ma sell ki trade ko open karty hain unko darsal profit hasil karny ma bhot problem ho sakta hea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hockey Candlestick Pattern Trading.

    Hockey Stick Candlestick Pattern ka Introduction
    hockey candlestick pattern Ek Aisa jo Bullish Trend Reversal ky taur per Jana jata hai yah pattern tab form up Hota Hai Jab prices support level se niche Chali Jaati Hai.pattern hai Jiski shape hockey stick ke jaise hoti hai aur yah friend reversal ke taur per Jana jata hai. hockey stick market pattern ko study kar rahe Hote Hain To Aisi situation main market thodi der side movement Mein Apni movement ko complete kar rahi hoti hai aur uske bad suddenly market Mein Koi Bhi news aati hai aur Market Mein warid Ladai bahut jyada ho Jaati Hai Jiski basis per market strong bullish trend Mein Apni movement complete karti hai aisi situation bhi market me aapko yah hockey stick Baton available kar sakta hai


    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	4
Size:	71.6 کلوبائٹ
ID:	12438015
    Hockey Stick Candlestick Pattern ki Tafseeli Wazahat
    Hockey stick candlestick pattern aik aisa pattern hai jo sideways movement ko identify kar raha Hota Hai. Is pattern main trend ko identify krny k liay aik wider frame ka time set kia jata hy jo 1hour ya 4 hoir p easyli monitor kia ja sakta hy , forex trading me hockey stick pattern us waqat banta hai jab market me aam tawar par khamoshi hoti hai aur yakdam market me uchal a jati hai. Hokey stick pattern ko world level me us waqat show kia jata hai jab financial satah pe almi mamelat ko dekha jata hai aur ghurbat ki satah ko made nazar rakha jata hai. Financial market me jab bhi market aik smoth tareeqay se (sideways movement) chal rahi hoti hy.


    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	4
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12438016
    Hockey Stick Candlestick Chart pattren ky sath trade krna
    Hockey stick market pattern ky sath trading kar rahe Hote Hain To Aisi situation main market thodi der side movement Mein Apni movement ko complete kar rahi hoti hai aur uske bad suddenly market Mein Koi Bhi news aati hai aur Market Mein warid Ladai bahut jyada ho Jaati Hai Jiski basis per market strong bullish trend Mein Apni movement complete karti hai aisi situation bhi market me aapko yah hockey stick Baton available kar sakta hai aur aapko is related complete study Karte Nahin Hoti Hai no doubt Iske bad market sometime apni retracement complete karti hai aur aapko Aisi situation baby short-term basis per Kuchh acchi trade karne ke liye mil sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	4
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12438017
    • #3 Collapse

      Re: Hockey Candlestick Pattern Trading.

      Hockey Candlestick Pattern:

      Dear forex members Financial market me ya forex trading me hockey stick pattern us waqat banta hai jab market me aam tawar par khamoshi hoti hai aur yakdam market me uchal a jati hai. Hokey stick pattern ko world level me us waqat show kia jata hai jab financial satah pe almi mamelat ko dekha jata hai aur ghurbat ki satah ko made nazar rakha jata hai. Financial market me jab bhi market aik smoth tareeqay se (sideways movement) chal rahi ho to jab bhi koi new news market me jati hai jis se achanak market me teezi ho jati hai to is se jo chart pattern banta hai wo hockey stick jesa hota hai, is waja se is chart pattern ko hockey stick pattern kaha jata hai.

      Click image for larger version

Name:	rt56.jpg
Views:	2
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12438021
      Understanding with Hockey Candlestick Pattern:

      Dear my friends Forex trading market me jab aik trend normal position pe move ho raha ho aur movement sideways ki chal rahi ho, aur market ki movement kuch phal (waqat) k leye downside ho jati hai aur us k baad yakdam market achanak up side pe chalna shoro karta hai aur market ki ye movement continues upward side pe ho rahi ho to jo candle stick ki patterns banti hai wo market ki hockey candle stick movement hoti hai. Is me jo market ki candle ka style hota hai wo same to same hockey stick jaise banti hai, traders is movement me uptrwnd pe ziada focus karte hen, q k market upward trend ziada waqat k leye hoti hai.

      Confirmation of Hockey Candlestick Pattern:

      Mere aziz dosto Market Mein yah candlestick chart pattern sustained or expanded appworld keylong growth Ko show karta hai market Mein traidor is chart pattern Kesariya se revenue growth aur volume growth ko bhi acche tarike se show Karte Hain aur yah chart pattren heightened interest company products kieservices ko indicate Karte Hain many people apni trade ke liye is chart Baton Ka istemal Karke market Mein long position ko acche tarike se confirm kar sakte hain aur yah position Unki trading ke liye bahut jyada perfect Hoti Hai vah Iske jariya se acche fight Hasil kar sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	hgu657.jpg
Views:	8
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12438022
      Importance of Hockey Candlestick Pattern:

      Mere pyare dosto Market Mein hockey stick chart pattern Ek bahut hi important chart pattern hota hai yah bhi market ko analysis karne ke liye use Kiya jata hai yeah chart pattern market ki position ko confirm karne mein traitors ko acche tarike se sport karta hai tractor market Mein handle inflation distance parts identify karne ke liye market Mein maujud hockey stick chat Baton ka istemal kar sakte hain Kyunki yah chat Patron in ke bare mein complete information provide karta hai uske andar flat lines Hoti Hai Jiski wajah se traders market ki growth ko samajh sakte hain ke Maar Peet ki growth slow movement kar rahi hai ya FIR uski speed bahut jyada high hai
      • #4 Collapse

        Re: Hockey Candlestick Pattern Trading.

        FORMATION OF HOCKEY CANDLESTICK PATTERN.

        Forex friends, Financial market main hockey stick pattern us waqat create hota hai jab market me usually khamoshi hoti hai aur suddenly market me uchal a jati hai. Hokey stick pattern ko world level me us time show kia jata hai jab financial satah pe intrnational matters ko dekha jata hai aur poverty ki satah ko madenazar rakha jata hai. Financial market me jab bhi market aik smoth patternse sideways movement chal rahi ho to jab bhi koi new news market me jati hai jis se suddenly market me teezi ho jati hai to is se jo chart pattern banta hai wo hockey stick jesa hota hai, is waja se is chart pattern ko hockey stick pattern bhi kaha jata hai.
        Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	5
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12438069
        INFORMATIVE CONCEPTS OF HOCKEY CANDLESTICK PATTERN.

        Dear friends,Hocky stick pattern har pair main nai banta.because kisi bhi currency ya commodity pairs ki market main itni fast change ya taizi nai ati keh is main very short time main had say ziada increase a jaye.means is pattern main jab aik aisa bahao ata hay keh is ky last periods ki nisbat bahut limited time main bahut ziada aur clear high increase a jaye to isko hockey stick chart say tashbeeh di jati hay. Aur ye oftenly tab he ho sakta hay keh jab kisi company kay stock ki prices high ho jayain ya is business ki last 20 years kay muqably main sirf aik ya do saal main itna expansion and increase a jaye k is ka chart just like hockey stick ki jaisy ban jaye.
        Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	9
Size:	3.3 کلوبائٹ
ID:	12438070
        TRADING DEVELOPMENTS.

        Friends,Market ki different condition Mein different chart pattern available Hote Hain. Hamein market ka analysis acchi tarike se karna chahie market mein hockey stick chart pattern bahut important chart pattern hota hai. Hamen is related complete information Haasil karne chahie Hamein is chart pattern ko acchy tarike se samajhna chahie hockey stick chat pattern ki help se Ham market ki position Ko acche tarike se understand ker sakte hain. Agar Ham isko acche tarike se samajh Gaye to uske andar Jo flight lines Hoti hi Hai Jiski vajah se trader market ki growth ko acche tarike se samajh sakta hai. Agar Hamen hockey stick chart pattern ke bare mein Achcha knowledge Nahi hoga to voh kabhi bhi market ko acche tarike se nahin samajh sakta naahi uski andar flight lines ko acche tarike se samajh sakta hai is pattern ko Mein acche tarike se lagana chahie ya chart pattern volume growth ko acche tarike se show karta hai.thanks
        Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	8
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12438071
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Hockey Candlestick Pattern Trading.

          Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko me
          Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic Hockey candlestick patterns ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me
          Apse share karo ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak kamyab trader ban sakte he ak
          Or bat jo me apko btana chahta hun ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan
          Forex Market me guzarte he to ham ak kamyab trader ban sakte he.

          What is Hockey 🏑 candlestick?
          Hockey stick chart aik price line chart hai jis mein thori der ki khamoshi ya rishta daar istehkaam ke baad achanak taizi se izafah hota hai. data points ko jornay wali line is terhan hockey stick se millti jalti hai. hockey stick chart ko kaarobar, muashiaat aur policy ki duniya mein dramayi tabdeelion ya dhamaka khaiz numoo, jaisay corporate aamdani, aalmi darja hararat, aur gurbat ke adad o shumaar ke sath aik basri aala ke tor par hawala diya gaya hai .

          Key Takeaway
          Hockey stick chart aik aisa chart hai jis ki khususiyaat nisbatan flat aur pursukoon muddat ke baad taizi se barh jati hai. yeh aam tor par tibbi nataij ya maholiyati mtalaat ki pemaiesh karne wali scienci tehqeeq mein dekha jata hai. karobari farokht ke mamlaat mein, aik hockey stick chart ko farokht mein achanak aur dramayi izafah se zahir kya jata hai. is baat ka tajzia karna zaroori hai ke aaya achanak izafah aik mustaqil haalat hai ya kharabi .

          Explanation
          Aik hockey stick aik blade, aik chhota sa vicar aur aik lamba shaft par mushtamil hota hai. aik hockey stick chart adaad o shumaar ko kam sathi sargarmi ( y-axis ) ke tor par aik mukhtasir muddat ( x-axis ) ke tor par dekhata hai, phir achanak mourr aik mourr ka ishara karta hai, aur aakhir mein kharray zavia par lamba aur seedha izafah hota hai .
          Click image for larger version

Name:	download (80).jpeg
Views:	9
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12438083

          اب آن لائن

          Working...
          X