What is Slippage in forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Slippage in forex trading.
    Friends jesa kay hum sub janty hean kay Forex Trading aik bahot he profitable trading hea ,profitable hony kay sath sath yea aik risky trading bhi considered kee jati hea khaas kar agar trader ko Slippage ka samna karna par jaaye friends agar aap Koi trade open karna chahte hain to sometime aapke liye kuch problem hote hain aur aapki trade open Nahin ho sakti.

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	17
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12577677

    What is Slippage in Trading.

    Friends Slippage laser trader kay liye kafi preshani ka sabab banti hea Slippage hamesha running trades per asar andaaz hoti hea agar aap Koi trade open karna chahte hain to sometime aapke liye kuch problem hote hain aur aapki trade open Nahin ho sakti.Friends slippage ki soorat,

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	7
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12577678

    main aap kuch is tarha bhi keh sakty hean kay market main asp jis point ko select karty hain to market
    us point sy agy nikal jati hai aur trader ko slippage ko counter karny k lae serf pending orders ki help he lena hoti hai. Jb trader forex trading ma slippage ki waja sy stuck ho jaty hain to enko bhot jald bhot zayada loss ho sakta hai.

    Types of Slippage.

    Negative Slippage.
    Positive Slippage.


    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	15
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12577679

    Negative Slippage.

    Friends Negtive Slippage Trader ko bahot loss deti hea kyn kay Negtive Slippage wali condition main hota kuch aisa hea kay kay aap ki running trade slip to kay forword move ho jati hea jis kee ki waja say current running trade main trader ko loss ho jata hea aur agar account main ballanc jam ho to trader ka account bhi wash ho sakta hea.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	36
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12577680

    Positive Slippage.

    Positive Slippage kee soorat main trader ki running trade Slip ho jay revers gap main open ho jati hea jis jo trader ki fever main ho sakta hea aisi situation main create hony wali slippage ko Positive Slippage kehty hean.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Slippage in forex trading.

    What is Slippage in forex trading?


    Dear Frndz Forex trading me aksar aisa hota hai k hum kisi ek khas position py trade open karna chahte hen lekin market ki high volatility ki waja hamara order us position pe open nahi hota hai jis pe hum chahte hen aur market kuch movement kar jata hai jis se hamare order me faraq par jata hai. Slippage aksar high volitile market me hota hai aur is se hamain loss bhi ho sakta hai aur faida bhi ho sakta hai.

    Example: Dear forex trading me is ki misal aisi hai k agar aik gold ki trading 1860$ pe trade kar raha ho aur hamara irada 1860$ pe buy ka ho. lekin market ki bohut hi ziada volatility ki waja se hamara trade 1860$ se hat kar lag jata hai. Agar ye trade 1860$ se lower position matlb 1859$ ya 1859.50$ py lag jata hai to ye to hamare leye profitable hai lekin agar ye position 1860.50$ ya 1861$ pe lag jata hai to ye hanare leye nuqsan deh hai, is waja se koshash karen k market ki high volitile me trade sahi position pe lag jaye. Forex trading market pe fundamental analysis ka bohut hi ziada asar hotavhai is waja se market ki movement fundamental anasir se bohut hi ziada fast hoti hai to koshash karen k jab bhi market me fundamental news a rahi to us se pehle pending orders zaror lagaye.

    slippage se kesy bacha jay?
    Dear Forex trading market me slippage se bachne ka ek hi tareeqa hai k hum market me pending orders ka istemal karen, pending order computerized trading hoti hai jis se hamara trade to the point position pe open ho jata hai. Is se hamain market me to the point kaam kr sakte hen. Pending orders me volitile nahi hota is waja se market me pending orders ka istemal lazmi karen.

    Click image for larger version

Name:	s 1.png
Views:	20
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12438005

    Use of slippage in forex trading.


    Dear Forex friends slippage ka istemal forex trading mein use waqt hota hai jab aap ko is baat ka idea ho k aap jis per trading kar rahe hain uski value kis level per hai gold ek bahut important chez hai jis ke upar bahut zyada training hoti hai aur zyadatar slippage ka issue bhi is per aata hai iske alava aur bhi bahut sari aise products engine ke upar slippage ka ishwar rahata hai aur highly volatile ATI ke upar jyada effect padta hai aur ismein aam Tor par agar kisi ko zyada nuksan ho ho to uske bar aks agar trading lagaye jaaye aur upward mein agar aapane lagaye Ho aur market ki movement bhi upward mein hi chale jaaye to isase aapko fayda bhi bahut zyada hoga lekin is se bhi zyada zaruri yah hai ki aap risk nagin market mein movement change hoty Hi rahenge lekin sabse kimti baat yah hai ki aapane market ko use waqt working position mein lekar aana hai jab aapko is baat ki surety Ho jaaye ki aapane jis product ke upar trading start karni hai woh smooth running mein a rahi hai ya nahin aur agar aap ko is baat ka bhi idea na ho to koi baat nahin aap risk Le lekin itna jyada risk nale ki aapka account was Ho jaaye aapko chahie ki aap lot size ka istemal Karen take profit aur stop loss laga de thoda profit Le Le thoda sa last Ho jaaye to Koi Fark nahin padta lekin isase aapko is baat ka idea hoyega ki market ki movement kahan ja rahi hai FIR aapko trading karne mein aasani bhi hogi aur aapko ek achcha benefit bhi hasil hoga bus aapko market ko underlies karne ke liye ye time Dena padega jitna achcha time denge utna hi jyada fayda hoga.

    Click image for larger version

Name:	s 2.png
Views:	6
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12438006

    اب آن لائن

    Working...
    X